Always loss? Take a break

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    ok sir Apko aik advise hai kay aap aik din me aik hi target rakhen beshak ye profit ho ya loss ho aap dobara trading na Karen next day tak[[[[[[[[[[[[[[[[
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      han bilkul sahi bat ha k agar appp ne isko chooor dya to iska matlab yeh ha k app ne har man li and jo haar man leta ha eo kabi kamyab nae hota.... take a break and come back with great zeal................
      • #438 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
        Forex main bar bar loss hone k baad zyada ter log iss kaam ko quit kerna pasand kerte hain lekin mere khayal main un ko kam band kerne k bajaye kuch arsa iss se break le lena chahiye phir dobara naye sire se iss k basics ko learn ker k working start ker sakte hain.
        sai bilkul forex trading ek achi zria hai to earn money when ever you are facing lose again and again then have break and plan you new strategy to do successful trade.... be skill ful whenever you are going to trade
        • #439 Collapse

          g dear ap theak keh rahe ho mere khyal mein aghar ap ko bar bar loss ho raha hain to ap is kam se thora sa break le ly phir jab ap is k mataliq ziyada knowlodge or experiance akatha kar lo to phir dubara se join kar lo
          • #440 Collapse

            assalmu alaikum dekhein bhai mere khayal mein toh yeh behatar hain ka pehle insan achi tarha forex ko learn karlein us k bad hi tarding karein....loss kanein bad break lene se orr phir wapis lerning karne se acha yah hi hain ka phlein hi achi traha learning ki jaein
            • #441 Collapse

              han jee meray bhai ap ki baat bilkul theek hai agar loss hota rehta hai to hamain kam chornay ka sochna nahi chaiye bal k hamain apni galtion say seekhna chaiye or us break main apni mistakes ko anaylize karna chaiye ta k bad main aa kar acha kam kar sakain
              • #442 Collapse

                Ji bar bar loss hone pe give up nahi karna chahiye balke apni learning aur knowledge aur strong karni chahiye phr again trading start karni chahiye....ho sakta hai bar bar loss ki waja yehi ho k hamari learning knowledge aur experience weak ho gaye hn.....
                • #443 Collapse

                  agar app ko har bar loss hota jaraha hai ......tu kuch din kai lia break laina zarori hai us break mai app sochain kai app sai kia ghalti hui hai jo tu app ko continously loss horha hai phr appni strategy formulate karain apany app ko reorganize karain aur phr wapis aain like a BANGGGGGGG
                  • #444 Collapse

                    bhai aghar app musal sal trading lose may kar rakhay hai tu bhai app ko full take raksat lena chaheyaa is ka app ko bukhat faida hoga
                    • #445 Collapse

                      Try Try again to till you success. ager ap is kam sa quite kar de ga to US ko koi faida nahi ho ga.. balky bar bar koshish karne sa insaan kamyab hota ha. so kabi be quit ya disheart nahi hona chiyee
                      • #446 Collapse

                        dear aisa ni hota jis bandy ko 2,3 dafa loss hota hai aus kay bad wo achaa kaam kar leta hai aor ais se kafi faida authata hai aor apna sara loss cover kar leta hai un k pass proper learning nahin hay un ko chaya k pala is business ko achi tera sa samaj k real account ma enter hun,is sa pala woh demo account ma pratice kar sakta hain.
                        • #447 Collapse

                          han g 1 bt dimagh mein rakhni chahiyeh jb b loss ho tu try kry k es kam ko chorey na paka esy achi trha seekhy es kam ko or fr start kry real trading dobara or teek sy demo account pe kam kry tb e ja k kamyab ho skhty warna bht mushkil
                          • #448 Collapse

                            jb aap ko lage k aap ko yaha pay sirf loss he hona hai to aap ko dil me ye sochna chahye k yaha pay jo kamyab hoty hain wo bhala kesay kamyab hoty hon gay so hame b yaha pay mehnat say dobara enter hina chahye.
                            • #449 Collapse

                              Agr forex main kisi ko bar bar loss ka samna karna parta hai to forex trading main ap ko loss sa bachny ky lye fresh minde ki zroorat hoti hai is lye forex trading ko thory wakfy ky sath join kar lya karen ta ky minde fresh rahy or trading main loss na ho .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                Forex Trading me agar apko baar baar lose hojaye to apko chahiye k ap pehlay forex trading k baray me achi jaan kaari hasil kro or pehlay kaam ko achay tareeqay say samjho or jab samajh jao k ap ab knowledge hasil krchukay ho to phir ap live trading me participate krna hope you never lose after this

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X