Lot size kitni honi chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Lot size kitni honi chahiye

    Janab aapko lot size use karte waqt money management ka Khaas khayal rakhna chahie lot size use karna bahut hi jyada important hai aur yah aapki trade par sabse Jyada is Waqt karta hai agar aap galat lot size use karte hain to iski vajah se aapko bahut bada loss ho sakta hai aur aapka Kaun mukmmal Taur per bahut jald vah Kali ho sakta hai isliye agar aap chahte hain kya aap ka account safe Rahe to aapke liye jaruri hai kya aap lot size shoes karte waqt bahut Yad Se Kam Nahin aapko Apne account ke size Ke mutabik Laut tell choose karne chahie Agar aapka account bahut Chhota hai to aapko bahut hi kam lot size petite Karni chahie tha ki agar market aapke against Munh karti hai to Aapka account safe Rahe aur Agar aapka account bada hai to aapko Fir Bhi Jyada Bade lot size Chhod Nahin karne chahie aapko take profit aur stor Claus ka istemal karte hue medium size ke lot size use karne chahie mein sal ke Taur per Agar aapka account 100 dollar ka hai to aapko jo lot size use karna chahie vah 0.01% ka hai agar aap ka account $200 ka hai to aapki account ke liye Idea lot size 0.02 Hai iske sath sath aapko Apne Har $100 account per aapko 0.01 lot size use karna chahie Is Tarah kam karte hue aapka account safe rahata hai aur aap acche tarike se kam karte hue Achcha bro mythical kar sakte hain agar aap Bada Note 50 karte hain to Aapka count bahut jald watch ho sakta hai aur aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Lot size kitni honi chahiye

      mere khyal mein hamen yah baat bilkul bhi nahin Pata aap apna kam
      • #33 Collapse

        Re: Lot size kitni honi chahiye

        yaar aap apna account balance ke Mata pita ko phone kiya karo
        • #34 Collapse

          Re: Lot size kitni honi chahiye

          Dear for excuses Assalamualaikum trade karte waqt lot size Kaisa Hona chahie doston Hamari advise yah hai ki aap lot size small size istemal Karen Kyunki Sambhal Sahi Sambhal karne se aapke pass trading ka do raniyan bahut jyada Hota Hai jisse agar aap loss mein bhi Jaenge to aap kam se kam loss Mein Jaenge Aur ap account was Nahin Hoga aapka bonus Mehfooz aur agar aap Big Lot size istemal Karenge to aapke pass trading ka Waqt kam Hoga agar aap picketing loss Mein Ja Rahi Ho ki to aap ka account jald he was ho jaega isliye Sambhal lot size istemal karte hue trading karen to aapko Achcha profit Bhi Milega aur aapka account bhi was Nahin Hoga aur aap loss se bache rahenge
          • #35 Collapse

            Re: Lot size kitni honi chahiye

            Bilkul Apne bahut acchi baat kahi hai lot size ko Hamesha aapane account balance ke sabse Rakhna chahie Agar aapane account balance hai Sabse Jyada lot size Lagaya to Aap Ko nuksan Hoga aur Agar aapane kam lottery Lagaya to aapko cprofit Milega aur aapka account please save Rahega aapka account Vas Nahin Hoga isliye lautkar Hamesha Apne account balance ke hisab Se Kam Nahin rakhen to aapke liye bahut Achcha Hoga aapko bahut acche profit mein sakega
            • #36 Collapse

              Re: Lot size kitni honi chahiye

              Lot size ko manage kar ka he lyna Cheya jab ap account kay hissab sa only one percent he risk lyty hain toh he ap har trade ko perfectly manage kar sakty hain is lia Ap ko hamesha Apny account ko manage karna Sekna Ho ga or overtrading sa bachna ho ga tbae aap kamyab trader banny gay or acha profit earn kar sakty hain is lia Ap ko lot size ko hamesha ager ap ka Account 100 Dollar ka ho toh 0.01 ke he trade lyna Cheay or kam karna Cheya is sa Zada ke trade open nahi karna cheya werna Ap loss kar sakty hain.
              Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
              • #37 Collapse

                Re: Lot size kitni honi chahiye

                g bilkul forex trading m kamyabi ka mukamal daro madar lot size ki achi selection pe hota hy is liye jo log zaida profit ka lalach
                kartay hen woh bager sochay samjhy bari lot laga detey hen jis ki waja se bara loss ho jata hy is liye agar kamyabi chahtay hen tw phir
                lalach se perhez karen or kam profit pe compromise karen or small lot size ko use karen or koshish karen k 0.01 ki lot laga kar trading karen tw
                zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hai
                • #38 Collapse

                  Re: Lot size kitni honi chahiye

                  Agr ap forex main kam akrte howy lot size apne account ke mutabik use kare gy to apka account kabhi wash nhi hoga hamesha apne account ke mutabik lot use kare tabhi kamyab honge jo forex ke rules ko follow karte hai woh kabhi nakam nhi hote isliye kabhi jaldbazi nakare bhalke sabar se kam kare
                  • #39 Collapse

                    Re: Lot size kitni honi chahiye

                    Assalamu Alaikum dear friends ummid karta hun Sab khairiyat se Honge their friends Agar Ham Apne account ko saaf Rakhna Chahte Hain To ab Ham Apne hundred ke account per 0.01 ki trade Lagani chahie Agar Ham Aise Karenge To Ham acche tarike se date Milega se Karenge aur Hamara Kaun bhi saaf Rahega aur Awaaz watch hone se bacha Rahega Shukriya
                    • #40 Collapse

                      Re: Lot size kitni honi chahiye

                      Forex m agr kamyab hona chahte Hain to uske liye lot size kanta kharab soch samajh Kar karna chahie hamen sham sambhal lot size ka use karna chahie Taki hamara account was hone se bachaya aur hamara achcha bonus bhi a jaaye isliye lot size can't hamen hamen bahut jyada hi pyar ki jarurat hoti hai
                      • #41 Collapse

                        Re: Lot size kitni honi chahiye

                        Dear member ap new hain tu apko chahye k apne account ko strong karen aur demo pe acha experience hasil karen aur phr ap 0.01 ki currency pair pe trade open karen qk currency pair pe jb hum trade karty hain tu hamara account wash nh karta aur hamara account secure rehta hai aur agr apko acha experience hai tu apko chahye k gold pair pe 0.01 ki soch smajh k market ko daikh k trade open karen aur phr apni trade ko active ho k watch karen
                        • #42 Collapse

                          Re: Lot size kitni honi chahiye

                          Dear members
                          Umeed hai k ap khairiyat se hungy or apni working iche treke se kr rhe hungy jesa k member ne kaha k lot size kis trah select krna chaheay to is me main ye add krna chahun ga k ye ap k oper or apk balance k oper depend krta hai k ap kis lot size tk trade kr skte hain. Jo log new new ate hain unko to chaheay k wo minimum lot size ko select kren lekin ap agr experienced hain to phr suitable lot size select kr skte hain. Lot size ki selection me market ki movement ka b bht impact hota hai. Agr market fast chal rhi ho to wahan pe ap minimum lot size ko prefer krna chaheay or agr market slow ho to ap size increase b kr skte hain. I hope apko meri bat smjh aa gai hogi. Thanks 😊
                          • #43 Collapse

                            Re: Lot size kitni honi chahiye

                            Dear lot size jitni bhi hu asal Main hmra yehi maqsad huta hai k profit kese liye jy lot size wese tu apk blnce pr depen d krtu hai k aya k ap kitna blnce rkhty hain jutna apka blnce huga ussi hisaab se ap apny account mai trade laga skko gy minimum lot size k sth missal k tor pr ap ky pass ziada blnce ni kam hai tu ap lot size 0.1 se le kr 0.3 tak hi kaha skko gy yh 5 tak bass is se ziada ni aya agar ap ky pass bhut blnce hai Ziada hai tu woh PR depen d krta hai k kitny lagaty hu because loss tu hu ga hi huga jb tak ap shi se trade ni lagaty isliye dehaan k sth market ko achy se analysis kr k trade hamesha lagiye
                            • #44 Collapse

                              Re: Lot size kitni honi chahiye

                              Agar Ham Chahte Hain Ki Ham Forex Mein Kamyab Ho To Hamen lot size bahut kam Rakhna chahie Kyunki iski vajah se Hamara account se Hoga aur wash hone ke bad Jaega Agar Ham Laut kar Jyada Rakhenge To Hamara account wash hone ke Khatra Jyada hote hain isiliye jaruri hai ke Ham Forex Mein mehnat Karen aur Iske rules ko follow karke trading Karen aur lot size Hamesha kam rakhe hain Jiski vajah se Hamen fayda Hoga aur ham Kamyab Ho jaenge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Lot size kitni honi chahiye

                                Good question dear friend trading mn kamyab hony klye or ache trading karny klye seniors se asy question zror karny chaye dear hamy apny account balance ko dekhna chaye ka wo kitna hy phr ose ka hisab se lot size lagani chaye or apny account ko safe rakhna chaye agar balnace kum hy to phr hamy bhe kum lot size lagani chaye zyada risk nhi leni chaye trading mn.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X