How to control your emotion when lossing big

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Dear emotions tu part of trading hain jab loss hota hy tab b emotions aate hain aur jab loss karta hy tab b emotions aate hain es liye ap ko cahhiye k ap es business ko start karne k liye boht mehnat karain aur emotions ko khud se door karin...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      bhai ab yeh how ka to nhn pata par yeh ha k dil ko sambhal kar rakhna chahiye k agar bara loss hoga to humain chahiye k hum apne apko control karain ta k hum loss sa apne dil ko takleef na dain
       
      • #333 Collapse

        mery khayal mein forex trading ka business ek aysa business hai jis mein kamyab or ek acha trader banany ke liye humy apny emotion ko control karna hota hai.
         
        • #334 Collapse

          han ge bilkul apne thk kaha hai hmain apny emotion ko control rkhna chye jub hmain los sho to q ke jab tak hum apni gltion se nhe sekhain gain hmain profit nhe hoga.
           
          • #335 Collapse

            Brother main samjhta hn k agr aap k pass kafi zeda margin yani free margin ho tu aap ko issmain ghabrany ki zaroorat nhi hoti hia aur koi emotion nhi ho ga wo uss waqat hota hia jab aap ka free margin khatm hota hai aur iss main aap ko margin call milta hia.
            • #336 Collapse

              deer dudes ager cub log jo ker job less han wo cub log ager forex treading ka business start krey tu ic cey pakitan ke economy strong ho jai gee...
              • #337 Collapse

                bhai jan meray hisaab say gain aur loss tou aik business main hota hi rehta hai......is lye agr aap aik business karain agy tou apko uskay tour tarqon ka pata ana chahye......emotions bhut hi bari cheez hoti hain har business main jisko apko control kanay kay lye sabar say kaam laina chahye.......
                • #338 Collapse

                  Profit & loss is a part of every game & work . Aap mentally prepare hone chahiye kisi bhi halaat k liye . ager aap mey itni resistance hain tabhii aap succesful hosakty hain . Ager zindagi mey haar milti hay toh hi jeetna ki tarap aur aati hay nah . isliye relax ho kar cool mindedly apni efforts karain . Baki Allah apki mehnay ko dekh raha hay aur apko silla In sha Allah milley ga . Loss toh uper ki cheez nazar atti hay us per sabar karengay toh Allah khush hokar aur dey gaa
                  • #339 Collapse

                    ye aik natural si baat hai k jub ap loss ko face karte han to ap apne emotions ko control nahi kar pate kun k loss ko face karna har kisi k bas ki baat nahi hai but humien time guzarne k baad hi trading mien loss ko bear karne ki himmat aati hai or humien pta chal jata hai k humien kese apne emotions pe control karna hai..
                    • #340 Collapse

                      hr Business mai loss or profit hota hai .. Emotions py control rakhna chaiye jahan loss hota hai kbi to kbi profit b hota hai . loss hota hai to Sabar sy kaam lya jaye to behtar hai koi na koi raasta mil hi jata hai phr Market mai ups or downs hotay rehtay hain..
                      • #341 Collapse

                        well real mony ka loss to har aik ko hi bura lagat hy or main khta hota hun k forex main trading krna kisi ayry gyry ka kam nai hy yahan boht bary bary hoslon valy kam kr skty hain
                        • #342 Collapse

                          forex mai ap ko profit b hota hai or loss b hota rhta hai is liay loss hony pr apna dil chota ni krna chaheay bilky sbr krna chaheay .forex mai loss normal case hai.
                          • #343 Collapse

                            bhai app baat thek kr rhe ho jab app loss krte ho to bohat ghusa ata ha and again agar loss ho jata ha to frustration ane lagte ha to is ka leya behtar yeh ha kah app trade na karo balke thora relax karo aur ghar sa bahar niklo thora time natural ka sath spent karo then jab app behtar feel karo then again trade well. ab b trades minus main jati hai to aik mazboot soch wala trader wait karta hai aur lazmi market wapis a jati hai aur minus khtm o jata hai per aik kamzor trader bardast nai kar sakta aur trades ko foran minus main khtm kar deta hai jo os ka loss hota hai aur phr sirf pichtana he parta hai.
                            • #344 Collapse

                              well es main aap ki hi ghalti hoti hai jab kabhi aap ko big loss hota hai us main 2 wajoohaat hoti hain aap ko pta hota hai k aap ka capital utna nhi hai lekin phr bhi aap bari lot ko use karte ho jis se aap ko bht nuqsaan ho jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X