Luck se behtr hardworking he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Luck se behtr hardworking he

    jee dear waalaikum slaam dear ap ne bohat he achi or knowldge able baat shair ki hay forex main hmen apny luck k sahaar trading nai karni chahiye issmian hmen bohat he ziyaadda mehnat lagan or himmat se issmian apnay knolwdge ko increase karna chahiye issmian ap k pass jitna ziyaada ap ko issmian forex ka knowldge or expeince hoga ap issmian phir utny he ziyaada issmian sucsess full trader ban paen gy issmian bina knwoldge or bian expeirnce k ap apny luck k sahary issmian trading nai kar paen gy ap issmain apna loss he karen gy akhir kaaar apko issmain apna knoowldge or apna issmian experince issmian gain karna he hoga knowldge k bina ap ismsin chand din bhi apny acoutn ko save nai kar paen gy ap apna acount isss main wash karwa lain gy iss liye behtar hai k ap ismain sab se pehlay ap ismian apna knowldge or apna issmian expiernce iss main ziyaada se ziyaada issmian gain karen uss k bad he ap issmian apna porift earn karny mian kamyaab ho paen gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Luck se behtr hardworking he

      humay har surat he hard working ko prefer krna chaye yeh bohat he zaruri hai k hum phly is ko learn karain than experience gain karain and tab ja k real main trade karain forex men loge ye is liaye soch tey hai ya to wo forex men trading k barey men nahi jantey ye dartey hai ak mahiney posting sey kamaya howay dooler kahi ak trad sey to katam hoto nahi jay gi
      • #18 Collapse

        Re: Luck se behtr hardworking he

        Forex trading aik aisa buisness hy ke jis main luck per depend ni kerna chay this is totally hardwork business to is tara ager hum is buisness main luck per depend kren ge to aik adh bar to luck hamary kaam ay ge lkn her bar aisa ni ho ga ager ap aik kamyab trader banna chahty hn to ap ko forex trading main kamyabi ke liy struggle kerna pady ge
        • #19 Collapse

          Re: Luck se behtr hardworking he

          Salam bhai ap kase han ji ap ke bat bilkul thke ha luck bhe hota ha lakin hame luck ko chor kar khud hardwork karna hota ha mehanat ur hardwork c to insan apna luck bhe change Kr leta ha ur hardwoking ya ni mehnat karne wala allah ka dost ha allah pak on ko kamyab zaror karte han jo hardwork kare
          • #20 Collapse

            Re: Luck se behtr hardworking he

            asal kamyabi ap ko hamesha milti hay best hard working se mehnat pa depend krna chayay keun k achhi luck honay sa kbi kbi to achha profit mil jata ha lekin hmesha nhi lekin agr ap mehnat k sath kam kren to ap forex trading sa hmesha achhi earning hasil kr sktay hn...
            • #21 Collapse

              Re: Luck se behtr hardworking he

              ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai hamen apne hard-working per depend karna chahie aur hardworking ke sath apne future ko bright karne ki koshish karni chahie agar aap apne lakh per depend karte Hain to ho sakta hai ki aap kamyab na ho sake lekin agar aap hardworking hai aur apni mehnat per yakin rakhte Hain to aap jarur kamyabi hasil karenge isliye hamen main apni mehnat per depend karna chahie aur daily basis per apne time ko waste karne ki vajah apne tamam time ko mehnat per invest karne ki koshish karni chahie aur daily basis per forex per apna jyada se jyada time invest karke aur jyada se jyada forex ke metallic Na Lage hasil karne ki koshish karni chahie tabhi Ham forex mein kamyab businessman Ban sakte hain aur apni mehnat ke sath forex mein kamyabi hasil kar sakte hain.
              • #22 Collapse

                Re: Luck se behtr hardworking he

                luck ki nisbat bohat zyada zaroori hay achi hard working ​phle demo account se achi tara se sikhna chahye phr h is main kamyab ho skte hain r bht paise kamaye ja skte hain so experience is the must in the forex buseinss is ma hum ko bouns bhe melta han or hum is par kam kar ta han forex trading maserf wo log he kam yab ho ta han go is ko sa maj ta han or is par kam kar na jam ta han is leya hum or is ka elaya hum is par
                • #23 Collapse

                  Re: Luck se behtr hardworking he

                  Luck se bohat he best hay proper knowledge achi mehnat iss business main kamyab hoty hain aur iss se hi hum trading main acha kam karty hain aur is se hum achi trading kar sakty hain kun ke iss se hi hum market ka thek se trend ko find kar sakty hain aur earn kar sakty hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Luck se behtr hardworking he

                    Forex online business hy yha kamyb hona KY Lia ziyada mhynt ki zarort hy jo log ziyada mhynt krty hy acha experience hsil kr saky ga tb hi kamyb Ho ga forex main mhynt krna wala hi kamyb hota hy hm kbhi bh lucky par depand krty hy hm jitna ziyada mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                    • #25 Collapse

                      Re: Luck se behtr hardworking he

                      Forex trading Mein success sirff hardware Se Hi Hasil ki ja sakti hai Forex trading Ek reliable business hai aur bahut achcha profit deta hai aap ismein jitni jyada hardwork karenge aapko success itni hi acchi milegi Forex trading per Agar hard work karenge aur apni learning increase karenge aap hi Ek professional trader per sakte hain Ek professional trader Forex trading per itni jyada hard work karta hai aur itna jyada time deta hai ke uski learning kitni acchi Ho jaati hai vah market co study karke hi trade karta hai to vah success se karta hai agar aap new member Hain to Main aapko yahi suggest karunga ke forex trading mein koi bhi shortcut nahin hai aap sirf hard work se ki ismein Kamyab ho sakte hain market ko acche se analyse Karen aur senior ko follow karenge to aap bhi Ek professional trader Ban sakte hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Luck se behtr hardworking he

                        Fortune always favors brave. Lucky hona bhi ek blessing hai but hard work aapki luck change kar sakti hai. Forex trading is not a game of luck. Ye ek complete skill hai. Forex trading mein successful wo traders nahin jo lucky hain bul'k successful traders wo hain jo hard worker hain jinhon ne learning ki hai aur jinhon ne Forex trading ko kafi waqt Diya hai. Hard work ko apni aadat banayen aur apni luck apny hathon sy likhen.
                        • #27 Collapse

                          Re: Luck se behtr hardworking he

                          forex mai hamy luck sy zada experience py force karna chahey hamy daily demo account mai practice karne cahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain s forum main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien agy aur hamain is forum main bi luck par hi depend nai hona chaye is forum main bi trade kar k hi hum real main b trade ka rk hi hum perform kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is main bi anlsey kar k hi hum achi trade karny say pahly is k bary main bi trade kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum sucess hon gay hamy luck ko ignore kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai rat mai be kam kari sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bagr pasaio ky account bana kar bekam kar sakty hain hum is mai pairs mai or currency mai am kari sakty hain hum is bsuiness mai apny boss ap hee hoty hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Luck se behtr hardworking he

                            G han sir kafi had tak is main luck kam aata hai lakin luck tab kam aata hai jab ap is main trade karte hain lakin us se pahly hamain is main hardworking karna parti hai us se hamain acha bonus mlta hai acha bonus mly ga tou hi hum is main trade kar skte hain ager is mai n mahnat hi nahin karen ge is main bonus hi acha na mle tou luck ka koi kam nahin luck bhi zrori hai lakin hardwork must hai.
                            • #29 Collapse

                              Re: Luck se behtr hardworking he

                              ji bilkul sahi kaha hai ki lak se behtar hardworking hai agar ham log tilak per depend karte Hain to har bar lagta main sath nahin de sakta kabhi kabhi lagta main sath deta hai aur kabhi kabhi lagta Mara sath bhi chhod jata hai isliye hamen har bar apni kismat per bharosa nahin karna hota aur kya main khud par depend karna hota hai agar ham log bahut mehnat karte Hain to Ham apne luck ko badal sakte hain aur agar ham log apne lakshya ko badal lete Hain to Ham log acche trader ki list mein shamil Ho sakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Luck se behtr hardworking he

                                dear member forex business luck se nai mehnat or hard work se chalta hai mehnat se hi ap forex mein kamyab ho sakty hai is se hi ap forex market ka experience hasil kar ksaty hai luck apko khbi bhi doka de skata hai or apke account wash ka sabab ban sakta hai is liye jo mehnat se apne account banaya hota hai usko ap mehnat se agye le jaye takay apko koi faida hasil ho forex se apko earning hasil ho is maksad ke liye hi hum forex business mein work karty hai ke humri life achi ho jaye job se bethtar ho jaye ghr bethty hi hum achi income hasil kar skaay luck se behtar mehnat or mehnat mein azmat hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X