Sabar or tahamul

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    my dear brother aap ne bahot acha topic shoro kia hai . agar koi banda forex me jaldbazee na kare aur sabar aur tahamul se kaam lega wo aksar profit karega . hame chahiye ke hum sabar aur etminan ke sath trading kare , aur os waqt tak teades na lagaye jab tak signal poora confirm na ho ,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      dear forex ka kam sharoo krne se pehle yeh shart zarori he keh ismain loss bhi he aur profit bhi hy to phir insan ka mind khud bakhud is ko tasleem kr leta he keh loss bhi hota rehta he.agr loss bhi hota he to usi loss se bhi sekhna chahy ta keh agli dafa woh ghalti na ho aur haan himat bilkul nhi harna chahay .
      • #288 Collapse

        if we take trade as with worry then i think we can not earn money so money making is the main thing which we get from this forex business so money making is the main thing and i think we are hear to earn money and if we take our trade with not hurry and then with patience and i think we can earn money and we should not take risk and the we need to trade with low risk areas so to earn money with forex business
        • #289 Collapse

          g hay sir as forex business me humay sabar or thamal say kam karnay chw qk as tara say hum aik achay trader ban saktay hay or aik achjay munmafa earn kar saktay hay
          • #290 Collapse

            my dear sir sabar aur tahamul forx mey bahot zaiyada zaroret huta donya mey har kaam mey ensan sabar aur tahamul se kaam ley to kayab huta hy.importand chez hy forx mey sabar aur tahamul .isley sabar aur tahamul zarorey huta hy.
            • #291 Collapse

              dear sabar aur tahamul se agar hym ne trading shro kia t ome nahi samajta ke hum kabi lost karenge , agar hum ne lost kia trading me aur hum ne agle trades ke liye sahi waqt ka intizar kia thum kar sakte hai ke wo lost recover kare aur agar hum ne sabar nahi kia phir trades lagaye to hosakta hai hum phir se lost kare .
              • #292 Collapse

                SABAR KA PHAL METHA HOTA HAI :) mere bhaiyon or behnon sabar aik esi cheez hai k ap kisi bhi cheez mein sabar se kaam lekar kamyabi hasil krsakte ho,,or forex mein bhi iski ehmiyat bhi zada hai ,,,bht se traders sabar se kaam nh lete to unko aik to hr waqt stress lagi rehti hai or dosra wo jald bazi krk kuch garbar krdete hain phir loss uthana parta hai
                • #293 Collapse

                  g han sabar or tahmal sy trading krna b aik qsm k forex strategy hy go k bot zida important hy forex may agr ap jald bazi kren gy to forex ap ko oper sy utha kr nechy phenky ga
                  • #294 Collapse

                    forex ma sabar or himat bardasht bohat aham han kiu ka is ka bagair ap is business ma success nahi hasil kar sakta is lia ap ko chahia ka ap apna ap ko relax rakh kar is busniess ma chalan phr ap bohat success hasil kran ga
                    • #295 Collapse

                      Although the best investors and traders understand the importance of patience, it is one of the most difficult skills to learn as an investor and trader. Proper patience is needed throughout the lifecycle of the trade, at entry, while holding and exit.Based on my experience as a trader and educator, almost all consistently profitable traders possess a certain degree of patience. They wait for ideal opportunities in the same way a jump shooter waits to take a perfect shot. Traders must learn to sit and patiently wait. Learning to temper the impulses that drive you to want to do something in this business is not only a skill but also an invaluable asset.
                      • #296 Collapse

                        sabar har kamyabi ka lia zariri ha or tahamal sabar ka dosra nam ap ma agr sabar ha ap apna ap pr sabar kr sakta ha to market ma ap kamyab ha kiu ka sabar hi ca market ca profit nikala ja skata ha mra mind ka mutabik.
                        • #297 Collapse

                          bhai jannn and dear brother har chez mein masllan koi b kam ho us mein sabar zroori hai forex mein sabar ki sawa koi bhy kamyab nhy ho sakta aur har chez mein laalch bury bala hai baqi app logo mein jo ezpert hogy un ko achy tarh maloom hoga
                          • #298 Collapse

                            My dear friend you are right to say this and not only for bonus but also at the time of trading you have to be calm and relaxed because there you will face stress while trading and that stress will drive u away from trade..
                            • #299 Collapse

                              Sabar or tahamul 2no aisi chezain hain jo es kaam main bht hi zyada zroori hai agr enhn ignore kro gy to loss uthao gy kamyab trader aap sy yhi kahy ga k es point py market jye to hi trade lagayen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                haan g bilkul jo sabar aur tahamul say kaam karaty hain un k sath allah talah ki zaat hay... aur jo sabar aur tahamul say paish atay hain woe log success patay hain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X