How to control your emotion when lossing big

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    This Is too much difficult to control on emotions when we are losing big amount but if we have will power and graet courage than we make that possible to overcome on that situation and analyze the mistakes
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      Jub apki trade loss main ja rhi ho ya ap ko market trend ki samajh na aa rhi ho to trader ko chahiye ke wo apni trade thore loss main quit kr le nhi to use bahot bre loss ko collect krna prta hai ,
      Emotions aik natural phenomenon hai lakin trader ko emotions ki bjae strategy se trading krni chahiye
      • #1293 Collapse

        emotion py control mushkil hy but na mumkin nhi.kion k emotion per control us wqt boht mushkil lgta hy jb hmy boht loss hota hylakin kuch khony k bad hm seekhty bhi boht hain or self per control kr k boht kuch earn bhi kr skty hain...
        • #1294 Collapse

          market main plane kar k hi hum sucess hon gay aur market main apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main trend ko use karny main bi asani ho saky gi aur earn ho skay gi
          • #1295 Collapse

            Yeh aik zahir si bat hai je jb insan loss ki tarf jata hai ya usay loss ho jata hai tu wo jazbati ho jata hai jis ki wjh se wo baz aokat ghalt faslay bhi kar deta hai. Emotions ko control krna bahat hi zarori bat hai hum sabar aur bardashat khod main paida kar emotions ko kafi had tak contcontrol kia ja skta hai
            • #1296 Collapse

              mery kahyl main jub hum yah ind bna len k jub hmain loss ho jat hai tu hmain saber k ilwa kuj nahi kar skty hain tu bhatr yahi hai saber karen aghr tu hum saber nahi karttyy hain tu hum mazzed koi galti kar k mazeed loss othaty hain tu haiuo jub loss hota hai tu bardasht karen or zeyda mahnt kar k os loss ko cover karni ki try karen tak apko dobara loss na ho
              • #1297 Collapse

                bhai emotions ko he hal men control men rkhna chahiay chahe loss ho rha ho ya profit. aksar log profit men bhi emotional ho kr trade ko stop nhi krte phr wo loss men chali jati he isi trha loss men bhi emotion control men rkhne chahiay
                • #1298 Collapse

                  Dear har bandy ko money aziz ha r koi b isy khona ni chahta har banda chahta ha k us k pas bhr c money ho.is lye jb wo trading mn loss karta ha to wo betab ho jata ha r bechain ho jata ha.us time emotions pr qabu rakhna chahyei r behtar plann sochna chahyei.
                  • #1299 Collapse

                    Forex men loss aur profit dono hain hamen koi bhi trade open krne se pehle loss ko zarur mind men rakhna chahiye.
                    Agar hamen trading men loss ho bhi jay to hamen iss time brake leni chahiye ta k ham khud ko relex kr saken, aur jab ham mently tor pe fresh ho jaen tab hamen dobara trade open krni chahiye.
                    Loss ko kam se kam ham planning aur mony managment k sath ker sakte hain.
                    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                    • #1300 Collapse

                      apny emoton ko kabo main kar kay market main kam karty hain to kafi risk ho sakta hay is main low risk main trade karna ho ga is mai nemotional ho ny say market main kafi loss ho sakta hay demo ko use karna ho ga magr jo hyper ho kar trade mai kam karty hain to low risk main kam karna ho ga is main demo ki help say trade sikh lyn chaiye
                      • #1301 Collapse

                        Jab trade loss men chal rhi hoto apny emotions py control krna chahy q k iss time bnda ghabrahat ki wajha sy barri lots open krta hae aur uski koshish hoti hae k jald az jald account ko recover karrun jb k us time bnda hausly men rahy aur markeet ko samaj k trade ko manage karry aur ziada lots open na kry.
                        • #1302 Collapse

                          Jab apki trade loss men ja rahi ho to koshish Karo self control...q ke us time minde bhot disturb hota hy jaldbazi men galat trade lag jati hy bilkul Aram se saloon se market ko Delhi apni mistake ko zahnasheen Kar lo tahke next time Aisa na ho or intezar Karo account recover Karne ki lalach men Aor ziada nuqsan ho jata hy
                          • #1303 Collapse

                            agr hum is main apy emotions ko kabo kar kay kam karty hain to trade mani kafi achi earning kama sakty hain so humain active ho kar kay kam karna ho ga ta kay market main loss km say km ho sakay magr practice ho gi to kam karna or is main earning karna asan tab hi profit ho sakta hay
                            • #1304 Collapse

                              hamain market main emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gayy aur loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main knowldge ho ga tab hi hum sucess hon gay it is best
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                agar hum apny emotions ko control kar kar kay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karty huway learning karty huway fresh mind kay sath trading karnay main he faida hota hay esmain lalach nai karna chahiey lalach main loss he hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X