Luck se behtr hardworking he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Luck se behtr hardworking he
    Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business islia wohe log kamyab hota ha jo zayada mehnat krta han kew k forex pa success k lea sab sa zyada important ha ap ka experience toward market or experience usi waqt bnta ha jab ap market ma kam krta ho or loss ko b wasa he brdast krta ho jsa gain ko la k khush hota ho so luck pa hmashan depend ni krna cahea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Luck se behtr hardworking he

    dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forextrading mn luck pa depend krnay ki bjaye mehnat pa depend krna chayay keun k achhi luck honay sa kbi kbi to achha profit mil jata ha lekin hmesha nhi lekin agr ap mehnat k sath kam kren to ap forex trading sa hmesha achhi earning hasil kr sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: Luck se behtr hardworking he

      mehnat karte rao ge luck khud ban jaega yahan se knowlege hasil krna chae phr demo pa kam ktna char then bouns se real try krna chae aur ksi ache teacher se traning line chae. hame yaha par ziada earn karna hai to hame yaha par apna experience barrana hoga. hamara experience jitna ziada hoga otna hee hamara earning ziada hoga.. newbiy ko sab se pehle apna trading experience barrana chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Luck se behtr hardworking he

        sab kuch apni hardworking par hai just income nahe hoty . is main income k jatny chance hai utny ne chance loss k hai to un ko kabi b just forex ki income se mutasir ho kr trading nahe karny chahy . balky hard work k mind k bad forex trading main ayain banaye jaab wo demo account bana laa too us ko iss paar trdaing karana ana achahaiya aus koo seek kaar trdaing karni chahiya then wo yahan sa aik achi earning kar sakta ha
        • #5 Collapse

          Re: Luck se behtr hardworking he

          Walaikum salam bhi apnay sahi kaha hai humay pta hai kay forex may wohi log kamyab hotay jo mehnat say apna kam kartay hai aur forex bussinus ko apna bussinus samajh kar kay hi ais may kam kartay hai luck is not importanat in this bussinus laykin mehnat kabhi bhi raiga nahi jati humay apni puri mehnat ais bussinus may hi karni ha aur apna dill laga kay kam karna hai tab hi humay kamyabi milly gai humay buhat hardworking karni hai takya humay experience ho sakay aur humaya faida bhi buhat ho .
          • #6 Collapse

            Re: Luck se behtr hardworking he

            luck mehnat karne se ata hai hum ghar bethy is mai eanring kar sakty hain bas humein thori si knowledge and experince ki zarurt hoti hian baki forex bsuiness main bht money hain .. cause loss in forex trading business sao then we earn profit from our trading then we should adopt patient and not become greedy and keep up our trading in forex and after gain reasonable profit then close it for next time
            • #7 Collapse

              Re: Luck se behtr hardworking he

              salam umeed hy ao sb kheryat sy hn gy ji bhot he important quwation hy k luck sy bhetr hardworking hy insan apni qismat khod bnata hy agr koi bh insan hardwork hy to usy kamyab hony sy koi nh rook skta luck insan khod bnata hy agr aik insan k halat bury hn or wo es bat par yakeen rakhy k ye es ki bad luck hy to esa nh hy insan ki apni chouce hy k wo bad luck he rakhna chahta hy ya good luck ak insan ko chahye k wo kamyab tareen zindgi guzary aikkamyab insan dosry insano k leye misal hora hy kamyab log zamany me sar utha kr chalty nor apni bhar poor zindgi guzarty hn insan ko sust or kahil hony ki bejye hard work hona chye insan k azaim pukhta hony chahen usysy ziyada sy ziyada mehnat krni chahye allha tallha mehant kA silazarordaty hn orforex trading aik intrnational trading hy es me jo jitni mehnat krya hy usy es ka profit milta aik achy peofit k lee value abl post krni chahen tradin ssekni chahyw or senior sy healp leni chahye apn
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Luck se behtr hardworking he

                Ji bilkul aapane achcha sawal Kiya hai hamen apni log ke upar bhi bharosa hona chahie lekin hamen apne knowledge ko bhi improve karna chahie bahut se log aise Hain Jo thoda sa kam karte hain aur achcha khasa munafa hasil kar sakta kar jaate Hain kuchh log aise Hain Jo bahut jyada minut karte hain lekin fir bhi kam yad nahin Ho paate to Ham yah kah sakte hain ki lakkha bhi hamari kamyabi mein bol jyada hath hota hai lekin sath mein minut bhi zaroori haihamen apni mehnat ko jari rakhna chahie aur main raat ke upar apne focus rakhna chahie aur apne knowledge ko badhana chahie hamen ek kam ke upar mehnat karni chahie uske bad hamen apni luck aazma ne chahie sirf love ke upar bharosa karne se behtar hai ki pahle minut ki jaaye per lakhon per bharosa kiya jaaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Luck se behtr hardworking he

                  Assalamu alaikum friends.
                  Ummid karta hun aap sab khairiyat se honge aur forum se hasil kiye Gaye bonus se a mehnat se trade kar rahe honge aur aap ko fayda bhi ho raha hoga.
                  Doston Forex trading 1 business hai jo k aam business ki Tarah yah bhi half ka pura pura focus aur mehnat mangta hai doston Forex mein lakh ki koi jagah Nahin Hoti Forex aapane apni Soch se samay se mehnat se aur lagane se Karni hoti hai Forex aapka pura pura waqt leti hai isliye doston weekend Nani ke Saturday Sunday market close hoti hai taki ek trader pure 5 din mehnat karta hai to vah thak jata hai . isliye doston jab aap Forex ko apna hard work together to hi ho aap ko aap kaha asel profit degi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Luck se behtr hardworking he

                    Forex business mein Jo log luck par depend kar kay kaam kartay han woh forex mein kabhi bhi kaamyaab nahin ho saktay kiok luck se profit trading mein Aik ya do bar hi hota hai is kay bad loss hi hota hai hum ko forex mein mehnat aur hardwork karna cahaiye mehnat aur hardwork kar kay forex ki learning knowledge aur experience hasil kar kay kaam karain gey tu long time kay leye kaamyaab ho saktay han
                    • #11 Collapse

                      Re: Luck se behtr hardworking he

                      Asalamalaikum:
                      Dosto me umeed karta hun k ap sab kheriat se hon he r ao ne bilkul sahi kaha
                      K luck se behtr hard work h dosto hum sab janty hein khuch lgo ka luck bhi bhut zyada hoti h
                      Lekin qamayab hny walo ki ration dekhi jae to hme pta chlta h hum hard work se hi success hasil
                      Kar skty hein hume sab khuch luck oar chor kr befikr nahi ho jana chahiye balky hme chahiye k
                      Hum hard work kren r us k bad result Allah par chor den hum tb hi ksmyab ho sken ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Luck se behtr hardworking he

                        Dekhein yeh b bt theak ha k insan ki qismat mein jo ho wo he milta ha Lakin is ka yeh mtlb nai k hm meh at rk a chkr dein agr hm ziyada mehnat krtin ge to hamein ziyada bonus mile ga is liye ap ziyada se mehnat krien kion k ziyada mehnat he ap ki ap ko kamyab bnati ha so aon akm ache s krien tan k ap ko forex pr km krne ka faida ho ap kamyab ho skein
                        • #13 Collapse

                          Re: Luck se behtr hardworking he

                          Luck hard working per depend karti hai agar aap regularly hardworking karte hain regularly aap demo Kaun per practis karte hain aur apne kam Mein Maine Karte Hain To aapki lakh ok acchi Hogi Kyunki yah sab baten hot working per depend Karti Hain agar aap hardworking ke sath kam Karte Hain To aap Kala Kabhi achha hota hai aap apna kam regularly tarike ke sath karte hain regularly apni takat ko chief karte hain ab Jyada Se Jyada learning Karte Hain To aapki is minute ki vajah se a aapki Lak acchi Rahegi to aapko forest for mein kamyabi bhi Hasil Hogi insan apni qismat khod bnata hy agr koi bh insan hardwork hy to usy kamyab hony sy koi nh rook skta luck insan khod bnata hy agr aik insan k halat bury hn or wo es bat par yakeen rakhy k ye es ki bad luck hy to esa nh hy insan ki apni chouce hy k wo bad luck he rakhna chahta hy ya good luck Forex aapka pura pura waqt leti hai isliye doston weekend Nani ke Saturday Sunday market close hoti hai taki ek trader pure 5 din mehnat karta hai aur Agar apni mehnat ki Hogi aur aapko forest form Karu step by step Pata Honge to aapko Prophet Hasil hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Luck se behtr hardworking he

                            jee dear waalaikum slaam dear ap ne bohat he achi or knowldge able baat shair ki hay forex main hmen apny luck k sahaar trading nai karni chahiye issmian hmen bohat he ziyaadda mehnat lagan or himmat se issmian apnay knolwdge ko increase karna chahiye issmian ap k pass jitna ziyaada ap ko issmian forex ka knowldge or expeince hoga ap issmian phir utny he ziyaada issmian sucsess full trader ban paen gy issmian bina knwoldge or bian expeirnce k ap apny luck k sahary issmian trading nai kar paen gy ap issmain apna loss he karen gy akhir kaaar apko issmain apna knoowldge or apna issmian experince issmian gain karna he hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Luck se behtr hardworking he

                              jee dear waalaikum slaam dear ap ne bohat he achi or knowldge able baat shair ki hay forex main hmen apny luck k sahaar trading nai karni chahiye issmian hmen bohat he ziyaadda mehnat lagan or himmat se issmian apnay knolwdge ko increase karna chahiye issmian ap k pass jitna ziyaada ap ko issmian forex ka knowldge or expeince hoga ap issmian phir utny he ziyaada issmian sucsess full trader ban paen gy issmian bina knwoldge or bian expeirnce k ap apny luck k sahary issmian trading nai kar paen gy ap issmain apna loss he karen gy akhir kaaar apko issmain apna knoowldge or apna issmian experince issmian gain karna he hoga knowldge k bina ap ismsin chand din bhi apny acoutn ko save nai kar paen gy ap apna acount isss main wash karwa lain gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X