Dont always blame forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    i think so that jab hum ghalat trade kartay hain tu hum loss main ja rahay hotay hain tu yaqeenan hum forex k he baray main bura bhala kahtay hain k yahi ghalat hai na k hum apni kasoor mantay hain k hum nahi sahi market ko samjha nahi hai isliye loss howa hai aap ki bat bilkul ashi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      g brother..ye bohot ghalat attitude hota hai ke aap loss hone ke bad apni ghalti ko accept karne ke bajae iska ilzam dusron ko den ya forex ko den..aap ko apni ghalti man kar use theek karne mki koshish karni chahye.
      • #498 Collapse

        forex ki kabhi galti nahi huti ap kay losses mai kiu kay agar galti forex ki hu tu koi bhi is se gain na kar raha hu but actually aisa nahi hai ap ko loss huta hai tu us kay pechay ap ki apni koi mistake huti hai jo ap ko loss ki taraf le kay jati hai
        • #499 Collapse

          Aap theek keh rahe hen, bad waqt aate hee forex ko ya apne broker ko hee blame naheen ker dena chahye. balke apnee tawaja is taraf den ke aap ke loss ki waja kya he. hamaree trade planning me kis jaga galtee hoee he. apne loss ko apne lye opportunity banaen aur new jazbe se aage barhen.
          • #500 Collapse

            sahi akh forex main age rkoi loss hota hai hammy to ye hamri hi ghlati se hota ager hum sahi knowlege or achy exprince ke sath kam akrin to hum ko loss ke chancess kam hoon gain loss ki waja se forex ko belme kerna ghalt hai
            • #501 Collapse

              dear forex is a risky business is my loss or profit dono possible is k lye knowledge zrori hai knowledge na ho to loss hota hamy is ko blame nhi karna chahy.
              • #502 Collapse

                khod ko dekna chaye forex par alzam nae denea chaye keo ky forex to wo business he jis ko krne me ap jitna samj kr kro gy otna he ap ko best result mile ga aor ap ke earning be best ho ge mgr jo samj nae kry ga wo best result nahe improve nae kry ga
                • #503 Collapse

                  Yes bro hmy kabi bi forex ko kasor war nahi bsnana chy jab hmari apni planning galt ho planning say kam karo success zaror ay gi
                  • #504 Collapse

                    usually traders give blame to forex trading or forex market in case of big loss without analysing the reasons. they say forex trading is a fraud business or say forex market controllers change trend against our trades because they do not want to give profit to small traders.
                    • #505 Collapse

                      Nahi hum ko forex main her wakt alzam nahi dana chahye kiun kay agar hum iss main khud hi achi tarah focus kar kay apna poora km kar sakty hain aur apny andar buhat yada behtri bhi paida kar sakty hain iss mai humara hi faida ha achy aur fair treeky say aur kaam karny ki lagan bhi ha aur apny kam par humara poora focus bhi ha achy aur fair way say aur kaam karny ka himat aur hosla bhi ata ha hum ko iss main
                      • #506 Collapse

                        Ji blkl jb ap ko bad situation face karna pare ya loss ho tu forex ya broker ko blame karne k bajaye... analyze karin k reason kya hai.... find out karin k kahin apki apni koi mistake tu nahi....coz usually yehi hota hai k hamari apni mistake ki waja se hi loss hota hai.... so dosro ko blame karne k bajaye sahi se analyze karin....
                        • #507 Collapse

                          dear yes it is really wrong to blame forex market ager hamy loss hota hay to hamy loss apni waja say hota hay ham sahi say trade nae laga patay and properly analysis nae kar paty es leay hamy loss hota hay so we should learn from our loss insisted of blaming market situation
                          • #508 Collapse

                            agr fully study be ke ho aor practice be ke ho to fr forex me acha response be mileta he aor nuksan be nahe hota he es leye must ke ky dono ye option use kye jy to
                            • #509 Collapse

                              You are absolutely right dear senior fellow. We should not always blame others of our mistakes. It is important to realize and analyze our own mistakes to rectify them and avoid them in future. We should not blame Forex trading or broker for our wrongdoings. We must have good knowledge of it with excellent trading skills and techniques before entering into this field.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                Jee Han Hum Ziada Tar Forex Market Ko Blame Krtay Hai Apnay Loss K Lye Magr Hummay Humesha Apni Har Aur Apni Mistakes Say Sabaq Hasil Krna Chahya Hum Har loss Mein Forex Market Ko Blame Krtay Hai MAgr Asal Mein Yay Humari Ghalti Hoti Hai K Hum Sahi Tarah Trade Nahi Krahe hAin

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X