How much computer knowledge needed for this work

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1936 Collapse

    Forex main computer ka knowledge bahot zrori hai kiun k computer pe trade se related strategies bnana easy hota hai is ke ilawa computer pe internet use ker k trading se related information bhi li ja skti hai jese fundamental analysis etc
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1937 Collapse

      Computer knowledge zyada matter nhi krti blkay Trading say related achi or zyada say zyada knowledge ka hona zroori hota hai Q k jitni achi knowledge k sath trader trading krta hai utna hi acha result usay trading say dekhnay ko b milta hai.Isi liye trading say related knowledge zyada zroori hai.
      • #1938 Collapse

        Forex main kam krny ke ley zaida computer knowledge ki zarorat ni parti koun is main koi asi mushkil wali bat nai hai yahan sb se zaida forex knowledge ki zarorat hoti hai bas apko computer ka basic pata hona chaye. Forex ki yehi tu sb se ahim bat hai ke is main koi left right ki zarorat nai parti apko bas sida sada business karna hai market ko follow krna aur waqat ko daqar krna hai
         
        • #1939 Collapse

          Forex main kam krny ke ley zaida computer knowledge ki zarorat ni parti koun is main koi asi mushkil wali bat nai hai yahan sb se zaida forex knowledge ki zarorat hoti hai bas apko computer ka basic pata hona chaye. Forex ki yehi tu sb se ahim bat hai ke is main koi left right ki zarorat nai parti apko bas sida sada business karna hai market ko follow krna aur waqat ko daqar krna hai
           
          • #1940 Collapse

            forex job k liye hmain vomputer ko use kar k karty hain or jub tak hmain computer ka use nahi ata hai tab tak hum achi trading nahi kar ksty hain or hmain es main pta bhi nahi chlna hai k hum kiya karen es liye computr ka knowledge hona zarori hai orex main trading karny k liye
            • #1941 Collapse

              forex trading ky liye ap ko computer ka knowledge zyada nahe chiaye hota bs internet ka knowledge zaroori hay baki ap ky paas trading ki full learning honi chiaye takay ap apni trading achi kar sako
               
              :p Yes You Can Do :p
              Honesty + Sincerity = Prosperity
              • #1942 Collapse

                Computer knowledge aapko thoda bahut hona chahiye aap computer ko Chalana jante ho aur aapko internet ka use bhi aana chahiye yeah Forex trading ke liye Jaroori Hai Jab tak aap ko computer ka use nahi hoga computer ka knowledge Nahi Hoga Ab Forex trading Kar Hi Nahi Sakte
                • #1943 Collapse

                  Is mian jisy thora bht b computer knoledge ho kam kr sacta hi q k is ka invirnmental siftware easy hi jisy hr koi use kr sacta hi. Issy easy use kia ja sacta hi
                  • #1944 Collapse

                    Forex trading men aapko high education ki zarurat ni hai aur na hi computer men master hone ki zarurat hai.
                    Hamen computer ko basically chalana aana chahiye ta k ham computer ko aasani use ker saken.
                    Forex ko computer per barri aasani ham chala sakte hain iss men koi mushkil ni hai , very simpelly trareqe se ham apni trafes ko handle kr sakte hain.
                    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                    • #1945 Collapse

                      Apko es business ko handle karne k leye computer aor khas kar internet ko istemaal karne ki samaj hone chaheye q k ye business online control hote hai internet k though lehaza apko computer ki basics aor internet ko janna hoga k kis tarha ye work karte hai agar computer na be ho taab be aap ye business kar sakte ho just through by smartphones q k aaj kal smartphones mt4 waghaira ko easily support karte hai

                      IF YOU LIKE MY POST THEN PLEASE CLICK ON LIKE OR THANKS BUTTON.
                      • #1946 Collapse

                        Forex trading start karny ke liye bohot ziada computer knowledge na b ho tu phir b trading ho sakti hai . trading kay liye ager app ko basic computer ka knowledge ho tu woh kafi rehta hi . matlab trader ko windows operate karne atte ho baqi kam meta traders software mai karna hota hai jo bohot he ziada completed nai hota hai aur ziada tar log iss ko jaldi he samjh jaty hain .
                         
                        • #1947 Collapse

                          knowledge hona aik boht zrori bat hay kun kay market main learning ki base say hi humain earning hasil ho sakti hay computer ki knowledge say humain kafi achi earning hasil ho sakti hay humain internet ka sai say use karna ho ga forex main kam karna b kafi best hota hay so humain leraning kar kay achy say market ko use karna ho ga
                          • #1948 Collapse

                            Computer ka basic knowledge hona bahot zaroori hae trading krny k liay q k assal trading to hoti hi computer pr hae aur behtr to ye hae k apko acha khasa knowledge ho computer ka aur MT4 ko to ap achi trha sy zaroor seekhen q k issi py to apny trading krni hae aur ap ko jb tk MT4 theek trha use krna ni aey ga aap us waqt tk trading theek trha sy ni kr pain gy.
                            • #1949 Collapse

                              Is forum p ya forex trading main trading k liy koi taleem ki pabandi ni hy ap sirf itna janty hon k ap pc ya mobile ko use kr lety hon ye kafi ho ga yeh forum ya forex trading ka business ap sy koi computer ka diploma ni mangta mery khial main yeh sab sy acha business hy aj kl k dour main k is main ki koi digree ki shert ni hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1950 Collapse

                                bhai jaisa k forex ny hmain bhot sari facilities de hain un main ap ye bh facility dal sakty hain k hmain ksi kisam ke programming nae seekhni parti forex k liyay hmain just computer kko agar basic use karna ata ha tw ham forex ka business easily start kr sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X