Always loss? Take a break

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    g han bilkul dear ap ny theek hi kaha hai k jab bar bar loss ho raha ho to hamara ruk jana hi behtar rahy gha or is main loss hony ki asal waja k bary main malom karna chahiy na k ham kam ko bilkul hi stop kar dena chahiy and is k bary main hamyn or ziyada sy ziyada learning karni chahy tan k jab ham dobara work start karyn to loss sy bach sakyn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      hme hmesha loss nai kerwana chahye balke hmey phle leraning kerni chahye bai yha har koi yhi chate he ke wo bas profit hasil ker le per bai esa possible to tab ho ga jab hmey pori trah trading samj me ajy ge
      • #543 Collapse

        ager kese trader ka lagatar loss hora he to us ko chaye k wo thora rest ker le kuch time bad dobara trad karen q k lagatar loss hone ki waja se trader wese hi tens ho jata he or bar bar loss ker ta rehta he
        • #544 Collapse

          I believe you might be proper, In case a broker always confront a new decline in every deal he must create a smaller break pertaining to seeking the is lacking in in addition to fix all of them. Subsequently which has a fresh new mind the guy can start off again. Many thanks.
          • #545 Collapse

            yes mai ap ky bath sy agree karthi ho if you are loss again and agin in trading so shoud take break in this time you start learning and practice .watch the condition of market when see any best condition then invest your money .before trade you should be make propar planning .
            • #546 Collapse

              Yes yeh sach ha k kuch loag bar bar loss hony k bad forex ko choor katy hn aur pher is kam ki raraf nahi aty mery khyal mn un loogoon ko forex ko chorna nahi chahye balky un loogoon ko chahye k wo forex ko achi tarah study kr lein aur doobara start krain.
              • #547 Collapse

                g han dear har bar loss ho to ap trading stop kar lo kiyon k ap k pass acha experience nahi hota is lye acha hard ork kareen or acha experience hasil kar k phir trading mein work kareen
                • #548 Collapse

                  mein ap ki baat sy agree hoon lekin yeh sab us wqt hota tha jb yeh forum nai aya th aaur logoon ko apni real money invest krna hoti thi lekin ab yeh forum aya hy to ap sirf hard work kr k yahan sy bonus ly kr kaaam kr skty hein aur ess ka faida yeh bi to hy k ap ko sir hard work krna hy kaam ki talash mein khein jana nai hy ess liy forum best hy.
                  • #549 Collapse

                    main ya samjta ho k forex mein har bar bar kase ko loss hota hai tu us ko chaya k wo forex mein kuch arsa k liya trading ko stop kar de aur per se forex mein learning aur practice ko start kar de kyun k forex mein jab bhi loss hota hai tu wo humari he koi na koi mistake hoti hai jis se hum ko loss hota hai.
                     
                    • #550 Collapse

                      Loss tu hota hay es may wasay bi sub kahtay hain forex may 90% logon ko loss or 10% ko faiada hota hay kyun kay jab experience or learning hi nahi hogi tu loss tu hoga. esliyah break bi zarori hay lakin phr say learning kay liyah.
                      • #551 Collapse

                        han ye bat correct hay kay jinka loss bar bar horaha ho wo break karain aur trading ko again seekhen forex business duniya ka best business hay agar apki skills perfect hain mehnat chaiye hardship se work karna zaruri hay ap interst se learning karo ap ko kuch best skills ki need hay har haal mei then success hay
                        • #552 Collapse

                          if we lossed the forex busienss in the forex busienss then we can make the loss and the profit in the forex busienss.. if we really want to make the great busienss then we should be make the good paln and the practice in the forex busiensss
                          • #553 Collapse

                            mera manna ye hai k loss k baad insan rest na lay wo issi liy k insan ko haar kar hi jeet hasil hoti hai wo jab haray ga nai jab tak jeet ki taraf nahe barhsakta lihaza jeet k liye phli seerhi haar hai ..........
                            • #554 Collapse

                              Brother agar regular loss ho raha ha tou apko stop loss ka option avail karna chia taa kay ap loss sa bach sakan or profit ke taraf barh sakan. loss honay kee wajah proper learning ka na hona ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                kisi bhi trader ko bar bar loss in waja se hota he ke wo saber nahi karte or har trade ko bar bar loss me close kar deta he,
                                jis ki waja se is ko bar bar loss ka samna karna parta, us ko chahey is se bachne or kuch din wait kar ke behter trade set karen............... think always better for tomorrow ....................

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X