jab apka bht bara nuksan hojaye to lazmi si baat hai bht gusa ata hai mind stuck ho ker rah jata hai k ye kya hogaya hum pareshani main bilkul bachon jaisa behave kerny lagty hain but ye to business hai is main humain apny emotion per control rakhty howaytrade kerna hogi bary hosly or himat k sath yahi humara pehlalesson hai trading main to hi humain kamiyabi mily gi ..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим