Sabar or tahamul
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    sabir aur tahamul krna boht achi bat ha .agr ap ko trading my bar bar loss ho raha ha to ap tanshan na ley balka sabar k sath kam kry apny kam k week point daikhy .us par zyada se zyada knowlege hasil kry ap zror profit kamay ge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      I am agree with you brother. I think we need the patience must Because patience helps js to mor epractice and hard owrk. A goodpatience can make us success in forex business.
       
      • #138 Collapse

        asslam o alikum dear's forex trading ma humy bohat sabar our thmal karna partha ha.ya ak bohat he acah business ha. laken sabar karna parhta ha.thius is good business.
        • #139 Collapse

          har cheaz main sabar aur relax hony ki bht zarori hota tub ap kuch behter kar paty ho yeah to phr trading hai is main to saber ki bht zarorat hoti hai right time k liye jald bazi nuksan hi dyti jati hai is intazar karain achy waqat k liye trading k yeah asul hota hai .
          • #140 Collapse

            Yes we should be patience and also we should make the ourself relax, then we can make ourself successful trader in the forex, and due to great patience we can make ourself disciplined and good planner for getting the great knowledge and success.
             
            • #141 Collapse

              sabar or tahumal jis ke andar hoga woh is business me itna agey nikal sakta hai ke jitna koi business nahi nikaal sakta hai hum ko hum apni mehnat se is business me bohat kama sakty hain or deulax life guzar sakty hain ...
              • #142 Collapse

                right app sabr or tahamul sy achi traidng kar k apny capital ko save rakh sakty hen or us k sath acha profit bhi earn kar sakty hen, jald bazi men ki gai trade app ko by chance kabhi profit dy sakti hen but is men loss zyada hota he,
                   
                • #143 Collapse

                  yes brother humen forex par reh kar sabro tahamul sa kam lana chahiay keun kuch trader har waqat yahi sochtay han k humay profit milay ga ya ni or is pat ko wo apnay dil par laga latay han or jub unhen pehli dafa lose hota hai to wo is kam ko chor datay han sabar tahamul ko use ni kartay
                  • #144 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                    Sabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
                    i think sub buisnes ,jo bhe hain,sub he sabr se aur tahamul se kye jate hain,besabr admi kisi bhe buisnes main kamyab nhi huta ,balke her wakt apna nuksan ker bethta hai,.
                     
                    • #145 Collapse

                      sabar o tahamal forex trading main buhat he importnat hai iss k bagair i think trading theak nahi hoti hai jo trader in chezon se hat kr trading kry ga i think k wo apna loss he krvaye ga so kpt these things for your trading account to be in safe
                      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                      • #146 Collapse

                        Jo batain apni bataye hain yani sabar aur tahammal aisi batayn hain k jin per amal krny sy hum baray say baray loss sy bhi bach sakty hain, islye hamaay har hal main sabar aur tahammal sy kam layna chahye takay hamari earning achi ho aur loss sy bach sakayn aur profit ki taraf jayn kyonk jald bazi main apko loss ho hi jata hai.
                        • #147 Collapse

                          Forex trading main jaldbazi se ham ghalat tarde lagaty hain es liye sabr o tahamal aur soch kar order lgana chaiye.
                          • #148 Collapse

                            G haan forex main sabr aur tahamul se kaam lia jaay to trading good hoti hai forex to aik business hai aur iss main nafa bhi hai aur nuqsaan bhi hai to iss main agar dekha jaay to mujhe loss horaha hai to uss time jo hai sabr karna aur tahamul se kaam lena zaroori hota hai .
                            • #149 Collapse

                              Forex ma sirf wohi log kamyab ho sakty hay jin ko sahi experience hay ya phr jin kay pass behtr baalance hay aur us ma profit karny kay lia hum jab trade open karty hay to wo trade hamy yak dam profit nahi balkay hamko us ma bhi sabar or tahamul sa kam lena chaiye hota hay aur forex ma sabar apka sab sa bara protected shield hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                yes mein ap k sath agree karta hun is mein ap ko sabr sy kam lena hota hy ye nahi hona chahye k ap ko aik achi trade nahi mil rahi jo ap ko loss na dy aur achi earning bhi dy to ap us mein jald bazi karo aur earning k ley bna sochy hi trade laga do is sy ap ko loss hota hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X