Greeding is bad
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Assalam u alikum friend, jee haan humein chahiye k thora thora profit hi sahi use accept ker len, but greed me aa ker ziada or ziada k chakker me loss me na jaen iss se hum apna account wash kerwa bethty hain, or greed se kabhi bhi kisi ko faida nahi hota, humen trading me is se bachna chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Forex trading business mein greed se buht ziada loss hota hy greed se ap apna profit balance sab kuch loss ho sakta hy aur jab trading karain tu greed se bach kar trading karain aur new trader forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kar k greed se bach saktay han is liye learning hasil karna zaroori hy
      • #48 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: shehrazali066 پيغام ديکھيے
        salam dosto main ap se ye share krna chahta hun k apko lalch nahi krna chahiy is main aoko thora mily lakin loss na hu ye bhtr hai apko chahiy k araam se trading karain lakinnkarain profit main na k lalach main sab loss kr dain
        Trading Mein grade karna bahut jyada lost feel hota hai Kyunki Jab traders co profit ho raha hota hai aur wo sochte Hain ke unko aur Jyada profit for aur apne trade cut nahi karte toh Unka Wohi profit loss may change ho jata hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #49 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: shehrazali066 پيغام ديکھيے
          salam dosto main ap se ye share krna chahta hun k apko lalch nahi krna chahiy is main aoko thora mily lakin loss na hu ye bhtr hai apko chahiy k araam se trading karain lakinnkarain profit main na k lalach main sab loss kr dain
          Forex trading Mein traders ke liye sabse bada cheese greed Hoti Hai unke grade karne se traders ka profit be loss Mein Chala Jata Hai
          • #50 Collapse

            Forex trading business mein sab se ziada loss js ki waja se hota hy wo hy greed agr ap forex trading business mein greed Karain gay tu is se ap ko buht ziada loss ho sakta hy kiok greed mein ap over trading Karain gay js se ap ko loss ho sakta hy forex trading business mein agr profit earn karna hy tu greed se bach kar trading karni cahaiye
            • #51 Collapse

              Emotion koi bhi ho greed ho ya fear apki logic base trading ko buri terha effect ker deta hai is liye in se bachnay k liye money or risk management ki sath trading kerni chahiye na k ap trading ko emotions k superd close ker dain k fear or greed se account main loss sahian is liye analysis pe bharosa kerain or timely market se exit or trade kerain.
              :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
              • #52 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa profit lane ha to per hum ko forex pa etabar karna hoga or sath ma hum ko forex ma hard work karni hoge laken ager hum lalach karta ha to per hum ko forex ma kabi kamyabi nhi hoge esleya hum ko chahaye ka hum forex ma kabi lalach na kara ................
                • #53 Collapse

                  Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear greeding to kisi bhi surat mein acha nahi hay forex mein to khaas kar bara hi khatarnaak hay hum koshish to karte hen is se bachne ki magar bach nahin pate
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #54 Collapse

                    G han ap.ki bat theek hay k humae jab bhi acha profit ho raha bi humae usae hasil kar kena cahiay na k hum mazid lalach mai. Aa kar apna loss kar day aur agar humain loss ho raha ho tou humae cahiay k hum kam loss ko accepet kar lay na k market k back hone ka wait kare aur apna mazid loss kar day so greed na kare aur achi trading kare

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X