Greeding is bad

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    han dear greed nahi kia ja skta hai ye aik acha buiness hai is ko kisi time bhi ap kr slty hain ye aik acha buiness hai si k kisi timebhi kia ja skta hai ye aik good buiness hai si kokahein bhi ap kr skty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      It is true that greeding is bad,i think a good and expert trader can control his emotion when he is in forex greedy is a very serious problem for beginner who dosen't have any experience it's why they lose their capital initial.
      • #33 Collapse

        Assalam u alikum friend jee haan humein greed se bachna chahiye, kyun k ager hum apne profit increase krne k liye use loss me le jaaty hain, is se hum thore se profit se bhi hath dho bethty hain, iss liye humein greed nahi kerna chahiye or kam profit per hi shukar ker lena chahiye.
        • #34 Collapse

          forex trading mai greed karna bohat he bad hota hai. kyu k greed karny sy ham ko jo kam profit milna hota hai wo b nahi milta aur loss hony ka chance barh jata hai. is liye ham ko lalach sy avoid karna chahiye.
          • #35 Collapse

            ji bilkul aik ache trade ki qulatiy ya hoti hai ke wo hamasha kam profit mai khush rehta hai or ziyda profit ki lalach nahi karta forex trading lalach karne wala insan kuch hasil nahi karta jo hota hai wo bi us ke hat se nikal jata hai ........
            • #36 Collapse

              g han greed karna trading me bad hi samja jata hay experts traders kab b greed nahi karty wo janty hey k forex ki market 24 hurs open hi hoti hey kam profit waly trades ko wo behtar samjty hey.
              • #37 Collapse

                g bilkul ap ne theek kaha dear forex main kabhe bhe lalach nhe krna chahye or greed se bachna chahye then ap forex main kamiyab ho pao gye
                • #38 Collapse

                  han gee aksar post demo aur greed kay related hi ati hain yaha aur mere khayal se ye bat sahi bhi hai kyun kay greed hai hi bohat bad greed se faida to nahi ho skta kisi ka magar yekisi kay loss ki waja ban skta hai islye humain iss se door rahna chahye.
                  • #39 Collapse

                    Yes in forex trading greeding is bad kyoun k forex me greed karna is k rules k khilaf hota hai is lye jo trader greed karta hai to usy loss bhot ziada hota hai yhan tak k wo is business se drop kar jata hai is lye humen greed se avoid karna chaye ye humen destroy kar deti hai
                    • #40 Collapse

                      greed kisi b kaam mein ho achhi nai hoti hy ess liy agr ap ko emotions pr control nai hy to phr ap greed kro gy aur loss ho jay ga ess liy forex trading ka sb sy pehla asool hy k emotins pr control jis ko emotions pr control nai hota hy us k liy yeh trading nai hy wo ess mein loss hi loss kry ga ess liy emotions pr control boht zyadh zrori hy
                      • #41 Collapse

                        han dear member ap ni sahi kaha k greed is bad greed hamen har waqt loss mian le jati hai is liye trading main jo bnda is pe control kr le wo kam az kam loss se bach jata hai is liye greed se bhot bach k rahna chahye warna loss k liye tyar rahna chaye
                        • #42 Collapse

                          ji han greed sab se buri bala hoti hai agar market ko sahi se use karen aap to forex ke business kafi tarakki kar sakte hain bas lalach ko chor kar kaam karen is business me success khud he aap ko hasil ho gi or kamyab trader kuch he waqt me aap ban jaen ge .
                          • #43 Collapse

                            Forex trading main kamyaab hoony kay liey greed say bach kar kaam karna chahiey.jo loog trading main greed karty hain or greedy style say trading karty hain,un kay liey trading main survive karna or achi earning karna mushkil ho jaata hai.iss liey patience ka hoona zaroori hai.
                            • #44 Collapse

                              aap ko agar kuch get krna ha forex se to aap ko apne andr se greedness khatam krna pare gi..greedness ne forex me hamesha logon ko nuksaan hi dya ha ..ap apne daily k goals set karaain or un ko achieve krne k bd ap mazeed trading na karain..baki ki trading next day karain bilkul bhi lalach na karain..yeh boht zarori ha..
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                aap ko agar kuch get krna ha forex se to aap ko apne andr se greedness khatam krna pare gi..greedness ne forex me hamesha logon ko nuksaan hi dya ha ..ap apne daily k goals set karaain or un ko achieve krne k bd ap mazeed trading na karain..baki ki trading next day karain bilkul bhi lalach na karain..yeh boht zarori ha..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X