Greeding is bad
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greeding is bad
    salam dosto main ap se ye share krna chahta hun k apko lalch nahi krna chahiy is main aoko thora mily lakin loss na hu ye bhtr hai apko chahiy k araam se trading karain lakinnkarain profit main na k lalach main sab loss kr dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friends forex trading business main greed sab se ziada harmful ha. kiyun ke log forex main trading karte waqat bohat ziada lalachi ho jate hain. or lalach main wo apna thora bohat profit bhi loss kar dete hain.
    • #3 Collapse

      yes my dear greed is very bad agar hum greed karain tu hume loss k siwa kuch nahi milta so hume khud per control karna chahiye aur forex me mehnat karni chahiye taa k hum achi earning kar saken.
      • #4 Collapse

        Forex trading mai sub sai buri cheez greed hoti hai. Agr hum Forex trading mai greed krtay hain to is sai humay kuch hasil nhi hota aur agr hum Forex trading mai greed nhi krtay to humay faida hota hai.
         
        • #5 Collapse

          greed to her hal mein hi buri bala hae kiunk merebhai mere hisab mein jo greedy hota hae woh na deen ka hota hae aur ye nonsense greed na hi us ko dunia ka rehne deti hae.
          • #6 Collapse

            You are right dear brother forex trading may agar greed karo gay tu only loser hi ho ga na k winner dear brother agar market may winner hoana hai tu must education karni ho gi ap ko our emotional control karna ho ga
            • #7 Collapse

              Forex mia sb sai bura greed ko consider kia jata hai q kay greed sai aap ko koi faida nhi hota siwaye loss kay isiliye zaroori hai kay aap forex mai greed sai jitna bhi hoskay bacho.
               
              • #8 Collapse

                g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn forex trading business men success hasil krny ky liy greed sy avoid krna boht zarori hy greed buri bala hy ye hamary account ko wash kr deti hy jut tk greed sy avoid nahi kren gy forex men success hasil nahi kr sakty target set kr ky kam kren
                • #9 Collapse

                  Brother humain chaya k hum kbi b trading m lalach na krain phlay trading ko learning krain phr earning krain real m trading Sa best koi market nahe ha m forex ko bhot like krta hn g.
                  • #10 Collapse

                    g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k hamain is business main greed nai karni chaye kyu k is main lalach karny se hamain kuch bhe hasil nai hota bas loss he hota hai.
                    • #11 Collapse

                      forex trading ma greed bulkul bi nai karni chaye kue k greed karne se ap ko bohat zayda loss ho sakta hai forex trading ma
                      • #12 Collapse

                        lalach buri bala hai ager app lalach karengay to kabhi bhi successful forex trader nahi ban sakengay, q k boht sa aisay traders ma na deakhy hain jo lalach ki waja sa nakam ha forex ma lalach bht busi chex ha.
                        • #13 Collapse

                          yes greeding is bad apko greeding se bachna chahiye kiun keh es market main apko sb se ziada mehnat ki zarorat hoti hai practice ki zarorat hoti hai tu he ap es business main kamyab ho saktay han aur future main ap bahut ziada money earn kar saktay han
                          • #14 Collapse

                            Greed sey barh kr koi enemy nahi hy. Greed insan ko tabah kar deti hy aur hum acha khasa profit kamatey kamatey loss ka shikar ho jatey hain. Lalach main aa kar hum ziada profit key chakar main rehtay hain aur apna easy profit bhi zaya kar detay hain. Hamain sabar aur shukar sey trading krni chaheye aur kam profit ko accept kr lena chaheye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G bilkul jb tak forex man experinced nahe ho jaty tab tak haman thoray per iktafa kerna chahey q k zada k chaker man thora b hatj say nekal jata ha. Haman choti aur minimam lot sizw rakhna chahey takay phaly kum profit say apna acount huge ker k then slowley apna profit increas kiya jay q k lalich ker k insan earn kiya hova profit b zaya ker data ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X