Mistake is a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    mai ye samajta hn k mistake ka 2nd naam hi lesson hai ku k mistake karne se hamai lesson milta hai k hum again apni mistake ki correction kare. so dont tenz and continue work and correction your mistake.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      Dear har mistake koi na koi lesson de jati hai agar ap apni mistake se learn kar k next time apni mistake ko repeat ni karay gai tu ap bohat achay trader ban saktay hain or acha profit gain kar saktay hain.
       
      • #723 Collapse

        g bhai insaan galtiya karke se seekhta hai..... liken forex mein kam start karna hai to kaam paiso se kare takay loss howa to aap us se seekh sakte hai aur apko dukh b nahi hoga
        • #724 Collapse

          verry good that, akese karenge isliye hum se ghalti hoti hai aur aik ache trader baanne kelie hamen bhot ziada mehnat ki zarorat hoti hai aur isi tarah ap apni mistakes se seekh ke aur experince......
          • #725 Collapse

            thek kaha aapnay kisi b kam mai mistakes ho jati hain koi b asa nahi hain jis se mistakes na ho forex mai b member se kuch mistakes ho jati hain agar trading mai tu unsy lesson lay mistakes se asi na de janay is liye k aap agali dafa wo mistakes na karay
               
            • #726 Collapse

              yes brother kbe kbar hmari mistake hi hmary liay lesson ban jata ha kyo k jo mistake hum 1 dafa kar lyty hain to loss bardash karna parta ha to hmain smaj aa jata ha k kabi dobara aysy karain gy to hmain nuksaan k ilawa koch nai milna
              • #727 Collapse

                gee han bhai hum log mistakes say bahut kuch sekhty hain forex amin q k asiay to humy koi kuch sekha nai skta ahi aik msiteakes hain jo kay humy forex kay bary main acha saya cah lesson day jati hain
                • #728 Collapse

                  mistakes humain lesson deti hai aur huma apni mistakes sa seekhtay hain aur ghaltiyan baar baar ni karta y aaur achay trader sabit ho saktay hain
                  • #729 Collapse

                    g jnab forex me apni mistake se b ak trade learn kr skta h g forex trading me ak trader apni mistake se ager lesson gain krey or pher us k baad apni ghaltia na dohray to pher ak trader achi tra se income gain kr skta ha or apni trading achi tkr skta ha g
                    • #730 Collapse

                      g han mistake har kisi sa hoti ha even successful forex traders sa bhi hoti hogi, apni ghalityoin sa hi insan seekhta ha lakin aik hi ghalti bar bar karna bewaqofi ha, new traders sa ma hamesha yahi kehta hon k pni ghaltiyon sa seekha karen ta k ayenda waisai ghaltiyan na hoon.
                       
                      • #731 Collapse

                        jee haan mistakes lesson hoti hain jb hm aik mistake kerte hain to use again na krne ki try krte hain ta k hme loss na ho mistakes na ho to hme hmare weak point ka pta nhee lge ga but unko repaeat nhee krna chahye
                        • #732 Collapse

                          g bilkul apny ak bohat achi bat kahi hai galtiyan sb sy hoti aur galtiyan karna koi buri bat nahe hai lekin usy repeat karna galat hai hmen chahiye ky hm apni galtiyon sy kch na kch sikhy jis sy hmen agy kam me help ho aur wo galti hm dobara na dohra saky aur is bussiness me nahe apni life ki har chez me hmen apni galtiyon sy kch na kch sikhna chahiye.
                          • #733 Collapse

                            yes if you are good hard worker and good learner then for you mistakes are good lesson so you have to use demo to remove your all mistakes but when you loss you have to find your mistakes and then correct it
                            • #734 Collapse

                              ji koi b aakm shuru kiya jai jo hmain na aata ho us mai her insaan se ghaltiyan hoti hain is ka matlab ye nai wo dil haar k beth jai jaise jaise ham is kaam ko karain ge ham us mai mahir hote chale jain ge ghlati se insaan ek sabaq leta hai jo k hmain repetition per hmain smbhalne ka moqa mil jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                aap nay bilkul theek kaha..and i think sab say mistakes hoti hain...mistakes say hamara loss tou hota hai lakin un say hamein seekhnay ko bohat kuch milta hai or wohi shaks kamyab hai jo apni galtiyon say seekhay..koi bhi kaam agr aap initially start karnay ho..mistakes har ksi say zarooor hoti hain lakin in mistakes say aap ki hi learning hoti hai..un mistakes say learn karna chahye ta k next time wo same mistake na ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X