Re: Jaiza: Fundamental Factor "Breaking News"
yes my dear member forex market mein jb hum trading krtay hain to hum ko news k sath attach rehna hota hay aur meri zaati raaye yeh hai k agr koi bhi trader achi aur safe trading krna chahta hy to osay chahye k woh trading se related sb news k sath khud ko attach rakhay aur hr new aanay wali news ko suny ya read kray kiu k mainy khud is baat ko notice kiya hay k news ka hamari trade pe bohat ziada impact aur effect parta hay.for example hum koi bhi trade news k baghair laga detay hain jaisa k GBPUSD ko hum sell kr detay hain aur abhi hamari trade running mein hoti hay aur koi news dollar se related release goti hai jis mein bataya jata hay k dollar weak ho gaya hy to sometime quickly base pe bhi news ka effect parta hay aur news release honay k baad he jo hum ne sell kiya huwa hota hay woh sell ka trend buy mein convert ho jata hay aur hamein apni trade loss mein close krni parrti hai.
kabhi kabhar aisa bhi hota hay k news relase honay k baad oska effect quickly base pe market pe nahi bhi hota.baaz aaoqat kuch news aisi bhi hoti hain to reliable nahi hoti to aisi news pe hamein yaqeen nahi krna chahye aur aisi news ka market pe koi assar nahi parta yeh sirf confusion phailanay k leye si jati hain jo fake hoti hain.
conclusion:
hamein jb bhi market mein kam krna ho to hamein news k baray mein information leni chahye aur agar hum news ko read kr k ya sun kr oskay baad trade krengay to woh hamaey leye ziada faidamand sabit hogi q k new ki madad se hum kisi bhi country aur currency ka fundamental analyse kr sktay hain aur apni trade ko maximum risk free bama saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим