No hurry, no worry
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    Jald bazi ka kam shetan ka hota he aur forex trading wese bhi high risky business he is me to bahi hi ziyada aehtiyat ki zaroorat he is liye khud ko jald bazi aur jazbatiyat se bachaen aur lalach se parhez karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      han g bilkul theek akah hay ap en,,is mainhumj akm karty hayn atb hjume cahey hota ahy aklh hum si mai hurrtyy na kary , ku keh agr hmis mai aise karty hayn atb humsb ko bhoot loss ho jta hay ,
         
      • #513 Collapse

        that is good that if you hurry then you worry and if you worry you understand i am to hurry be patience in trading if you hurry in trading you got ronge desione and that is harmful for you my friend i think you don't hurry in trading
        • #514 Collapse

          G han bahey trading main agar ap hurry ya jald bazi nhe karain gay to to ap ko kbhi b trading main kisi kisam key parshney ka samna nhe karna paray ga. is leya ap jab b trade lagain to aram say or soch samjh kar lagain or jab b is ko close karain tab b dakh kar or aram say soch samjh kar close karain . takay koe or galtey say trade close na kar lain
          • #515 Collapse

            Jaldbazi se kaam to lena chaiye lekin aksar aisa hota hai kay humain loss ka dar hota kay hum apne ziada tar paise lost na kardein to phr jaldi thori si karni parti hai. us surat main yehi behtar hota hai k small loss bardashtt kar lia jai instead of getting big loss. I think mostly log tab hi jaldbazi se kaam lete hain jab unka account chota ho yani paise kam ho account main.
            • #516 Collapse

              trading me jaldi nahe krne chaye es me aram se aor relax ho kar aor sab se bari baat ke sabar se kam krna prta he tab ja kr kamyabe hote he best hota ky agr ap jald bazi nahe kry ge to es me ap ko bahoot koch mile skata he agr hurry up ke bena par kam kro gy to fr ap ko parishane mil skte he
              • #517 Collapse

                forex company ka ye aik esa work he k jis ko ham jitan aram se aor sabar aor teham se kry ge otan he ye acha ho ga or best ho ga try krne must hote he ky es ko jaldi se na kye jy warna nuksan must he es leye nuksan se bachne ke leye lazmi he ky ham ko aram se kam krna chahye
                • #518 Collapse

                  ji janab pesa cheez hi eisi hey ke har kisi ka man lalchaane lagta hey lekin mera aap sab ko ye mashwara hey key jab aap forex ki trading kar rahe hon to us waqt bilkul bhi jald baazi na karein is se apko nuqsan hi hoga
                   
                  • #519 Collapse

                    sai bt hai dear humy is m jal bazinai kerni chahiye q k is se humy hi lose ho ga aur hum is se kuch gain b nai ker saky gye is liye humy try kerni chahiye k koi asa kam na kry jald bazy m jo humy le dobo is liye humy dear is m zayada se zayada mahnat kerni chahiye q k is se humy hi profit ho ga aur hum win ker jay gye is liye dear meri un sab se request hai k ap hurry nai kry aur na hi worry ho q k jab ap in dono chezo ko chor de gye to ap win ker jay gye
                    • #520 Collapse

                      yes sir jesy k forex ek risky business hain jis mai ek mistake se aap ko loss ki chakal dekhni parh sakti hain is liye forex mai jaldz bazi se kam na karay jab b work karay planing k sath karay no hurry hongy tu no worry rahy gaye loss se
                       
                      • #521 Collapse

                        ji haan forex trading main ap ko zyada jaldi nahi krni chai hai agar ap ko forex trading main zyada jaldbazi krni hai to phir ap ko forex trading main kamyabi mushkil se he milay gi or ap kamyab nahi ho saktay
                        • #522 Collapse

                          Agr ap forex main trading krty waqt apny emotions per control krain toh ap ko loss kamho ga,kiun k hum emotions per cotrol nhe kry or trade open kr dayty hain jis say loss hota ha.
                          Forex strategies for beginner click here .... :)
                          • #523 Collapse

                            forex trading me app ko jald baazi karne ki koi zarorat nhe he or preshan hona app ko naumeed nahe hona chhaye app open mind se trade karey or profit loss trade ka hissa ke loss ho to sabar karey or profit ho to app dono se kuch sekehey
                            • #524 Collapse

                              jee han janab , apki poori ki poori baat mukammal tor per drus thai kay forex trading business main trading karty huy banday ko kabhi bhi hurry say kaam nahi lena chahiye or sabar kay saath hi forex trading business main trading karni chahiye .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                such kaha hai kisi nai jaldi ka kaam shaitan ka hota hai agar hum kamiyab hona chahtay hain tu humai decisions soch samjh kar laina hngay ......jald bazi sai bachna hoga aur apnay faisalon par qaim raihna hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X