Always loss? Take a break

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    mere khial se tou agr aap ko loss horaha hai tou aap ko chaiye hain aap isse apne seniors se smjhe demo kren aur proper training k baad dubara trading kren phir aap is me aik achi income earn krskte hain kion k koi bhi kaam beger smjhe beger seekhe kren tou insan ko thokr zaror lgti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      g haan agr logon ko loss ho rha ha to wo usy permanent na choren kuch time k liye usy close kr dyn or phir kuch time k baad dobara join kr lyn
      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
      Forex main bar bar loss hone k baad zyada ter log iss kaam ko quit kerna pasand kerte hain lekin mere khayal main un ko kam band kerne k bajaye kuch arsa iss se break le lena chahiye phir dobara naye sire se iss k basics ko learn ker k working start ker sakte hain.
      • #483 Collapse

        forex business ma hum without learning or experience k kuch get nhe kar sakhty hn. or agr humain continuous forex ma loss ho raha ha to hamain cheye k thoray time k lye hum forex trading na karian or is ki practice demo account par krain. us sa hum losses sa bach sakthy hn. or jis waja sa haamin loss ho raha ha hum uski bhe practice demo account par kar lain gay.
        • #484 Collapse

          wasay asa to hy kun kay ye aik risky business hay,or log is business main apna ziada loss bardasht nahi ker saktay hen is liay main bhi ap ki tarha ye hi kahun ga kay quit nahi karna chahaiay.
          • #485 Collapse

            bhai jan business me up an down athay hay likhna is k ye mutlab nhi k insan himat har kar bath jahay or bus sochta rah jaye alkay is ka koi hal nekaly takhy is problem ko khan say or kasy hal kiya jaye per in sab k liye himat ka hona bhot zaruri hai
            • #486 Collapse

              Yar agar to ap new hain and ap ko first time he loss ho gaya hy to yeh normal hy lakin agar ap ko bar bar he is main loss ho raha hy than it means k ap ko mazeed knowledge and practice ke zarurat hy is liye demo main practice karain than real trade karain....
              • #487 Collapse

                dear meri nazar ma agar ap ko bar bar loss ho raha hai tu ap ko chaheya k trading ma break ly lo or apna loss ki reason find karo jab reason pata chal jye tu us mistake ko theak karo.
                • #488 Collapse

                  yes i think you are right ,if a trader always face a loss in very trade he must take a small brek for findingthe lacks an solve them..ager ap bar bar loss ker reh hein to ruk jana chaiye.then with a fresh mind he can strt again ,,Thank you.....
                  • #489 Collapse

                    salam all g bilkul jab ap dekh rahe hain k ap loss men ja rahe hen regularly then u can take break is se apko zara rest mil jayega aur thoda market bhi apki taraf ja rahi hogi.
                    • #490 Collapse

                      agar forex mein kase ko bar bar loss hota hai tu main us ko ya he suggest kru ga k wo forex ko kuch arasa k liya stop kar k per se learning aur practice ko start kar de kyun k jab se main forex mein trading kar rha ho tu main aik baat per believe karta ho k forex mein agar hum apni mistakes ko theak kar leta hain tu hum iss business mein per se earning karna start kr skta hain.
                         
                      • #491 Collapse

                        dear brother...! forex bht hi zabardast business hyy sab kay liay.jii haan aapne theek kaha..agar aapko loss ho raha hoo to apko chiay kay kuch time rest kar kay kaam ko conitinue karlen...
                        • #492 Collapse

                          forex mai kam karty karty hume agr continuously agr loss gain kar rhy hayn, tab hume cahye kah hum is ko kuch time keh liy break kar den , or hum is mai thra rest keh bad kam karen ,,
                           
                          • #493 Collapse

                            yes dear you're right aksar log forex main loss ke bad work closs kar detay hain .... kyun ke ye samjtay hai ke ye kaam boht muskil hai hum ye kaam nahi kar saktay ... lekin ye bilkul bhi muskil nahi hai bus ise samjne ke liye thora mind chaiye ... humain demo account or news chainals or forex-pak forum se achi kashi madad mil jati hai jis se hum trading seekh saktay hain.....
                            м.αqєєℓ ѕнαнzα∂
                            • #494 Collapse

                              mere khayal main aik trader ka bar bar loss karna us ki apni kamzori hoti hai q ke us ne forex ko achi tarha learn nahin kiya hota ager forex ko achi tarha learn kiya jay to is main success pana mushkil nahin hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                Bhai jab hume is kaam me bar bar loss ho raha ho to hume is kaam me kuych waqfa le lena behtar hai aur forex ko seekhna chayye us ke baad dobara is kaam ko start karna chayye......
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X