Always loss? Take a break

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    ya thats right aksar loog himat haar daity hai is market mai kamyabi ka sb sy bara raaz patience hai.agar trader patience sy kaam lai to wo is mai kamayb hasil kar sakta hai so try to work hard with patience.tab ja k ap aik kamayb trader ban sakty hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      agar regular loss ho raha ha tou apko stop loss ka switch avail karna chia taa kay ap loss sa bach sakan or maybe profit ke taraf barh sakan. loss honay kee wajah proper learning ka na hona ha ya demos ka na karana ho sakta ha.
      • #558 Collapse

        Assalam o alaikum.. Jo bilkul aapne theek kaha loss k baad quit nahi kerna chahye balke apni mistakes se learn ker k or further knowledge gain ker k or kuch beak dene k baad dobara proper tareeke se trade start kerni chahye..
        • #559 Collapse

          Haan bhai jaan bilkul hume chayye ke agar hume hamesha hi loss hota hai to hume forex ko kuch dino ke liye chor dena chayye aur hume achi practice karni chayye.......
           
          • #560 Collapse

            Bhi zda lag is liy quit kar rahy han ku ky un kay pas forex ka knowledge nahi hota aur na hi experience hota ha is liy un ko loss hota ha trading may is liy phely experience hasil.karan phir market may ain
             
            • #561 Collapse

              agr apna fxma kam karna hai to is ma loss or profit to sath hai lakin agr is ma ksi ko loss hota hai to is ko kuch dair k lia is kam ko chor daina chaheya us k bad is ko dobara start karna chaheya is k bary ma sari info hseel karny k bad
              • #562 Collapse

                assalam o alaikum.mere kheyal me ap sssssahe hai ke agar bar bar loss ho rha ho to kuch waqt ke leabreak le lena chaheye ku ke agar ziada brain stress ho ga to aur loss ho ga aur ziada se ziada demo account per practice krne chaheye take ke ap ke skills imprve hote jaen
                • #563 Collapse

                  forex mai loss hone ka matlab ya nahi ke forex par kam karna chor de bulke ap forex par o ziyda wardwork kare or apni galtio ko theak kare take ap forex par sucess ho sake forex aik risky business ha jis par hardwork karne se ap success ho sakte ha
                  • #564 Collapse

                    dost aisa ni hota jis bandy ko 2,3 dafa loss hota hai aus kay bad wo achaa kaam kar leta hai aor ais se kafi faida authata hai aor apna sara loss cover kar leta hai..
                    • #565 Collapse

                      Dears,
                      ........ AKSAR LOG SUNI SUNAI BAT KARTE HEN, ME APNE EXPERIENCE KI BAT KARTA HUN, LOSS HO JATA BILKU SACH HE YE BAT LEKAN WO HMARI HI GALTION KI WAJA SE HOTA HE, BAHAR HAL LOSS HONE K BAD KAM BAND NAHI KARNA CHAHIE BALKE APNI GALTI SE KUCH SEEKH KAR OBARA GALTI SE BACHNE KI KOSHISH KARNI CHAHIE, OR KAM JARI RAKHNA CHAHIE,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,
                      • #566 Collapse

                        bhai jaan business mein ups and downs ate hain likhna is ka yea matlab nahi kay insan himat har kar bath jhay or bus sochtha rah jhay bilkay is ka koi hal nekaly takhy is problem ko khan say or kasy hal kiya jaye per in sb ke liye himat ka hona bohat zaroori hai.
                        • #567 Collapse

                          one shoulod not step back if he is lossing continuosly in trading because loosing is a part of forex or insan apni ghaltion se hi boht kuch seekhta hai is lie usko apne app par yaqeen rakhna chahie
                          • #568 Collapse

                            G han dear yeh baat bilkul thek hai agar ap kisi b kam mai sucessful hona chahty hain to ap ko kabhi b umeed nahi chorni chahye. Humain chahye k hum agar galti karen to dbra koshish karen or phir koshish karen to at last hum successful ho jae gy bajae is k hum koshish hi na kare or trading ko quit kar den
                            • #569 Collapse

                              bilkul theek baat hai loss ho to aap kuch waqt is em ruk jao kiun ke lagataar loss se aap ko kuch milna nahi hai ulta aap ka nuqsan he hona hai break lo is ko seekho or achey se then again is me join ho jao .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                hellow my dear friend. G han my dear friend belkool theek farmaya apnay dear. agar continouslyy loss he loss hoo rha ho. tn isko chornay sai bhtar hai humm kuch time break dai dai. trading naa kery. sirf posting kery. or learning ka process or demo account pai practise kertay rahen. then loss kai chances kam hojayngy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X