Lot size kitni honi chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lot size kitni honi chahiye

    Ji aapko chahie Apna Lord Sahi kam se kam rakhen Agar are starting mein hai to apna Laut Sahi kam se kam karna chahie lot size ko Jyada hone se hamen nuksan bhi Jyada Hota Hai Subah Se Ham Apna lot size kam se kam Rakha apni trading Karni chahie aur kam se kam Lord Sai rakha hai yahan per kab log
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lot size kitni honi chahiye

      forex main lot size bahut important hai. Forex main profit lot size per dependis .agar hum ziyada lot size use karty hain to phir humain ziyada loss aur profit hota hai aur agar hum kam lot size use karty hain to humain kam loss aur profit hota hia. humain lot size hamesha account k capital k mutabiq use karna chahye. jo log small account per ziyada lot size use karty hain wo risky trading karty hain aur un ka account wash ho jata hai. Forex main acha profit earn karny k liye aur kamyab hony k liye zaruri hai keh sabar sy trading ki jaye aur lot size ko normal use kiya jaye.
      • #18 Collapse

        Re: Lot size kitni honi chahiye

        Lot size ko bahut kam Rakhna chahie Kyunki yah Jyada lot size Hamen nuksan de sakti hai agar Ham liye Jyada lot size rakhte Hain To Hamen Aise nuksan Hoga aur failure Hoga aur Hamara business Kamyab Nahin Hoga Ramesh se fayda nahin Utha Payenge Agar lot size normal zero ek Rakhi Jaaye to Fir acchi baat hai FIR To Ham kar Payenge Har kam kar Payenge profit bhi le Payenge aur Har kam kar Payenge.
        • #19 Collapse

          Re: Lot size kitni honi chahiye

          Gyan friend lot size ka intekhab agar achcha hoga to trading main aap Nasha Kama sakte hain doston naye members ko chahie ki vah kam se kam lot size per apni trading ka aakash Karen agar hua jyada lot size ka istemal karenge to unki trade last mein ja sakti hai hai jo lash and recover able ho sakta hai learning Karen market ke bare mein acchi jankari acchi earning ki vajah Ban sakti hai agar aap chahte Hain ki yahan per kamyabi hasil ki ja sake to doston jyada se jyada time forex per gujara Taki aap vahan se achcha experience halka sa Gaya
          • #20 Collapse

            Re: Lot size kitni honi chahiye

            Slam dear!
            Umeed h ap khriat se hon gy or pak forum pr Achi achi post kr rhy hon gy...bht kuch seekhny k ilawa is forum pr achi achi post kr k ziada se ziada bonus generate kr rhy hon gy. Dear lot size sratrt ma minimum rkhna he bhter h. 0.01. Is k ilawa order lty wqt chart ko read kr k b bhter sr bhter smjh k lot size brha skty hn
            Lot size apk account balanc pa b depend krta h. Km balance pa ziada lot size ni rkha ja skta.
            • #21 Collapse

              Re: Lot size kitni honi chahiye

              forex mein trade lagaty waqt lot size bohat zeada matter kerti hai is mein agar hum standard lot size ko select keren tou ye humary liye bohat he zeada faida mand ho gi kuen k agar hum lot size ko zeada kerty hain tou jahan humen profit zeada hasil ho ga wahin loss bhi zeada ho sakta hai is liye humen apny account k hisab se he lot size rakhni chahiye
              • #22 Collapse

                Re: Lot size kitni honi chahiye

                Forex trading mein hamen koshish karni chahiye k forex trading mein hum big lot size use na karen jismein trading risk bahut zyada hota hai jiski wajah se forex mein hum achi trading nahin kar sakte aur forex mein ham nakam ho sakte hain aur hamari puri mehnat waste ho sakti hai our hamara bonus account bhi wash ho sakta hai forex mein achi aur safe trading ke liye hamen trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex main hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex main hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai aur forex main achi aur safe trading ke liye hamen trading mein stop loss our take profit ko bhi use karna chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain our forex main hamara bonus account bhi wash hone se bach sakta hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Lot size kitni honi chahiye

                  forex mai trading krty wqt hmy boht si baton ka khial krna chaie hmy is mai lot size b lgan hota hy lot difrent size k hoty hain lekin hmy small lot size lgana chaie is se hmy ziada profit milny chance hoty hain hmy mehnat se kam krna chaie hmy forex trading soch smjh kr krni chaie trading mai hmy lot size is lie lgana chaie kion is se hmy market k trend ka pta chlta hy
                  • #24 Collapse

                    Re: Lot size kitni honi chahiye

                    hm lot laga kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky g hum is maai night mai be kam kar sakty hain hum s mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hainhum is mai apny bos skdu ap eh hoty hain hamy markt ek movement ko samj kar is mai pasia invest kar ky kam kara hi ga
                    • #25 Collapse

                      Re: Lot size kitni honi chahiye

                      lot 5 ki selection Hamesha Apne account ke mutabik Rakhi Jaati Hai aur Hamesha is Baat Ka Khyal Rakha Jaaye ki Jitna account hai uske mutabik lot size ki selection ho aur is ke sath sath money management ka bhi Khyal Rakha Jaaye Taki account ki safety bhi Dekhi Jaaye Aisa Nahin Hona chahie ki account Agar strong ho to uske liye big load side Laga Diya Jaaye aur money management Ko Agar follow nahin kiya Jaega To usmein bahut bada nuksan ho sakta hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: Lot size kitni honi chahiye

                        g han hum lot laga kar munfa haisal kar sakty hain hum is mai night maa be kamkar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai usa or china jays bary bary mumalik sahmil hain forex paksitan mai legal ban cuka ahin hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Lot size kitni honi chahiye

                          hm lot laga kar minfa hasial kar sakty hain ham is mai care full ho kar kam karna ho ga hum i smai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hamy is mai care full ho kjar kaam karna ho ga hum is mai pairs mai or currency maai kam kar ky paisa kama sakty hain hamy mahnet karne ho ge is mai hamara koi be boss nahi hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Lot size kitni honi chahiye

                            hum lot laga kar munfa haisal kar sakty hain hum is mai agar lalachhi ban ky kam karty hain to harma loss hain hum is maai baegr balance account bana kar be kam kair saakty hain hamy market ke movement ko samj kar is mao passia kama saky gy hu mis mi agar gred ban ky kam karty hain to harma loss hain yai aik legal bsiness hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Lot size kitni honi chahiye

                              G han brother agar ap safe trading karna chaty hn to apko chiy k ap forex mn trading karty waqat apnay lot size jo chose karyn gy to apko chiy k ap samal lot size sy trading karni chiy



                              agar ap forex mn mehnat sy kam karna chaty hn to apko chiy k forex mn mehnat sy kam karyn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Lot size kitni honi chahiye

                                Mere bhaiyon Baat yah hai ki lot size Kitna Lagana chahie Jitna aap kaun ho theek hai na aap apne account mein tabhi ki ki aapko lottery Lagana chahie ya nahin karna chahie ki aap ham log ko Kabhi mat lo aap apna lot size ke bata de kya Apna Kam Karenge Jitna aap kaun hai utna Hi Na plots use Karen isiliye Hamen chahie Apne account Se Karte Hain To Hamara kaun ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X