Mistake is a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    gee haan humain mistakes ko as a lesson lena chahye aur apni galtiyon se seakhnay ki koshish karni chahye kay apni galtiyon pay sad na hon balkay apni galityon se seakhain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      G mara bi ap na bikul teahk kaha insan galti sa he sehkta ha insan galti ka putla ha aur jab tk wo kisi kam ma galti na kary to usa apna galat kam ka hessas ni hota is trah ek trader b galti karta ha pher wo galti us hessas delati ha pher wo khoshi kar ka is teahk kar ka apni taqeet bna lata ha pher wo qamayb trader ban jata ha aur wo galti us ka acha sabek ban jati ha jisa wo dobara ni karta
      • #693 Collapse

        Yes bhai jan realy agar soacha jay to mistake waqi hmare lie ek bht bra sabak hy .jese hm apne lgi hui thokar ku ni bhol skte is trh mistake bhe hmen zindgi bhar k lie lesson day jati hy. . .aur agar hm smjen to wo mistake next time k lie hmen faida day jati hy .
         
        • #694 Collapse

          it is true my brother i think that forex trading si the ebst earning ay for all and we all shoudl try our best to tak emore an d more income from forex tradinga dn to gain proit from forex trading bsuienss and to earn money.always be happy.
          • #695 Collapse

            ji haan bilkul theek hai k galti hona koi jurm nahi insan apni galtiyon say sekhta hai galti hi humari kamiyabi ban jati hai kun k ik baar galti kerny k baad hum us per gor kerty hain phir us k baray main sahi malomat ya sahi practice kerty hain jis say humari galti durust hoti jati hai or main behtri ati jati hai is say hum kamiyabi ki taraf jaty rahty hain or kamiyab hojaty hain..
            • #696 Collapse

              jee bhai galtiyan sab se hioti hai or en galtiyon ki waja se paata chalta hai k hamm mai konsi khami hai phir hamm us ko khatam kar k buhat kuch seekhtey hain lekin kuch log aese hotey jo apni galtiyon se kuch seekhtey nahi balkey buhat kuch ganwatey hai kue k un ko pata hi nahi hota k wo galtiyan kar rahe hain.......
              • #697 Collapse

                je han , main app ki baat sey agree kerta hoo . forex trading me humey loss honey ki waja ko achy sey dekhna chahiye or us mistakes ko learn kerna chahieye , ta key hum next time asa dubara na honey dain . phir he hum kamiyab trader ban saktain hain .
                • #698 Collapse

                  main Samajhta hon K forex main jo Trader Apni Ghaltion ko Thek nahin Kartaa Wo kabhi bhi ek Kamyab trader nahin ban Sakta,Ghaltiyan har Kisi Say hoti hain magar hammain Apni Ghaltion ko dhondh Kar thek karna Chahiye.
                  • #699 Collapse

                    g han agar aap yaha pay kaam karna chahty hain to aap ko yaha pay mistake nahi karna ho ge ta k aap ko yaha pay ye cheez ko samjhna ho gauar aap ko yaha pay is kaam me achi tarha sy kaam karna ho ga.
                    • #700 Collapse

                      jee bilkul forex ya kisi bhi kam main mistake hoti hai per wahi log kamyab hote hain jo appni mistke se sikhte hain or next time wo mistake nahi dorate
                      • #701 Collapse

                        bilkul mistake hamare liye lesson hi hota hai jin se sekh k ham next wo galti repeat nahi kerte aur apni strategy aur achi krte hain take ziada profit earn kia ja sake.
                        • #702 Collapse

                          asslam oa likum dear's yes dear har mistake ma koyena koye lesson zoror hota ha best trader wo hota ha agar os sy mistake ho be jaty to wo usy repeat nhe akrta our wo us sy koye na koye lesson zorore lata ha.
                          • #703 Collapse

                            yes brothers mera bhi yahi manna hai k jab jab bhi hamery se kuch mistakes hoti hain us me harey liye zaroor koi na koi saba hota hai. jisey pehchanney aur janney k liye hamay koshish karney ki zaroorat hoti hai. ak hum dubara wo ghaltiyan na karen aur us ghalti se sabaq hasil kar sakain. aur dosro bhi avoid karney ka keh sakain.!
                            • #704 Collapse

                              bhai jan kbhi kabar har trader k liye mistake 1 lesson hi ki trah ban jata ha our har trade ko chahye ke o os lesson ko par ka hi wahy lesson se be sabaq sekh le to o mistake repeat nahy ho gy phr
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                When asked why many futures traders don't succeed, Angell pointed to three main factors. "One, a lack of discipline. Two,they are underfinanced. Three, they don't know what it's all about. They don't know about paradoxical even" Angell said.The dictionary definition of "paradox" is an apparent contradiction, which is nevertheless somehow true, Angell explained. One example of this in the markets is that "the whole game on the floor is to run the stops" he said.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X