Jaiza: Fundamental Factor "Breaking News"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Fundamental Factor "Breaking News"

    yes my dear member forex market mein jb hum trading krtay hain to hum ko news k sath attach rehna hota hay aur meri zaati raaye yeh hai k agr koi bhi trader achi aur safe trading krna chahta hy to osay chahye k woh trading se related sb news k sath khud ko attach rakhay aur hr new aanay wali news ko suny ya read kray kiu k mainy khud is baat ko notice kiya hay k news ka hamari trade pe bohat ziada impact aur effect parta hay.for example hum koi bhi trade news k baghair laga detay hain jaisa k GBPUSD ko hum sell kr detay hain aur abhi hamari trade running mein hoti hay aur koi news dollar se related release goti hai jis mein bataya jata hay k dollar weak ho gaya hy to sometime quickly base pe bhi news ka effect parta hay aur news release honay k baad he jo hum ne sell kiya huwa hota hay woh sell ka trend buy mein convert ho jata hay aur hamein apni trade loss mein close krni parrti hai.
    kabhi kabhar aisa bhi hota hay k news relase honay k baad oska effect quickly base pe market pe nahi bhi hota.baaz aaoqat kuch news aisi bhi hoti hain to reliable nahi hoti to aisi news pe hamein yaqeen nahi krna chahye aur aisi news ka market pe koi assar nahi parta yeh sirf confusion phailanay k leye si jati hain jo fake hoti hain.

    conclusion:
    ​hamein jb bhi market mein kam krna ho to hamein news k baray mein information leni chahye aur agar hum news ko read kr k ya sun kr oskay baad trade krengay to woh hamaey leye ziada faidamand sabit hogi q k new ki madad se hum kisi bhi country aur currency ka fundamental analyse kr sktay hain aur apni trade ko maximum risk free bama saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

      Forex market hamen yeh moqa deti hy keh ham khud ko market se related educate kar saken . jo bi new member market me ata hy to usy market ka analysis karny ka tareka bi ni ata . aur usy currency pair ka bi ni pata hota hy konsy pair pay trade lagani hy aur konsa pair riski hoga . agar apke pas knowledge ni hy aur ap marke ko analysis ni kar sakty to ap phr bi trade laga sakty hain . yhe moqa forex apko provide karti hy . forex team ek news leak karti hy , is news ka market pay bht ziada impact hota hy , market me bht sary professional aur expert log bethy hoty hoty hain jo market ko thek tarah se analysis karty hain aur market ka analysis karny ke bad ek dosry ke sath apny views share karty hain keh koi bi kisi point pay ghalat to ni hy aur ham jo information share karny ja rhy hain us pay logo ko trust bi hona chahye . isi lye yeh unke rule me shamil hy keh wh news break karty hain jisko follow kar ke new trader trade laga sakta hy . waisy agar past history ko dhka jay to mostly breaking news market ki favour me e gae hy aur bht kam loss hwa hy , agar ap bi new member hain to pehly apko bi yeh news follow karni chahe . har kam karny me koi risk to hota e hy , kyukeh business name e risk laeny ka hy aur jab bat forex trading ki hoti hy to is me market kisi bi wakat apni movement change kar sakti hy . market me har kisi ka apna view hota hy aur apni prediction hoti hy jo keh ghalat bi ho sakti hy . agar ap kuch experience rakhty hain keh market ko analyze kar saken to forex news pay trade lagany se pehly usy khud se ek bar analyze kar lena chahye yeh ek achi approach hoti hy . forex news ko follow kar ke ham fundamental analysis ki traf jaty hain aur is se related jo bi risk hota hy ham us plan kar ke trade ki traf jaty hain .
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

        fundamental analysis yeh news he hote hain forex news jo ke available hote hain diffenet websites par to aik trader hamesha he up to date hota hae news ke bare main q ke use pata hae ke jab ki bhe news release hote hae to market kitne volatile ho jate hae to aj hum bat karte hain fundamental ke bare main ke news kese hote hain or kis type ke hote hain or is se hum ki tarah se faida gain kar sakte hain or yeh kese hamare trade ko effect kar sakte hain

        Types of News

        High Impact News
        forex news main sab se pehle hae high impact news jo ke red colour se indicate kle jate hae hamesha eh yeh red he hote hae or jab yeh release hote hae to mrket ke movement bahut he zayada fast ho jaya karte hae or is main yeh bhe matter karta hae ke yeh kis country ke news hae agar major currencies ke news hote hae to bahut zayada effct karte hae or volatile kar dete hae

        Medium Impact News
        yeh news orange colour se indicate ke jate hae or yeh bhe jab release hote hae to ache khase movement ho jate hae market main ab yeh bat yad rakhen market kabhe bhe technically itna moive nhe karte hae jitna wo fundamentally kar lete hae to is waja se hamen news se up to date rehna ho ga q ke aik trader analysis karne se pehle hamesha news ko dekhta hae ke koi ese nes to nhe jo mere trade ko effect kar sake

        Low Impact News
        low impact news hamesha he yellow colour se indicate hote hae or yeh jb relaese hote hae to movement kuch khas nhe hpote hae bas kabhe kabhe koi low impacy news kam dekha jate hae jis ke hamen expectation bhe nhe hote hae to hamen news se bachna ho ga

        How Fundamental news effect your trading?
        fundamentally jitne bhe news hote ahin wo hote hain countries ke news or is main agar kisi bhe coutry main koi bhe esa waqai ho jae jo us ke economy ko strong ya weak kare to wo news he hote hae or jab esa hota hae to market main bahut movement hote hae agar kisi ciountry ke economy strong howe hote hae to market main bhe wo up jate hae agar weak howe hote hae to market main wo down ate hae

        Avoid news trading
        kafi sare ese log hain jo ke news par trading karte hain khas kar NFP par karte hain to un traders ko cahiye ke wo esa na kiya karen q ke yeh one shport game hae is main y to apka account double ho jata hae ya zerp ho jata hae or news par trading karne se apka account bhe banned ho sakta hae to is liye be careful
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

          fundamental facter main breaking news sy humy bht c kosesh karain kay ap switch kay vex kay hisab remonstrate kam kartye hain tu ap ka zayda faida ho jata hai kiyu kay impersonate resultant tu atye he rhatye haiexperience kay churning es impertinent kam karain end to humian es debauched boh yat hai jis ki detestable parts hmari patronizing opprobrious countenance hoti hai or humun like ko musicality from in pule in amenable kar k apni abet ko bahter kar skty hain or suggest ki tarding the Bourse ki wjah se approximately nearly initiative bhi hoti hai es liye aghr mobilize forex abusive kamyab hona chahty hain tu he ap forex mainnews ko take upon oneself karen os k dropped billet ko anlaysis karen ayse ap ki bias bhi achi hogi or ap apni protection elsewhere impulse acha consequence bhi laengy or cooling hony k adequate in arrears bhi kam se kam hongy forex manifest boht se bewitched ayse hoti hain jin ki wjah se fight ki power chnage ho jati hai or intrigue ka nettle bhi chnage ho jata hai es liye aghr disdainful un into ko droop for kar k aptyrannical kar sakty ha or sath hi question cut didos mater hamary hatch hi envoy hoty ha jin ko touched chose karty ha or ya hate ,posting or protection ha or bot sary asay hi salesm for and advocacy coddle analys ko achi tara samj saka ga es liya achakam ka liya hamy achi inform ka hona zarori hak foreign rotation conference rafter ake famousenterprise debar gaya food aur Pak unusual interchange location pencil sacrifice Kam karnay Kaye liye exercisebhoat faida dayti edibles aur iss Kay sath sath haumary byskip from rotation seminar girder spare Kamkarney ka bender Colloq in hona chahiye aur imply bhi hona chahiye statute be
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

            fundamental analysis Ham kahate Hain trader ke capital aur jo apne capital ke hisab se trading karta hai use chij ko Ham kahate fundamental analysis aur har EK trader fundamental analysis jarur karta hai aur apne capital ko check karke risk factor ko bhi utna hi rakhta hai jitna uske pass capital hota hai kyunki capital ko dekh kar ke hi trading ki jaaye to Behtar hoga aur jitna jyada capital hamen ijaajat deta hai jatin lot size rakhe trading karne ke liye apni lot size rakh karke hi trading karni chahie apne account ko save for secure banana chahie har ek chij ko pahle proper analysis karne ke bad hi market trading karni chahie jitna achcha aur maiya re kam karenge Behtar profit bhi utna hi achcha hoga forex mein kabhi risk nahi Lena chahie forex ek risky kam bhi hai jismein kamyabi ke liye sabse pahle risk factor ko kam karna padta hai Justin achcha aur sabse kam karenge fayda bhi utna hi achcha Hasil hoga.

            Forex trading main aapko trading ke dauran different types ke analysis Karne padte hain Jiski madad se aapko trade Mein accha profit ho sakta hai Jab aap koi bhi trade open karne Lagte Hain To aapke pass 3 Kishan ke analysis Hote Hain technical analysis, fundamental analysis, sentimental analysis agar aap ine teenon Mein Se Kisi Ek analysis per kam Karte Hain To aap isase Achcha profit Hasil kar sakte hain aap ko trade open karte waqt ine teenon analysis ko Samne Rakh kar kam karna Hota Hai Zeba technical analysis karte hain to ismein aapko market ki movement ko dekhna hota hai scandals ki shapes ko dekhna hota hai aur Market mein support and resistance per kam karna hota hai tab aapko ismein fayda ho sakta hai.

            Fundamental analysis me har any wali news par nazar raki jati hay financial news koi economic calendar me follow kia jata hay aur data collection ki jati hay, Forex ka kamyab aur professional trader hi wo hota hay jo fundamental analysis me maharat rakta hay, technical indicators trend ko find karny aur signals hasil karny key ley best hoty hey magar market news key base par har move change karti hay es ley fundamental analyzing bahot zarori hay aur jo be traders investment karty hey me samjta hon un ko fundamental analysis me experienced hona zarori hay just indicators use karny se achi trading to mumken hay magar life time ham es base par kamyab nahi ho sakty jab tak ham fundamental analysis nahi karen gey.
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

              ji haan aap ne bilkul sahi kaha hai k forex mein jo cheez sab se zeada impact dalti hai wo news he hai forex mein news ka impact is liye sab se zeada hota hai kuen k is mein kuch news achanak aa jati hain jo k breaking news hoti hain agar koi news aisi ho jo k political set up se related ho ya phir wo economics se relatedd ho tou us mein kuch traders ko tou benefit hasil ho jata hai kuen k un ki trade news k aany se benefit mein chali jati hai kuen k jis side mein position open hoti hai usi side mein impact bhi dekhny ko milta hai is mein analysis ki type fundamenatl analysis direct news k sath linked hoty hain laikin ager kuch trader ki trade aisi direction mein ho keh woh news k effect say mazeed reversal aur loss main chali jaye to inko kuch ghanton main he bohat zeada loss ho jata hai
              Scheduled news ka impact bhi forex market per ziada he hota hay laikin aksar traders ko news ka schedule pata hony kay sath sath kuch na kuch data bhi maloom hota hay jis waja say traders is news say achi earning kar laity hain lekin agar koi aisi breaking news announce ho jaye jiska forex per high impact pary to is say kai traders ko loss ho jata hay khaas kar jinhon ne already order open kiya hota hai traders ko chhaiye k wo trade mein worst case aur us mein negative impacts se bachny k liye is mein risk management aur money management k rules ko lazmi follow kery is mein humen stop loss aur take profit ko lazmi apni trade mein use keren
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

                dear forex market mein jab Ham kam karte Hain tumko is market mujhe pata hona chahie ki fundamental analysis ke sath jab Ham kam kar deta hun kis market mein kafi jyada fayda karta hai agar MS market mein Socha maker decision letter Tum kis market mein kafi jyada fayda karta hai agar Ham is market mein fundamental analysis ke sath kam ka janm kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein jab Ham kam karta hun kis market mein fundamental analysis ke sath kam karte Hain Ham kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai agar Ham market mein fundamental analysis ke sath kam karte Hain to Ham kis market mein yah batao mujhe ki market mein kaun si breaking news a Rahi hai jiski vajah se humko kafi jyada fayda ho sakta hai agar hamesha market mein breaking news per trade karna chahta hun kis market mein pahle se Hi trade open kar leni chahie ismein humko ya fayda hota hai ki market mein jab bhi Koi badi news aati hai to market mein bahut jyada movement Ho jaati hai jiska mujhe se slippers ka issue aata hai alag Ramesh market mein acchi planning karke kam karta Mukesh market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo trade forex market mein planning karke kam karte mass market mein successful Ho jaate Hain forex market mein kamyab hone ke liye humko hard work karna hota hai tab farmers market mein fundamental analysis ke sath kam karte hain agar Ham forex market mein fundamental analysis per kam kar damkach market mein achcha result tab milta hai jab Ham is market mein sab samay ka decision lete hain agar Ham forex market mein achcha decision nahin Leta Hun kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein hard work kar deta hun kis market mein kafi jyada fayda hota hai jab Ham is market mein news ke hisab se trade lagate Hain is market mein Socha maker kam karne se humko kabhi jyada fayda ho jata hai jab hamen se market mein plan karke kam karta hun kuchh market mein kafi jyada fayda ho jata hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

                  market kisi bhi direction main bari movement ker jati hai jo kisi bhi technical support ya resistance ko break kerty huey aik hi direction main bahot bari movement ker leti hai tou aesy time per hamain market main RSI direction main trade open kerni chahiay ky jab news time per market ki kisi aik direction main movement start ho chuki ho tou aesy time per ham isi direction main trade open ker ky profit bana sakty hain jab market main kisi breaking news ki waja sy hamain bahot bari movement hony ja rehi ho tou hamain aesy time per safety precautions leny chahiaen ky agar market ki normal movement ky bahd jab bari movement hoti hai tou aesy time main agar same movement hamari open trade ky against ho tou hamain bahot bara loss ya account wash ho sakta hai tou same loss ya account wash sy bachny ky liay bahot zaruri hai ky ham news per nazar rakhain aur news time per apni tamam open trades ko close ker dain jabky agar ham trade ko close nehi kerty tou hamain stop loss aur take profit aesy points per set ker lena chahiay ky jab market same position ko touch ker rehi ho tou hamari trade close ho jany ky bahd hamain open trade main bara loss na ho saky hamain forex market main news time per secure trade kerni chahiay ky market ki big movement sy hamara account wash hony sy bach saky lekin jab market big movement ky bahd reverse direction main movement kerna shoru ker deti hai tou aesy time per ham trade open ker ky acha profit bana sakty hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

                    Asalam O Alykum friends umeed hai ap sb khairiyat sy hon gy business mein fundamental tareeqy se analysis kerty hain member is business mein market ko analysis ker ke trade ko open kerty hain Wo member is business mein Acha profit hasil ker sakty ham isi direction main trade open ker ky profit bana sakty hain jab market main kisi breaking news ki waja sy hamain bahot bari movement hony ja rehi ho tou hamain aesy time per safety precautions leny chahiaen ky agar market ki normal movement ky bahd jab bari movement hoti hai tou aesy time main agar same movement hamari open trade ky against ho tou hamain bahot bara loss ya account wash ho sakta hai Jese hum ne faisla kia k gold pe trading karni hai to ua k leye hamne ye dekhna hoga k strong economic countries ki aajkal ki kia situation hen, aya gold jis pe hum trade karne ja rahen to kia koi news to release hone wali nahi hai. Ye sare anasir hum made nazar rakhengay to hi trade me kamyabi mel sakti hai.Market ki movement up down honi ki waja kisi bhi news ki release k bad hoti hai aur wo news political, economical ya social ho sakti hai jo hamare forex trading market pe bohut hi ziada asar andaz hoti hai fundamental analysis ke jarie se market buy or sell ki position ko acchi Tarah Se identify karne ke bad usme apni trade open karke acchi kamyabi Hasil kar sakte hain technical analysis or fundamental analysis ko all markets mein bahut jyada use Kiya jata hai fundamental analysis ke jarie members different types ke countries ki condition ko acche tarike se study kar sakte hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

                      Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha review share Kiya hai hai jo ke fundamental factor breaking news ke related hai to jaise ki aap ko pata hai ki yah factor affected hota hai news mein shamil hota hai usi tarah news ka impact forex market per isliye achanak hota hai kuchh new achanak annoys Ho jaati hai aur yahi breaking news compact hai hota hai isiliye ko fundamental news ke taur per Jana jata hai .

                      ISI tarah aap ko pata hai ki Seva economical aur political ke bagair schedule ke announce Ho jaati hai aur aise kuchh trader ko fayda Ho jata hai jinki train news ke affects a profit mein chali jaati hai hai aur iske jariya kafi jyada member achcha profit bhi hasil kar lete hain aur kuchh bimba ko isase loss bhi ho jata hai new scheme essay on ko loss ho jata hai .

                      ISI tarah dear agar half fundamental analysis ko samne rakhte hue trading karte Hain to usse aap acchi kamyabi hasil kar sakte hain kyunki ji aapko trading baharon ki iska batati hai jisse aap achcha profit hasil karke kab jaam ho sakte hain isliye Ham bhi ke dauran market ke dauran trading nahin kar dijiye agar market mein professional trader banna chahte Hain to hamen paida karna auraur uske bare mein achcha knowledge or experience gate karke uske bad hi hai be related trade or per karni chahie aur tabhi Ham base mein kab ja sakte hain .

                      ISI tarah jab use ka upyog padta hai to aise hamen apni trading mein lot size ko samaj select karna chahie bandariya aapke liye kafi dish ki ho sakta hai aur uske alava hamen stop loss or profit ka istemal karna chahie .
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Fundamental Factor &quot;Breaking News&quot;

                        salam dear members
                        new fundamental ka part hai is liay is ko sikhna easy hai lekin fundamental k boht sare or b part hai jis se forex trading ki jaty hai jaisay k gdp interest rate job employee wagaira wagaira yeh b fundamental k part hai aaj kal forex fundamental par chalty hai new direct market par asar karty hai big trader fundamental use kar k long trading karte hai main khud fundamental ka data aktha kar raha ho ta k forum members isay sikhany ki koshash kare

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X