Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Forex trading mein agar aap koo kamayab hona hai aur professional trader bana chahtee hain too phr pehlee app fundamental aur technical analysis koo achi tarhan study karin, aur demo account per practice karein aur experience kee bad phir real account per trading karien
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      gee mre bhai forex bohat acha busineess hy es busineesss ko krny me hmy experience aur mehnat 2ono ke zroorat hoty hy agr hm kafi ziada mehnat kry gy aur experience hasil kry gy to phr trading start kry gy hm kafi profit hasil kr skty hy es lye forex me mehnat aur experience 2ono he important hy
      • #108 Collapse

        forex trading busines ek asa business hai jis main agar apko kamyab hona hai or kafi profit kamana hai tu is kay liya zaroori hai kay ap kay pass experience kay sath sath ap ko mehnat bhi karni ho gi
        • #109 Collapse

          Jee bhai meri nazar mein agar mehnaet achi ho gi toh experienced kud ba kud hasil ho ga tab hi hum log achi trade kar sketa eha aur phr easily achi earning kea sath sath achi learning bhi ho skati hea .
          • #110 Collapse

            mehnat krny se hi experienc ata ha ,mehnat k bina kuch nahi milta,forex dunia ka top online business ha ,ye aj kal best earning way ha,trader agar achi trah is ki knowledge hasil kray or mehnat kray to kamyabi hasil kray ga,forex main koi cheating nahi ha ,ye pure work ha
            • #111 Collapse

              maare bhai agr mahnat karoo ge to os ka pahal paoo ge aor agr app ke passs experince hia too app forex main trading achi kar sakoo ge aor apna loss hone se baachoo ge aor app ko profit zyada hoo ga.
              • #112 Collapse

                mehnat agar sahi se ki jaye to experience hasil karne me waqt nahi lagta hai and forex jese business me hum ko knowledge hasil karne ki zarurat hoti hai jis ke pas is business ki knowledge ho woh kabhi is me loss nahi kha sakta hai .
                • #113 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Forex trade main kamyabi k liye bohat se logon ka khayal hai k sirf experienced traders he iss main kamyab ho sakte hain lekin mere khayal main hard work or sincerity se mehnat kerne se koi aap ko kamyabi se rok nahi sakta.
                  meray Bhai Experienced Traders bhi Tou begining Main sekhtay he hain khoob Dil Laga Kar learning Kartay hain practice Kartay hain Mukhtalif Experiments kartay hain on Demo... tab Kaheen jaa Kar Experienced Traders bantay hain... hum Bhi ye kar Saktay hain main Samajhtaa hon K Agar Hum Sachi niyaat Say Forex Trading ko Samjhain,Sekhain or Seniors ki batoun par amal kartay huye learning Kaa Amal jari Rakhain or sath Sath Demo par bhi Practice Karain Tou Hum eek Buhat Achay Trader ban Saktay hain
                   
                  Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                  • #114 Collapse

                    expereince or hard working dono chezyn forex trading mian bohat he important hen kiu k forex trading main agar aap k pass experience nahi hey to ko mehnat karny ka koi faida nahi hoga or kuch b learn nahi kar skty aap loog experience k begair..
                    • #115 Collapse

                      forex men only mehnat ke zroart ha , is men koe experience ya qualification nhn mangty hn, jb koe banda apne mehnt karta ha to experience khud ba khud aajai ge, hmen mehnat krne chaie , jab mahnat karen gy to experience aajai ga.
                      • #116 Collapse

                        kisi b kaam ko krne k liye experince or mehnat dono matter krtay hain ku k kisi b kaam me tb tk successful ny ho sktay jb tk ap in dono cheezon ko sath la k na chaloo jb experince ho or mehnat na ki jaye tu b aachi earning ny hoti is liye me tu yehi kahon gi k trading me mehnat or experince dono bht zarori hain
                        • #117 Collapse

                          g hAan log samjhte hain k agr ham ko forex join karna hai to hamen sirf exprenc hona chaye lekin ham ye bat nahi jante k exprence hone k ilawa hamen mahnat bhi karni parti hai... is k ilawa ham hai ache tredr ban sakte hain or na hi kamiaab hosakte hain
                           
                          • #118 Collapse

                            mere khayal sy hard work aur experience dono he kaamyabi k liay lazim o malzoom h,is k bagair ap kaamyaab nhe hosakty hain
                             
                            • #119 Collapse

                              forex trade mai dono he ko sath lay kr chalna parta hy tab he ap kamyab trader ban sakty hy ku kh ap mehant krty hy or learn krty hy learning sy apky experince mai izafa hota hy or jb ye dono apky sath ho tab ap yha sy profit bhe bht acha kam sakty hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                i think mehnat or experience 2no lazim hain ic ki masaal aisy he jaisy ghadi or tyre ic liye ye 2no things buhat aham hai acha trade krny wala always mehnat krta hai with experience k
                                 
                                :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X