Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2206 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
    Forex trade main kamyabi k liye bohat se logon ka khayal hai k sirf experienced traders he iss main kamyab ho sakte hain lekin mere khayal main hard work or sincerity se mehnat kerne se koi aap ko kamyabi se rok nahi sakta.
    dekhy koi bhee kaam hu ppahle ap ku experience ki zrurat huti h phir us k baad ap ku us kaam m apne experience ke sath mehnat krni huti h phir ap apna kaam success krne m kamyaab hu jate hu isi tara ap agr forex m success chhte he tu ap k paass in dono ka huna zrori h wrna ap succeess nhi hu skte..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2207 Collapse

      hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main is k up aur down ko dekh k hi hum achi trade karein gay aur market main is k bary main loss main profit hasil kar sakty hain it is forx main earning ho saky gi
      • #2208 Collapse

        Kisi be kam men mehnat nahi hogi to experience kesy milega experience be mehnat se hi milta hai forex trading business men aghar experience hasil karna hai to mehnat karni hogi trading aek asa business hai jis men mehnat na karo to kamyabi nahi milti.
        • #2209 Collapse

          Ji bilkul mere khyal main forex main kamyaabi k lie mehnat or experience dono ki bht zaroorat hoti hy jab humara experience acha hota hy to humari trading bhi achi hoti hy is k sath ager humara experience acha ho or hum mehnat na krain to is ka koi faida ni jab hum mehnat se kaam krain gay to hi kamyaab hon gay is lie mehnat or experience dono bht zaroori hain
          • #2210 Collapse

            Yahan Par Forex me kam karne ke liye aap Ko Jitna Zyada experience hoga aap itne acche se investment kar sakte hain market ka itna Zyada acche se technical analysis nikal sakte hain market main aap ko friend ko acche se find karna Hota Hai Jaise Jaise aap market Mein kam karne Lagte Hain aapko market ki position Kabhi achche se Pata Lagana start ho jata hai ki aapne kab aur kaise is me investments karni hai
            • #2211 Collapse

              jab aap is ma mahnat kary gay to is ma kaam ko bar bar kary gay to is ma aap ko experinec ho jay ga aik kaam ko bar bar karnay is ma hum ko mahrat ho jate ha is liay is ma hum jitne mahnat kary gay is ma hum ko itna he experinec ho ga our is sa he hum is ma kamyab ho gay is liay mahnat karna be zaroore ha
              • #2212 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                Forex trade main kamyabi k liye bohat se logon ka khayal hai k sirf experienced traders he iss main kamyab ho sakte hain lekin mere khayal main hard work or sincerity se mehnat kerne se koi aap ko kamyabi se rok nahi sakta.
                Assalamu Alaikum the Bhaijaan Forex trading 1 Bahut He critical business hai agar aap isko minute ke sath Karenge aur aap apne analyses poora karne ke baad Karenge to aapko isme kaafi profit ho sakta hai
                • #2213 Collapse

                  bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa ahci earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum ya both karna start karda q ka ager hum apna trade ma experience or hard work karta ha to per hum loss ka chance bohat kaam hoga laken ager hum ya nhi karta ha to per hum ko achi profit nhi hoge..................
                  • #2214 Collapse

                    Asslam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hay dear forex trading main experience mehnat say he ata hay koi bhe business hio agr ap us main hard work nhi karty to ap ko loss hota hay agr ap mehnat kro or ap k pass acha experience bhe ho to ap ko profit hasil hota hay es leay trading main mehnat or experience dono lazmi hain
                    • #2215 Collapse

                      Forex trading main kamiab hone k liay expiranc k sath sath hard working ki bhi zarorat hoti hay tab hi hum is min kamiab ho pate hain kiu m trading aik aesa kam hay k jis main experiance bhi boht zarori hay tab hi hum is min kamiab ho pate hain aur is k sath sath ap ko boht mehnat bhi karni parti hay
                      • #2216 Collapse

                        Forex trading hoo ya koi bhi business jaab app khoob struggle hard karty hain to apko definitely results bhi positive milty hain qk struggle karna her business mai success full aur experience hoona hoota hay to struggle to must hay agr experience hoo jay to us se Achi baat koi nahi hay
                        • #2217 Collapse

                          G friend bilkul thk kah rahy han k business ma sirf or sirf experience ki zarorat hoti ha agr hamary pas experience ni toh hum kamyab ni is tarah agar experience ho ga toh hum mehnat kar sakhty han or hum kamyab ho sakhty han
                          • #2218 Collapse

                            Forex trading mein mehnat aur experience dono ahmiyat rakhtay hein,mehnat se kam kerna is business mein boht important hai jab aap apny work se insaf kerty hein tu experience khud ba khud increase hony lagta hai,phir kamyabi aap k qadam chomti hai.
                            • #2219 Collapse

                              is ma experinec be to aap ko mahnat karnay sa milta ha is ma jab aap parctice karty ha to he aap ko is ma knowlged our experinec milta ha is liay aap ko un dono ki zaroorat hote ha mahnat kary gay to experinec ko ues kary gay is ma aap ko mibnd sa kaam karna ho ga kamyab hona cahaty ha to
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2220 Collapse

                                hard work karein gay tab hamain bi is forx main fida ho saky ga aur hamain market main planing karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main greed ko avoid karein gay tab hamain bi is forex main fiada ho saky ga aur is forex main profit hasil karein gay tab hamain loss kam ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X