Dont always blame forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    bohat se traders apni nakaami ka ilzaam forex ko dete hain loss hony ki bari wajah ye hai ke kisi knowledge ke bgair jab traders trading start kar dete hain unke pass koi experience nahi hota or naa wo experience gain karte hain demo account men trading ki practice kar ke, or dosri wajah ye hoti hai ke wo sab kuch luck pe chor dete hain or khud kuch nahi karte.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Munawar Sultana پيغام ديکھيے
      yes sahi bat hai forex ko balme q kerna jo app ny kiya hai woh hi huwa hai is main ko pareshani wali bat nahi hai forex ny jann bojh ker app ko loss nahi diya app apny under skills peda karoo trade kerny k phir is ko join karooo
      bhai g Kuch traders ehsay hotay hein jin ko loss hota he to wo forex ko blame karty hein, hala k unho ne khud mistake ki hoti he jis ki waja se unheim loss hota he, magar wo blame forex ko krty hn han forex risky zror he magar totally trader pe depend karta he
      • #663 Collapse

        Apki baat sahi hay agar hum forex trading main loss kar lety hay to humay forex ko blame nahi karna chahiey balkeh humay daikhna chhaieye keh hum nay kis waja say loss kea hay.
        • #664 Collapse

          ji sahi bahoot se trader forex me kam knowledge aur kam experince me live me trade karna shuru karte hai aur overconfident me trade karke loss ho jate hai aur forex ko blame karte hai yeh galat hai.
          • #665 Collapse

            Exactly, if anyone fails in Forex trading then its their own Forex, it doesn't make any sense to start blaming Forex after having failure in this risky field. Almost everyone knows that Forex is a risky field so traders should have to be fully prepared before they gonna start doing trade in Forex.
            • #666 Collapse

              Gee han aap sahee krh rahay hain humen hamesha forex ko blame nahi karna chahiye balkay apni mistakes ko bhi dekhna chahiye kay hum asi kya ghalti karty hain jis ki waja se hamen loss hojata hai aur apni us ghalti se seekhna chahye humen
              • #667 Collapse

                I know that the mistake is mine. I loss in trade for my faults so there is no impact of forex and broker in my loss.market ko blame karna hamari bohat bari ghalti hai
                • #668 Collapse

                  bhai hamain jab b forex mein loss hota hai tau hamari apni hi kisi mistake ki vaja se hota hai is liye hamain chahiye k apni khud ki mistakes ko accept karna seekhain aur kisi dosray ko blame na karain. jab tak aap apni mistakes ko accept nahi karo gay tab tak aap life mein agay nahi barh saktay.
                  • #669 Collapse

                    app ki ye baat bilkul durast hay kay forex blame na kareen .app kay apney knowledge na hoone par up down ko na azdaaza kar kay app loss kar leen tu forex kaa kia qsoor hay
                    • #670 Collapse

                      Jab app lost ker jatay hay to app ko always forex trading per blame nahi lagana chahie,qk app apni ghalty ki wajah say lost ker jatay hay or phir blame forex trading per lagatay,this is nor fear.
                      • #671 Collapse

                        mery bhi bat asy ha k app khana thek ha k humen apni galti ka balem forex ko nhi dena chaye kiun k forex hum apni marzi sy jon karty han ager loss ho jata ha to app forex ko bura khaty ho jab k profit hasil karny par bolty he nhi why
                        • #672 Collapse

                          AOA. jnb forex trading aik business hi ha or business ma humean apny mind sa hi kam lana chahea forex ma humean jo bhi loss hota ha wo humari jaltion ki waja sa hi hota ha ic ma forex ka koi blame nhi bnta .achi earning hum tabhi kar sakty han jab humean trading par maharta hasil ho.
                          • #673 Collapse

                            yes and mene to kabhi b forex pay blame nahi kia hai ab pata koi nahi shyad kay asa hota ho but jab me new tha tab bohat ziada bad situation hoti thi but ab kuch achi trding hoti hain kafi practic kay bad..
                            • #674 Collapse

                              yes brother i agree with you.... forex ko hum kabhi bhi blame ki nazar sy nahi dekh sakty qu k agar humy loss hua hai ya kisi bhi waja sy humara bonus zero hogya hain tw ye humari hi galti hogi qu k humy forex main sab sy pehly knowledge hasil karna chaye or achy sy samjhna chaye ......
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                yeah dear iam egree with you many bhot sy eady treder dakhy hain jin ko apni mistake ki waja sy loss hota hai lakin wo apna ilzaam broker par laga dety but broker tu same hota hai na un k leay bhi jo yahan sy earning karty hain es laey apni mistke expet kar lani chaaey or apni mistake sy sabak hasiol karna chaaey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X