Dont always blame forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    dear jo log forex ko always blamed karty rahty hai main un ko bohathi ghalt tasleem karta hu kyu k muje un par zara sa be trust nai hai k wo forex ko achaye taikay se use kar saktyh ai es liye hamay es online business ko zayada se zayada famous karna chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      G humai forex ko blame nhi karna chaiye first of all without hard work hum kamiyab nhi ho saktey jub hum hard work nhi kartey to loss hota hn jis ki waja se hum forex ko blame kartey hn jo k buhat galat hn humari he galti ki waja se humai loss hota to as mistake se humai sikhna chaiye na k blame karna chaiye.
      • #513 Collapse

        yes brother ma ap ki is bat se itfaq karta ho k ager hum forex pe loss hota hai tu hum ko forex ko hi blame nhai karna chaye hum ko asael waja ka pata chalna chaye k humko loss kis waja se howa hai
        • #514 Collapse

          mera ap sab ko yeh mshwra hy k jb ap profit mein aty ho us wqt agr ap ess ka credit apny broker ya forex ko dety hein to loss k wqt bi ap aisa kr skty hein lekin agr ap profit k wqt yeh smjhty hein k ap boht achhy trader hein aur loss k wqt broker ka kasoor hy to yeh ghlt hy us wqt loss mein bi ap ka qasoor hy kisi aur ka nai hy.
          • #515 Collapse

            Some newbies dont understand this business, yet they rush to trade forex so that they can start earning cash for themselves. If you would want to earn good in this business, you should learn and practice everytime.
             
            • #516 Collapse

              Exactly we should Not blame on any one and try to learn with failure which help us to make ka good trader.Just should do work with hardworking and with consistent....
               
              • #517 Collapse

                ji bilkul idhar mistakes accept karni chaiye takay apni ghaltiyo ko sort out kia jaye phir us ki wajah jani jaye k mujh say ghalti kiu hui aur phir us ghalti ko khatam karnay yani aienda na karnay ki koshish ki jaye takay nuqsa say bacha ja sakay..
                • #518 Collapse

                  ji haa bilkul sahi trader ko chaiye ko chaiye jab b hi loss ho wo dekhe ke usne kaha mistake ki hai forex per blame nahi karna chaiye aur kasar loss trader hote hai apni galti se.
                  • #519 Collapse

                    dost g me nay aj tak apnay loss ka zimay dar kisi aur ko nahi thehray aur hamesha ye sochta hon k shyada mjh me koi kami ho ge jiss waja say mjhay loss howa hai aur phr us kami ko door karnay ki koshish karta hon...
                    • #520 Collapse

                      G han dear yeh ap ki baat bilkul thek hai q k agar humain forex trading mai profit hota hai to wo b hum pe depend karta hai or is mai loss k b zimedar hum khud hi hain so humain isy kisi b surat mai blame nai karna chahye or efforts karty rehna chahye
                      • #521 Collapse

                        Yes brother ap bilkul sahe keh rhay hai'n in forex ap jub tuk apni ghlti tasleem nahe kray gay to ap say next time phr usi trha ki ghltiya'n ho'n gi jis ki wja say ap kbhi successful nahe ho skay gay....
                        • #522 Collapse

                          ji han hame forex ko nae blame karna chahiye naa hi dosre logo ko kia pta us waqt hamari qismat me paise naa ho ya hum se ghalti hogae ho koi ya phr hum ne hardwork na kia hua ho to behtar hai ke ghalti se seekhe take dobara ghalti na ho.
                          • #523 Collapse

                            bhai forex trading aik bauaht aacha business hai app ko agar iss business main loss hova bhi hai tu app forex ko hargiz blame nahi kar saktay kyunki mistake ki asal wajah ya tu app ki apni ghalti hoti hai ya phir app kay broker ki mistake hoti hai app ko in sab baato kay liye forex ko blame nahi karna chahiye kyunki iss main forex ki koi ghalti nahi hoti hai
                            • #524 Collapse

                              bhai trading ek esa bussnis he jis me kafi curncies invole hen likn ham ksi bhi pair pr blem nhi kr sakhte is me hamen loss ka bhi kafi chances hote hen hsmen chahiye k ham trading ko soch smjh k kam kren k hamari koi bhi trade loss me nhi jae
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                haaan jee ye hum sab ki bhtt buri adaat hai key hum trade me loss hone lagy tou forx ko hi blame dene lagty hain jub key ghlti khd ki hoti hai apni ghlti manny k bjaye hm sara ilzaam forex pe daal dety hain jo k bht ghlt haaii

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X