Jaiza: Fundamental Factor "Breaking News"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Fundamental Factor "Breaking News"
    Breaking News (Fundamental Factor):
    Forex Trading main ap ki trading ko breaking News jo k ek fundamental factor hy bohat effect karti Hy. Koi bhi positive news stock market main us dollar ki value ko high kr deti Hy aur negative news is ko low krti hay. AP ko market main fifty-fifty chances hoty Hain k breaking news AP ki help krain hi ya nahin. Hum longer terms trends jo k breaking news sy start hoty Hain in Sy advantages ly sakty hain.

    Fundamental Factor:
    Kisi bhi market k investors especially forex market k investors breaking News ko check krty rehty Hain take wo apny trade ki satuation main is ko use it sakain. Is kisam ki koi news JB ati Hy Jo k in k liy faidymand ho to traders in time action lety Hain r umeed krty Hain k unhon ny correct decision Lia Hy. Aksar longer term response bilkul opposite hota Hy us k, Jo him decision lety Hain. Is liy ap ko trading main aur breaking news ko samjhty howy ek accha decision Lena hota Hy Jo k ap ko Kamyab banata Hy.

    Safety Precautions:
    Baaz dafa market main AP ko fake breaking news bhi multi Hain Jo k sirf traders and investor ko trap krny k liy ho sakti hain. In breaking News ki wajah sy market utna move nahi krti Hy jitna ap sochty Hain Jo k ap k faver main nahi hoti Hy aur apko loss ho jata hai. Ap ko chahay k Dil sy Kam krain r ek accha experiance hasil krny ki koshish krain take AP ko kamyabi mil sake. Ap ko complete analysis k baad hi market main entry karna chahay r stop-loss aur take profit ka Istamal zaroor krna chahay.

    Click image for larger version

Name:	images (19).jpeg
Views:	1
Size:	13.6 کلوبائٹ
ID:	12470116
    Last edited by ; 02-11-2020, 08:15 AM.
    🌼 Never Give Up 🌼
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

    Jab bhi market per kisi breaking news ki waja sy fundamental effect hota hai tou aesy time per market kisi bhi direction main bari movement ker jati hai jo kisi bhi technical support ya resistance ko break kerty huey aik hi direction main bahot bari movement ker leti hai tou aesy time per hamain market main RSI direction main trade open kerni chahiay ky jab news time per market ki kisi aik direction main movement start ho chuki ho tou aesy time per ham isi direction main trade open ker ky profit bana sakty hain jab market main kisi breaking news ki waja sy hamain bahot bari movement hony ja rehi ho tou hamain aesy time per safety precautions leny chahiaen ky agar market ki normal movement ky bahd jab bari movement hoti hai tou aesy time main agar same movement hamari open trade ky against ho tou hamain bahot bara loss ya account wash ho sakta hai tou same loss ya account wash sy bachny ky liay bahot zaruri hai ky ham news per nazar rakhain aur news time per apni tamam open trades ko close ker dain jabky agar ham trade ko close nehi kerty tou hamain stop loss aur take profit aesy points per set ker lena chahiay ky jab market same position ko touch ker rehi ho tou hamari trade close ho jany ky bahd hamain open trade main bara loss na ho saky hamain forex market main news time per secure trade kerni chahiay ky market ki big movement sy hamara account wash hony sy bach saky lekin jab market big movement ky bahd reverse direction main movement kerna shoru ker deti hai tou aesy time per ham trade open ker ky acha profit bana sakty hain isliay hamain news time per market main fundmantal effect sy apni open trade ko secure kerna chahty to phir hamain trade open hi nehi kerni chahiay jabky ham aesy time per pending orders use ker ky apny balance ko secure ker sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

      News trading/Breaking News/Fundamental analysis
      Forex trading me beroni environment ka bara asar parta hai aur is se market ki mukamal trend aik side se change ho kar dosri taraf ho jati hai. Jo commodities hen un pe to is ka bohut hi ziada asar hota hai. Forex trading me hum jab bhi kaam karen to us k leye hamen aise strategies banani chaheye k us se hamari trading pe beroni environment, breaking news, economic factors, social factors and political factors asar andaz na ho. Jese hum ne faisla kia k gold pe trading karni hai to ua k leye hamne ye dekhna hoga k strong economic countries ki aajkal ki kia situation hen, aya gold jis pe hum trade karne ja rahen to kia koi news to release hone wali nahi hai. Ye sare anasir hum made nazar rakhengay to hi trade me kamyabi mel sakti hai.
      Market ki movement up down honi ki waja kisi bhi news ki release k bad hoti hai aur wo news political, economical ya social ho sakti hai jo hamare forex trading market pe bohut hi ziada asar andaz hoti hai. Hamen news se har waqat apne ap ko bakhabar rakhna chaheye aur news k waqat trading me bohut hibziada muhtat hona chaheye.Forex trading me hum aksar news ko ya to bulkul ignore kar jate hen aur ya hum news ki time pe trading kar jate hen jis se hum aksar loss kar jate hen. Hamen chaheye k hum proper trading sessions ki timing observed karen takeh hamen news k time trading me ihteyat se kaam len.
      Commodities aur currencies pe Fundamental factor ka mukhtalif asar
      Fundamental factors/breaking news ka currencies aur commodities pe different asar hota hai. Commodities aam tawar kisi technical analysis k through movement nahi kar rahi hoti hai, is waja se is pe breaking news ka bohut bara impact hota hai. Jab k currency pe hum technical analysis karte hen jis se is par fundamental impact kam parta hai. Hota asar currency pe bhi hai lekin us tarah ka impact nahi parta hai jo k commodities pe hota hai. Kuch aise bhi mawaqay hote hen k us me currency pe koi impacts nahi hote lekin commodities bohut ziada change ho jati hai. Agar hamare technical analysis aur news (fundamental analysis) ka result same a jaye to is se jo sentimental analysis banti hai us ka asar(impact) bohut hi ziada hota hai. Forex trading me agar USA k related koi strong news release hone wali ho to us waqat trading me ehtiat zarori hai nai to is ka loss bohut zyada ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

        Market main trade Lagate Hue Hamen market ka acchi tarike se analysis karna chahie market ka analysis ka naam bahut jyada important hota hai agar Ham market Ka analysis Nahin Karenge To Ham market Mein acchi success Hasil nahin kar Payenge isliye Hamen market ko acche tarike se samajhna chahie fir market Mein Apne trade ko open karna chahie market Mein 3 Tarik ke analysis maujud hote hain Hamen in analysis ko acche tarike se learn karna chahie aur fundamental analysis ke bare mein Hamen Apne study properly complete karna chahie ine analyses ko Hamen kabhi bhi ignore nahin karna chahie

        Technical analysis

        Fundamental analysis

        Sentimental analysis

        Market Mein fundamental analysis bahut jyada important hota hai fundamental analysis Mein Jab Koi news aati hai to market ki moment fast Ho Jaati Hai to use Waqt market Mein trade Lagana theek Nahin Hota Ham market Mein acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte news Hamari trade ke liye bahut jyada dangerous hoti hai Jab market mein news inter Ho To Hamen Apne trade ko foreign Hai close kar dena chahie Agar Ham trade start karne lage To Hamen apni trade ko start nahin karna chahie Meher trader Apne Style se trading karta hai

        Agar Ham fundamental analysis ko Samne rakhte Hue trading Karen To Ham mein se acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur accha profit Hasil karna Hamare liye iji ho jata hai Ham Mein bank rate aur meeting ke dauran trading Nahin Karni chahie Agar Ham market Mein professional trader Banna Chahte Hain To Hamen fundamental analysis Mein interest Paida karna chahie Hamen Iske bare mein Achcha knowledge Hona chahie
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

          Ji forex main fundamental factors main say sab say ziada effected awamil main news shamil hain. News ka impact forex market per is liye achanak hota hay keh kuch news achanak announce ho jati hain yani breaking news ka impact high hota hay.

          What is breaking news.
          Ager koi aisi news jo keh economical ho ya political jo keh baghair schedule kay announce ho jaye to is say kuch traders ko to faida ho jata hay jinki trade news kay effect say profit main chali jati hay q keh inki jis side pe position open hoti hay same side per news impact daikhny main ata hay. Laikin ager kuch trader ki trade aisi simat main ho keh woh news kay effect say mazeed reversal aor loss main chali jaye to inko chand ghanton main he bahut zada loss ho jata hay.

          Scheduled news vs breaking news.
          Scheduled news ka impact bhi forex market per ziada he hota hay laikin aksar traders ko news ka schedule pata hony kay sath sath kuch na kuch data bhi maloom hota hay jis waja say traders is news say achi earning kar laity hain. Laikin ager koi aisi breaking news announce ho jaye jiska forex per high impact pary to is say kai traders ko loss ho jata hay khas kar jinhon nay already order open kiya hota hay.

          Precautions.
          Trader ko chaiye keh woh breaking news kay worst and negative impact say bachny kay liye hamesha risk management kary aor small lot say trade open kiye rakhy. Jab keh stop loss aur take profit jaisy tools ka lazmi use kary.
          Last edited by ; 02-11-2020, 10:03 AM.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

            Forex trading ki market different types ke analysis hote hain yah analysis market mein bahut jyada importance rakhte hain aur Market Mein yah analyses bahut jyada effect Bhi Karte Hain isliye market Mein maujud Tamam members Ko In Tamam analysis ko acche tarike se study karna chahie market Mein fundamental factor bahut jyada effect Karte Hain inke is effect ko samajhna aur isko samajhne ke bad hi market Mein Apna Kam Shuru karna Tamam traders ke liye bahut jyada faydemand Hota Hai

            Market Mein technical analysis a fundamental analysis yah donon types market mein bahut jyada is Waqt karti hai aur Market Mein kam karte waqt in ka bahut jyada istemal Kiya Jata Hai Kyunki market Mein yah donon analysis hi hote hain Jin ke jarie se market ko acche tarike se identify kar liya jata hai aur usko identify karne ke bad hi market ne apni trade open ki Ja sakti hai

            Market mein bahut se traders Aise Hote Hain Jo ki fundamental analysis ke jarie se market buy or sell ki position ko acchi Tarah Se identify karne ke bad usme apni trade open karke acchi kamyabi Hasil kar sakte hain technical analysis or fundamental analysis ko all markets mein bahut jyada use Kiya jata hai fundamental analysis ke jarie members different types ke countries ki condition ko acche tarike se study kar sakte hain aur uski Ek Aur me ke bare mein Bahut Si informations Hasil kar sakte hain ine informations mein interest rates countries GDP growth inflation rates aur micro factors mai companies sales profitability return on equity Libilities aur cash holding yah Tamam informations fundamental analysis Se Hi Hasil karna possible hota hai fundamental analysis hi hota hai Jiske jariye se traders different types ki countries Mein maujud ya Tamam informations ko bahut hi simple tarike se Hasil kar sakte hain aur in informations ka istemal karte hue hi market Mein maujud currency pairs ki strongness aur weakness ko bhi acche tarike se understand karne ke bad Unka istemal kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

              forex trading k business main fundamental ki bohat ahmiyat hai q k aghr hum forex main trading kar rahy hain tu os main news ki madh e nazar rakh kar he trading ki ja skti hai or trading se faida othaya ja skta hai es liye aghr hum forex market ki bat karen tu aj kal forex market main fundamental ki bohat news chal rahi hain jis ki base par hum forex main aghr trdaing krna chahty hain tu humain news ko achi tarha se watch karny k bad karni chahye q k jub hum apni trading main news ko nazar andaz kar k apni trading kareny tu loss he hoga or hum forex main kbhi kamyab bhi nahi ho saengy forex main miyari trading k liye ahly news ko wach kar lena zarori hota hai

              jesa k hum sub janty hain k USA main president election nazdeek hain jis k bais forex market main kafi news a rahi hain jis k bad yah ho skta hai k market apna bar bar trend change bhi kar skti hai or bar bar maret ki movement fast bhi ho ski hai kisi bhi traha ki nws forex market main kafi asar andaz hoti hai jis k bad traders ko changing market bhi mil jati hai or traders apni trading ko bhi achi traha kar pata hai tu ase news ko watch karny k bad he trading karni chahye aghr hum chahty hain k loss na ho

              forex market ko jub analysis kiya jata hai tu traders fundamental ko ignor kar jaty hain jub k sub he traders ko chahhe k aik bar fundamental ko bhi zaror watch karen jis k bad hum trading main acha effect parhta hai aghr fundamental ko ignor kar k apni trading ki jay tu humain forex main acha profit mil skta hai aghr hum acha forex main profit mil skta hai or hum kamyab ho skty hain or forex main acha profit milta hai q k news ki wajah se market main acha effect parhta hai jis k bad forex main achi trading kar skta hai or forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

                Assalamu Alaikum dear aapane bahut hi acchi information Hamare Sath Pakistan Forex forum per share Ki Hai Jis se ismein bahut jyada members ka fayda ho sakta hai Kyunki Ham dekhte hain ki Pakistan Forex forum per daily basis per bahut jyada new members ad ho rahe hote hain Jinka trading may experience or knowledge Nahin Hota unko Is Tarah Ki chijen se bahut jyada guideline mil jaati hai aur vah isase acchi Tarah fayda Le sakte hain.

                Der Ham Dekh Rahe Hote Hain Ki market Mein fundamental ki vajah se market ki Munh mein bahut jyada fast Ho Jaati Hai to ise liye Kaha jata hai ki Jab Ham technical analysis perform Karte Hain To technical analysis ke sath sath Hamen fundamental analysis ko bhi check karna chahie jisse Hamen market mein aane wali news ke bare mein idea ho Jaate Hain aur uski mutabik Ham ismein trading kar sakte hain real Agar Ham fundamental analysis ko perform Karte Hain To usse market Mein unexpected news per Ham trading kar sakte hain aur ham usse Hone Wali big loss se bus sakte hain aur is se Ham Achcha profit bhi le sakte hain.

                Dear fundamentals ke liye safety measures aapke pass Yahi hote hain ki aap ismein sabse pahle market Mein technical analysis Karen aur aap ismein Kisi bhi website par jakar USD ke news ko check karne Ja Kisi bhi currency pairs per Jabse per aap Adnan karna chahte hain use per Aane wali news Ke Data ko aap check kar sakte hain uska ya fayda hote hain ki aap ismein apni trading timing ke Lahore se aane wali news ko check kar sakte hain aur Iske bad aap fundamental analysis ko perform karte hain previous data ki base per aur aap ismein lot size ki selection bilkul kam use Karenge to usse aapko bahut fayda hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

                  AOA my dear all Forex member Forex Trading main ap ki trading ko breaking News jo k ek fundamental factor hy bohat effect karti Hy. Koi bhi positive news stock market main us dollar ki value ko high kr deti Hy aur negative news is ko low krti hay. AP ko market main fifty-fifty chances hoty Hain k breaking news AP ki help krain hi ya nahin. Hum longer terms trends jo k breaking news sy start hoty Hain in Sy advantages ly sakty hain Kisi bhi market k investors especially forex market k investors breaking News ko check krty rehty Hain take wo apny trade ki satuation main is ko use it sakain. Is kisam ki koi news JB ati Hy Jo k in k liy faidymand ho to traders in time action lety Hain r umeed krty Hain k unhon ny correct decision Lia Hy. Aksar longer term response bilkul opposite hota Hy us k, Jo him decision lety Hain. Is liy ap ko trading main aur breaking news ko samjhty howy ek accha decision Lena hota Hy Jo k ap ko Kamyab banata Hy Baaz dafa market main AP ko fake breaking news bhi multi Hain Jo k sirf traders and investor ko trap krny k liy ho sakti hain. In breaking News ki wajah sy market utna move nahi krti Hy jitna ap sochty Hain Jo k ap k faver main nahi hoti Hy aur apko loss ho jata hai. Ap ko chahay k Dil sy Kam krain r ek accha experiance hasil krny ki koshish krain take AP ko kamyabi mil sake. Ap ko complete analysis k baad hi market main entry karna chahay r stop-loss aur take profit ka Istamal zaroor krna chahay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

                    Je forex trading ma acha profit hasil karny k lae trader ko market analysis ko prefer karna chahe. Jo trader market k achy analysis ni karta wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab b ni ho sakta. Forex trading ma market ko analyze karna asan ni hai. Es k lae trader ko bhot mehnat karna hoti hai or jo trader market ko easy leta hai wo kbi kamyab ni ho pata. Es topic ma ham fundamental analysis or news based trading ko compare karyn gy.

                    Effect of fundamental analysis and news based trading. Fundamental analysis ma market ki health ko observe karna hota hai jo trader market ki health ko achi tarha observe kar lety hain wo profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. Fundamental analysis ma gdp growth rate, employment rate or inflation rate ko examine kiya jata hai or profit hasil karny ma es information use ki jati hai. Forex trading ma news b bhot matter karti hai. Kahe bar asa hota hai k market perfect condition ma move kar rahi hoti hai but ik bad news asi ati hai k market down fall kar jati hai or trader ko samaj ni ata k wo apni trade ko kis tarha manage kary. So traders ko fundamental analysis k sath sath news ko b consider karna chahe tb he wo achi trading kamyab ho sakta hai. Jo trader news ko kio value ni dety wo kbi kamyab ni ho paty kiu k news market ko move karwany ki power rakhti hain. Market ma pehle up trend hota hai but kio asi news market ko hit karti hai k trend pora ka pora change ho jata hai. Jo trader technical or fundamental analysis k sath sath news ko ignore kar dety hain wo market acha profit hasil karny ma kamyab ni hoty. So trader ko news ko consider karna chahe tb he usko acha advantage hota hai. News k bena market analysis hamesa incomplete hoty hain.
                    Last edited by ; 02-11-2020, 11:40 AM.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

                      Walekum assalam yes dear aapane bahut hi perfect analysis Hamare Sath Kiya Kiye Hain loadout Jab Ham fundamental forces ko properly apni trading supply Karte Hain To ismein Ham bahut careful hokar decision making karte hain aur ham apni trading ko bahut jyada profitable bana sakte hain dear jab Ham Aisi situation Mein trading Karti Hain jismein market ki volatility Jyada hoti hai aur Market Humko favour Karti Hai To Ham limited time mein bahut jyada profit Hasil karne ki position Mein a sakte hain no doubt Jab aap Forex trading Mein different important analysis complete Karte Hain To usmein aap apne advantages ko maximum kar sakte hain.

                      Forex trading market Mein Jab Bhi market ki volatility Jyada Hoti Hai To iski basic reason Yahi hoti hai ki market mein kuch important fundamental approaches effect kar rahi Hai Jiski basis per market ki volatility bahut jyada ho chuki hai aur Market ki movement complete ho rahi hai no doubt Jab aap market ki Jyada volatility Mein trading Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada nuksan hone ki bhi chances ho sakte hain Agar aapko market follow nahin karti to ismein Aapka account Kuchi minutes Mein San ho sakta hai lekin agar aap fundamental approaches ko properly apni trading per reply karte hain aur serial dated completely learning Hasil Karte Hain To Aisi situation Mein Apne nuksan Ko minimise karne ke sath Apne profit Kabhi bahut jyada maximize kar sakte hain.

                      Forex trading me jo members fundamental approaches ko ignore karte hain aur avoid Karte Hain To unke liye bahut jyada problems create ho sakte hain aur unko Forex trading main bahut prasann ho sakta hai isliye aapko Forex trading Mein Kabhi Bhi fundamental approaches ko avoid nahin karna chahie aur Hamesha fundamental approach isko carefully apni trading per reply karna chahie otherwise aapki bahut jyada problem ho sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

                        Walaikum salam dear member or aapne acha topic choose kiya hy discussion ky liye jis ka asar bohat parta hy market mein or sudden impact sy volatility increase hoti hy jab ke jo experts hain wo is moky ka fayda utha ky profitable trade karne mein kamyab hote hain or jo members new hain ya less experienced wo loss hasil karte hain.

                        Indeed fundamental analysis market mein 1% work karti hy or breaking news ki waja sy high impact parta hy or kafi traders ki profit trade convert hoti hy loss mein lakin new traders ko news time py trade nahi karni chahiye balky market condition ko stable hone dyna chahiye taky clearly entry point or exit point show ho sakain. Basically jo experts news sy trade karte hain usko sentimental analysis kehte hain jo sirf high experienced quality experts he karte hain jo market ki trends ky flow mein rehte hain or experts ky experiments ky mutabik news sy ki jany wali trade sy 90% traders fail hote hain kyo ky market mein tough analysis technical hy lakin 10% traders he success hasil karte hain jab ke technical analysis market mein 99% work karti hy.

                        Trader ko chahiye ky news time mein kabhi bhi trade na kare or market ki condition ko achi tarah sy observe kare or achi strategies ko use karke profit earn karne mein kamyab ho saky. Bohat juniors news py depend karte hain profit ky liye lakin volatility ki waja sy loss hasil karte hain or agar ye kaha jaye tou news shortcut hy tou galat nahi hoga isliye trader ko pehle forex ky bary mein achi quality knowledge or experience hasil karne ki zarurat hy jo forex sy related experts sy he hasil ho sakti hy. Logical agar baat check karain tou forex technical hy or trader ko technical mind hone ki sakht zarurat hy taky market mein long term stay or life time earning karne mein kamyab ho saky.
                        Last edited by ; 02-11-2020, 01:22 PM.
                        Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

                          Walekum assalam Forex trading mein bahut se a technical analysis follow ke jaate Hain agar of Forex trading main proper kam karte Hain to aap ko pata hoga ke Forex trading mein normally 90% technical analysis walon kiye jaate hain lekin sometime aap aisa bhi dekhte hain ki market technical analysis ko chhodkar fundamental analysis ko follow karna start kar deti hai aur jab market fundamental analysis course start kar diya to aapane trade technical analysis ke hisab se lagaye hoti hai aur market main aapko loss ho jata hai ISI vajah se bahut se log Forex trading mein Kam nahin karte kyunki vah proper technical analysis ko follow kar rahe hote hain lekin sometime aisa hota hai ki market technical analysis ko chhodkar fundamental analysis ko follow karna start kar deti hai jiski vajah se aapko market mein loss ho jata hai

                          basically fundamental analysis ka link aapke market mein technical analysis ke sath nahin hota pal ke iska link aapke market news ke sath hota hai aapane yah notice Kiya hoga ke jab bhi market mein news aati hai to market ki movement bahut jyada fast Ho jaati hai uski basic vajah ki yahi hoti hai ki market technical analysis ko chhodkar fundamental analysis ko follow kar rahi hoti hai to aap jaise hi market ko dekhte hain aapko samajh a jata hai ki aap market yahan Se apna trend change karne lagi hai technical analysis ko chhodkar market fundamental analysis ko start karne lagi hai aur aap apni trade ko agar technical analysis ke sath fundamental analysis main bhi dekhenge to aap easily market Se achcha profit utha sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

                            Forex trading main news bahut important hai aapko news ko follow karke chalna hoga aap Forex mein kamyabi chahte Hain to aapko regularly news se touch rehna padega kyunki Jo breaking news hoti hai jo ki international news per hoti hai vah aapko zarur follow karni chahie aur yah Forex per kamyab hone ke liye ek important factor hai aik fundamental factor ha Forex mein kamyab hone ke liye analysis aane chahie aap kabhi bhi kamyabi itne Hasil nahin kar sakte uske bad aapko news ko follow karte rahana chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

                              Forex mai hum log trading karna ka lia analysis ka use karta hain or ya analysis main two hain fundamental Analysis or technical analysis fundamental analysis bohot important hain ya market pr kafi zayda asar andaz hota hain or hum lo is sy accha fyda otha sakta hain ya news trading mai bohot ahm roll ada karta hain or jo breaking news hoti hai os ka ahna sy market mai kafi changing ati hai or os wakat hum log acchi trade ko open kar ka acchi kamai kar sakta hain forex mai jis na jitna kam karna hai kara laken ya bi maloom hona chaya fundamental attack ka samna technical analysis bi week ho jata hain is lia huma fundamental analysis ka bara mai sekhna chaya ya kisi bi country ka economical halat pr study karta hain or kahs tor pr news trading mai madad data hain news ko dahkna ka lia huma log software use karta hain jis ko investment.com kaha jata hai ya forex factory pr bi hum log news ko dahk sakta ha agr news ka sath one star hai tu news ka assar market pr kum hai agr two star hain news ka sath tu market pr assar middle hai or agr three stars hain tu ya news bohot strong hai or hum log is time ka bad trade karian tu fyda mai rahain gain warna loss bi ho sakta hai or bara loss ho ga jis ko recover krna mushkal ho ga or account bi wash ho sakta hai fundamental analysis kafi strong hota hain is lia huma in ko lazmi use karna chaya ta ka huma fyda hasil ho saka fundamental analysis ko karna ka lia knowledge or experience ko karna bohot lazmi hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X