Mistake is a lesson
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    sir trade main ya kisi bhi or kaam main mistakes hona koi anokhi bat nahi, galtiyan sab se ho jati hain lekin shayad wo mistakes hamare liye aik naimat hoti hai[[[[[[[[[[[[[
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      amazing thread lagai he bhai apne bilkul aisa he hota he jesa apne kaha he. mistake tou forex ka hissa agr hmse mistake nahe hoge phr kch naya nahe sekh sakty. or issy hame ik achi nasihat b miljati he taky ham dobara aise mistake nakry
      • #708 Collapse

        yes it is the right that every mistakes having the lesson if we want to learn it ,but if we will not learn from the mistakes then we cannot get the success in the forex ,the learning is the most important if we want to get the success
           
        • #709 Collapse

          mistake waqai ak lesson hai ku k jab b koi galti hoti hai tu hum galti se hi sekhty hain .. galtiya karna koi buri bat nahe ku k jab galti nae hoti hum seekhty nahe hain..
          • #710 Collapse

            According to my experience and knowledge mistakes in forex trade are friends of a monger if he get lesson from his mistakes and regain the reasons of decease. forex dealer can master on probability and recover loss easily if he control mistakes.
            • #711 Collapse

              bahi jan hamy apni galtiyo sy boht kuch sikhny ko milta hy agr ham forex my koi galti krty hy or hamy loss ho jata hy to hamy chek krna chaeay k hamy loss q hoya hy or kis trhan hoya hy ta ky ham wo galti doara na kary or is trhan agr ham fourm my koi galti krty hy to hamy os sy sabq hasil krna chaeay k hamy bouns q ni mila so acha trader ye sb not krta hy k aysa q hoya kysy hoya sb chek krta hy .
              • #712 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                Forex trade main ya kisi bhi or kaam main mistakes hona koi anokhi bat nahi, galtiyan sab se ho jati hain lekin shayad wo mistakes hamare liye aik naimat hoti hain jo next time k liye hamain aik acha lesson de jati hain.
                galtiya tou sab kerte hai aur galti kerne se he app seekhte hai.aur forex main toh bhot galitya hote hai kyun ke ye business risky hai aur agar app loss se bachna chate hai tou apko seekhna parega aur experience gain kerna hoga.
                • #713 Collapse

                  Forex is a good job.insan sekkhta hai aur aur hamari mistake hamare liye aik bhot bara lesson isliye bhi ahi ke gara hum ghalti nai karenge to hum usko sahe karne ki khosish.best of luck.............................................. ..
                   
                  • #714 Collapse

                    Forex is a good money making business.farmaya k mistake is a lesson .. ek acha or behtreen trader woi hai jo apni galtiyooo se sabaq seekhta hai or phr kabhi nhi dohrata wo galti.best of luck.............................................. ...........
                     
                    • #715 Collapse

                      Asslam O Alaikum han gee bilkul forex trading may nahi bal kay har jaga agar ap koi mistake kertay ho toh ap ussay zaroor kuch na kuch seekho gay isliye kaha gya ha mistake is a lesson
                       
                      • #716 Collapse

                        jee forex mein jo bhi apni mistakes se learning karta hain tu wo forex mein bhut ziada success full bhi hota hai forex aik bhut acha business hai agar hum iss mein bhut ziada achy trading karta hain aur apni mistakes se learning karta hain tu hum aik na aik din bhut acha t rader ban skta hain.
                         
                        • #717 Collapse

                          jub hum los patay hen to humen chaiye k hum apni mistake ko talash karen aur phir us mistake say learn karen.mistakes learning k liye ek bohat achi oppertunity hy
                          • #718 Collapse

                            میں آپ سے متفق ہوں. ہماری غلطیوں میں علم کی ایک بہت ہے. ہم اسے ایک اگلی بار کے لئے ہم تھے اور ہم بہتر کر دے گا کیونکہ ہمارے غلطیوں سے سیکھنے کی ضرورت ہے. بہت بہت شکریہ.
                            • #719 Collapse

                              g bhai jaan forex sey hum mistake sey bukhat kush seekh tay hai forex may mistake sey bukhat learning hoty hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                jee forex mein jo bhi apni mistakes se learning karta hain tu wo forex mein bhut ziada success full bhi hota hai forex aik bhut acha business hai agar hum iss mein bhut ziada achy trading karta hain aur apni mistakes se learning karta hain tu hum aik na aik din bhut acha t rader ban skta hain. talash karen aur phir us mistake say learn karen.mistakes learning k liye ek bohat achi oppertunity hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X