How to control your emotion when lossing big

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1261 Collapse

    Is baray main main yehi kahon ga k jb hamain forex main loss hota hai to hamain disheart nahi hona chaye blky us ko thek krna chaye or phr trade krni chaye ta k hamara loss recover ho jai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1262 Collapse

      mjhy lgta ay yeh sab say mushkl task hay - agar app ic c darty hn to app ko chahye k app dobara koi bhi bada stop loss na lgyen kam profit lain aur kam profit k sath market say bahir ho jyn koi zrori to k lazmi ham bada loss len ham kam loss aur profit say bhi bht ziada khush reh skty hn
      • #1263 Collapse

        dear emotional ko control krna hai tu apne knowledge main mazeed izafa kre without knowledge ke koie bhe trader forex main kamiyab nahe ho paye ga first gain knowledge or hamesha mind fresh ho kr he trading kiya kre is se ap ko loss nahe hoga
        • #1264 Collapse

          hamain is main zaida say zaida learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum loss say bach skaty hain aur is say hamain bi earning ho saky gi it is best job for all
          • #1265 Collapse

            emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi hum market main achi trade karny k kabil hon gay aur trend ko use karny main bi asani ho saky ig
            • #1266 Collapse

              hmain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is say kam karny main bi faida ho saky ga aur profit hasil ho saky ga
              • #1267 Collapse

                Forex trading main jab apko bahut ziada loss ho to apko chahiy k ap sabar kro aur dobara apni ghlti ko sahee kr k trading kro isky elawa apko chahiy k ap forex trading k doran stop loss aur tp lazmi lagao
                • #1268 Collapse

                  hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is say hamain kam karny main bi faida ho skay ga aur trend ko mind main rakh k hi hum sucess hon gay it is best
                  • #1269 Collapse

                    ha jo is ma jo emoation ho jaty ha un kay liay is ma kio jagnhe ha q kay ow apnay emoation ki wja sa bara loss kar laty ha ouir ane sare mahnat ki invst ko zaa kar daty ha is liay asay logo ko is ma kaam karnay ki kio zaroorat nhe ha
                    • #1270 Collapse

                      aap jab be emoation ma trading karty ha to he aap sa galte hote ha our aap ko loss hota ha is liay loss sa bachnay kay liay aap ko emoation ko controul karna cahay our is ma knowlged our cool mind sa kaam karna cahay
                      • #1271 Collapse

                        Forex trading mn agr ap apni emotions ko control kar sakte hn aur ap k pas aik complete strategy ha jis se ap trade laga saken tuu ap yaqeenan aik kamyab trafer ban sakte hn ,ap be fiker ho k kam karen
                        • #1272 Collapse

                          main bhto bhto roai thi jaaab mera account wash hova tha meri ghalti ki waja say wash hova tha main ne bhot socha k yah trade loss kar dugi or phr main sochti thi k yaha say trade profit main aaa jygi par main ne ghalti thi k k trade closs nhe ki or era account wash ho gya tha par aaab main ne reall invest nhe kiya bouns say trading akrogi
                          • #1273 Collapse

                            bhai ya to ham,in controll karna he parta hai agar hum apna emotin ko ni controll karin ga to market mein aik long term ka liya kasa chal sakin ga is trha hum is mein ziyda long tak servive ni kar sakin ga best yahe hai kah ap is mein apna ap ko controll karin.
                            • #1274 Collapse

                              my dear friends trading mn jb loss ho rha hota h to sabar sy he us ko badasht krna chahye because profit aur loss to business ka hissa h. agar aap ko musalsal loss ho rha h to aap trade ko close kr den aur halaat achy hony ka wait kr len us k bad trading start kren.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1275 Collapse

                                Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (: bhai trafing k liye mustqil mizaji or sabr ka hona bohat zroori hai hmein apny loss pr preshan hony ki bjaye loss ki wja tlaash krni chahiye or us se seekh k dobara us ghlti se bchna chajiye... jld bazi krny se ap ko loss ho skta hai is liye jldii mein fesla nae krna chahiye..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X