No hurry, no worry
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    jee han meray bhai ap ki baat bilkul theek hai k ye aik aisa kam hai jis main sabar say kaam lena parta hai or wait kar k trading karni parti hai so jo is kam main sabar say kaam lega wo kamyab hoga sabar ka phal meetha hota hai
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      g jna..........ap ki baat bohat he achi hay jnab,,,,,,,,,insaan agar ahesta bhi kaaam kar kay to us ka faida zyda ho ga jnab,baki app ki mazi jnab,,,,,,,,mujhy nahi pata jnab,,,,,,,,,
       
      • #663 Collapse

        yes bilkul sir app log sahi kehre ho me app ki baat se agree karta hoo q k masla yeh hai k jitna jald bazi karooge utna hi Allah na kare nuksan hoga yeh aesi raah hai jis me qadam qadam pr pair rakhne parte hai humme kafi sambhal sambhal kar kaam karna chai hai
        • #664 Collapse

          bhai jan mai ap ki bat se agree karta hu kyu kay forex trading business me agar hum jaldbazi se trading karain ge to humain loss ko ho ga aur forex trading business me jaldbazi aur laalch ki koi jaga nahin hay aur hum jaldbazi se door reh kar asani se aur forex trading business me jaldbazi aur laalch ki koi jaga nahin hay aur hum jaldbazi se door reh kar asani se profit earn kar sakte
          • #665 Collapse

            han g bilkul , hum si mai agr no hurry karty hayn tab hum ko is mai worry klren ki bhi zraoort nhi hoty ahy ku ka yahi hum sb ky liy best kam hay
             
            • #666 Collapse

              haan g app nay bilkull theeek bola hai ager hum is mai hurry mai he rahain gay tou hamain is mai kafi loss bhi mil sakta hai warna yeh aik acha kaaam hai jiss mai bht profit hai bas seeekhna practice karna must hai
              • #667 Collapse

                gee trade kartey hoye jaldbazi nahi karni chahiye nahi pareshan hona chahiye kyunkey dono halat mein trade sahi nahi hoti aor loss hojata hai isliye pahley markeet ko dekhna chahiye samajhna chahiye phir trade karni chahiye phir app ko loss nahi hogha
                • #668 Collapse

                  its good question but me ye kahun g k ager apko trading kartey waqt ap kahbhi confiuos ho jaye to reelaxe ho kar us question ka answer solve karey .
                   
                  • #669 Collapse

                    ji haan ager ham ye soch bana le k hame ziada risk nahi lena aur time pe achi trade lagani hai to kabi pareshani na ho aur aram se earning karte rahe forex pe.
                    • #670 Collapse

                      dear yes app ne bilkul thek bat kahi ha forex k buisness men hamen kabi b jald bazi nai karni chahiye balkay hamesha sabar k sath kam karna chahiye aur is tara sy ham zyada sy zyada loss sy bach sken gy
                      • #671 Collapse

                        yeh baat ki aap nay sub say zaberdast or aalaa baat ki k or hona b asa he chiya jitni jaldi karo gy utna he loss ho ga and loss ko cover kerna sub say mushkil kaam hai and is chakar may acount 0 ho jata hai
                        • #672 Collapse

                          forex trading bilkul relax hokar karni chayie ....jald bazi mei humhe loss hosakta hai .. bina pareshan howay trading karni chayie .. ap jab trading karen tu bhol jai ap earning kar rahe hain apko zarur profit hoga apni knowledge ka istemal karen
                          • #673 Collapse

                            gee bhai aap ki baat sahi hai hamay kisi kaam mai jaldi nahi karnin chiye kue kai jaldi ka kaam shetan ka hota hai agr hamm jaldi sai kaam nahi kartay tu hamay worry honay ki zaroorat nahi hoti hai..........
                            • #674 Collapse

                              nae nae bhai hurry too hoo sakty han lakin woory too hum bht hoty han kyoo k humra pasy koo sawal hota ha lakin agr hum woory na hoo bht profit hasil kar sakty han kyo k woory ma hum bura sochty han oor phr hota b bura ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                mein apni life se eik sabq seekha ha k kisi b kam mein hamin jaldi nahin krni chahiye koi b kam ho is ko soch samj k krna chahiye kisi b kam min jaldi krny se hamin is mein nuksan hi ho ga is mein jakdi kr k ham faida nahin ly skty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X