Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2236 Collapse

    Re: Mehnet ya experience

    hamain hard work kar k hi hum is say hamari mehnat ka pahl mily ga so hamain is k bary main planing kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar sakty han so hamain is k bary main planing karien gay tab hi hum real main achi trade karein gay it is best job
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2237 Collapse

      Re: Mehnet ya experience

      jo log zayada mehnat krte han wo bhe kamyab hote han jo log kamyab han on ne bhe bohat zayda mehnat ke hye ap kse bhe achi trader se poch lain ke on ne kia kia keya hye forex ko sekhne ke leye wo sun kr hum soch me reh jate han forex atna easy bussines nahi hye as me mehnat kabi bhe zaya nahi hote jo dil se krte han mehnat
      • #2238 Collapse

        Re: Mehnet ya experience

        ji bhai jaan ye apne bohat hi acha sewal keyA hai ke mehnat ya experince ji janab mein iske bare mein ye kehna chahon ga ke forex tradinge mein in dono ki bohat zarorat hoti hai or ap log forex tradinge mein mehnat karke us mein experince hasil kar sakte hain
        • #2239 Collapse

          Re: Mehnet ya experience

          agree with you experiance ik alag chez ha mahnat karne sy ap apna maqsad pura kar skti hain forex trade ky zariye.. forex trade mahnat reuired karti hai..experiance khud ba khud hi gain hota jata ha
           
          • #2240 Collapse

            Re: Mehnet ya experience

            hum kis traha foren trade my ziyda mahnat kar k acha kama sakty hain??
             
            • #2241 Collapse

              Re: Mehnet ya experience

              Forex trading main agar mahnat ki jay ti sab mumkin hai aures main bar bar wohi galtiyan hai joki jati hain aur loss hota hai mahnat krain aur experince bhi bnain taky kaysb ho sakain agar hum chand batun per amal krsin to kamyab ho sakty hsin.
              Volum kam rakhsn
              Over trade na krain.
              Trend ko na chorain.
              Lalach bhi na krain.
              Ris bhi ksm rakhain.
              • #2242 Collapse

                Re: Mehnet ya experience

                ji haan sir aapne bilkul thik kaha hai ki hum Jitna Hai Zyada mehanat Karenge Hame uthna hai achha bonus Milega aur Hame usse acha knowledge Bhi Hoga Aur Hum us bonus a 1 achha trader Ban sakte hain aur hum knowledge se bharpur ho sakte hain thanks
                • #2243 Collapse

                  Re: Mehnet ya experience

                  Bhai jan mujhe lagta hain agar apke pass is mein expriences hain to ap is mein zada earn kars akte hain apko chahye k apko is mein zada se zada mehnat karni chahye tab ja kar ap is mein earn karts akte hain mehnat karni chaye tab ja kar ap is mein expriences hasil kars akte hain
                  • #2244 Collapse

                    Re: Mehnet ya experience

                    bohat sah logo ka yeh kehna ha k forex ma kamyaab honay k lea experience hona chahea. han baat thk ha but experience k sath sath hardwork or mehnat jtni zaida hou ge ap utna zada apko profit mil skta ha.
                    • #2245 Collapse

                      Re: Mehnet ya experience

                      Mehnat or exprince 2no important factor hain forex treading ma Zinda rhany k leya kun,, forex treading ma jitna hard work Kro gy,, Itne e ap Ka exprince zaida ho ga, ,exprince ke waja sa ap Ke skill strong ho ge,, ap ke earning ache ho , so hard work plus exprince is the key of success
                      • #2246 Collapse

                        Re: Mehnet ya experience

                        Trader ko har kam main main mehnat kerni chahye. ager trader mehnat say learning keray ga aur mehnat say us ki practice keray ga to us ko jo experience ho ga wo boht hi acha ho ga que ka us experience ko hasil kernay mani trader ki mehnat shamil hoti hay. is liye mehnat aur experience alag nahi balkay dono lazim aur malzoom hain.
                        • #2247 Collapse

                          Re: Mehnet ya experience

                          market main experience hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achy say trade kar ksaty han aur market main enter hony say pahly is k bary main information hasil kar k hi hum real main achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi it is best job for all
                          • #2248 Collapse

                            Re: Mehnet ya experience

                            aap k pas koi experience nahi hai to aap ko apni mehnat se is ko seekhna ho ga ap ki kamyabi ka raz be mehnat hi ho ga bohat se log ju expirianc rakhty hanwo be hard working kar kar k kamyab hua han forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se good learning zaroori hay trading skils bourn ho gi or ap forex my successful hoty jay gy or achi earning krty jay gy
                            • #2249 Collapse

                              Re: Mehnet ya experience

                              sab log Ye Kehte Hai Kya Karoon market Mein Apni Taraf Se Jyada withdrawal Ayenge To Hamara account disabled ho sakta hai in Logon ke liye nahi karta hoon Hamesha for $100 Zyada ki Bakra nahi Lagani chahiye Ab Hum Log friend ke sath come Vikraal engage to hamare liye achha Hoga hamara kaam be easily marriage ho jayega ko kam karne ke sath sath spelling ke sath sath
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2250 Collapse

                                Re: Mehnet ya experience

                                G ha friends mara khayal sa in dono ma sa mahanat ka hona zarada car a mad ha agar insan mahanati ho to vo kuch bi sekh skta ha ap ki kaya ray ha friends

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X