Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Yes brothe i agree with you agr ap bht hard work kart he or ap ko forex ka knowledge la kar us per ap implement kart ho to ap bht mehnat kart ho aur ap ko sab quch theek se samj a raha hota hy to ap ko yahan se earn karne se koi nhi rok sakta hy bat hy forex k analysis karne or us k up and down k samjne ki or ap kbi loss nhi karo ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      mehnet aur experience dono ki importance apni jaga pe hay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi eskay liye mehnat chaiye
      • #63 Collapse

        ap kuch had tak sahi keh rhe hen lekin men aik bat apki bat men add kerna chahonga k experience aur hard working dono sath sath hon tu tab he hum ache trader ban skte hen men nahi smajhta k bgair experience k hum forex men atne ziyada kamyab ho skte hen
        • #64 Collapse

          my friend mery kheyal me mehnat or experience dono ho buht zarori hn zindagi me agr ap mehnat nai karty to ap koi bi kam nai kar sakty or agr mehnat karty ho experience nai hn tab kissi had tak ap kamyab nai ho sakty issi liye zarori hn ap mehnat bi kary os iss ky sath ap ky pass experience bi hona chahiye
          • #65 Collapse

            Experience required in the forex market I do not see that he can be successful in the forex market without any experience will be available only to learn the hard
            • #66 Collapse

              Frienda mera manna hy key mehnat se hi ap experience hasil kar saktey hy or agar mehnat na karey to na experience gain kar saktey hy or na hi success so keep work hard dear.
              • #67 Collapse

                I think struggle and hard working are most important for getting the more experience about the forex trading business we can get the great trading knowledge and experience with long time hard working and learning, then we can say that it is useful for the success.
                   
                • #68 Collapse

                  dono hi ap ko yahan kamyabi ki tarf ley jaaty hain ap jit ni zyada mehnat kro gy or jitni zyada training kro gy utna ap ko profit hofa or ap ko utn i samajh bhi aye gi kaam ki or ap ko ye bussniss krny mai maza bhi aye ga is liye dil laga kker mehant or experience hasil kren
                  • #69 Collapse

                    Brother bohat he bachgana sa sawal hai , jaha tak mera khayal hai experience insan ko tab he gain hota hai jab insan kisi business mein mehnat kerta hai bina mehnat k tou experience b nai ata hai jab tak aap kisi business ko dil laga ker mehnat se work nai kare gay tab tak aap nai seekh sakte hai is leye dono cheze aik dosre k leye important hai.
                    :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                    :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
                    • #70 Collapse

                      Mere kahayal mein forex trading mein taraqi k liye ye dono chizen boht matter karti hain kyunke jab hum trading start karte hain tab humein mehnat karni parti hai trading seekhne k liye or jab hum seekh jate hain tab humein apna experience use karna parta hai.
                       
                      • #71 Collapse

                        donu kiun k mehnat aur experince donu aik doosry se jury hue hain agar aap mehnat nai karo gy to aap ko experince kaisy hasil ho ga aur jab aap mehnat karo ge to khud ba khud aap ko experince gain ho jaye ga iss liye in donu main se kisi aik ko choose karain doora khud aap k paas a jaye ga
                        • #72 Collapse

                          g bro ham hardwork kary gy to he hamy experience ho ga na or tab he hamara experience hamary kam ay ga jab ham hard work kary gy or sencerity sy work kary gy. or forex k lia hard work or experience bohat lazmi chizy ha es k bagar ham kamyab ni ho skty
                          • #73 Collapse

                            bhai is business main apko experience tab hi milta hay.jab ap is business main hard work karty ho.or is business ko achi tarha say sekhty ho.us kay bad apko is business main success milty hay.is liya bhai is business main mahnet bi ho.or is business ka experience bi ho.to hi hum is business main 1 achay trader banty hai..
                            • #74 Collapse

                              dear you are very very true in forex trading experience is necesary because forex trading is a online risky business but hard work and sincerity is also very important because we must work hard to get success and the that is done with sincerity is always get success..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Forex business main hum jitni ziada mehnat kartey hain hum is main utna hi ziada experience hasil karne main kamiyab ho saktey hain aur phir jab acha experience hamarey pas ajata hey to phir hum is main achi earning bhi kar sakte hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X