Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2221 Collapse

    mehnat bohat zaroori ha experience mehnat sey he ay ga jo k demo pe training se possible ha demo accounts se ham sirf trading sikh sakte hai,par asli experience hame real accounts me trading karne se hi milta hai par kyounki demo accounts me money real nahi hoti to usme hame emotions nahi aati lekin real accounts me jab ham trading karte hai too usme money real hoti or hmare mann me emotions aati hai,jo trading k liye sahi nahi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2222 Collapse

      market main planing karein gay tab hamain is say faida ho saky ga tab hi hum run karein gay aur expeirence hasil karein gay tab hamain is forex main up aur down ko dekhna ho ga tab hi hum real main suces ho sakty hain aur is forex main knowldge hasil karein gay
      • #2223 Collapse

        expeirence acha ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain so hamain bi faida ho saky ga aur ahmain is k bary main trend ko use karein gay tab hamain bi is forex main kam karny main bi faida ho saky ga aur hamain is ka phl mily ga so hamain is sya loss kam ho saky ga
        • #2224 Collapse

          ju trader forex man mehnat ekrta ha oc ku hi success milti ha ju trader jaldi quite ker jatta ha oc ku success kis tarhan milay gi. zyada ter experience trader ku loss kerny say gain hota ha forex business man.
          • #2225 Collapse

            hamain market main is k bary main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main run karein gay aur hamain is k rules ko follow karein gay tab hamain kamyabi hasil ho saky gi aur is forex main experience hasil kar k hi hum sucess hon gay ta k earn ho
            • #2226 Collapse

              zarori nahi kay jis trader kay pas is business kay baray main knowledge hota ha wohi is business main success ko hasil kerta ha jo user is business main aker is business main hard work ker kay is business ki achi learning ker leta ha wo user bi is business main experience rahkny walay trader say kahi ziada profit ko kama sakta ha
              profit usi ko milta ha jo kay is business ko ziada time deta ha.
              • #2227 Collapse

                Forex eik online buhat acha business ha agr ham es me mehnet kary gay to phir he hame es ma experience ho ga or AGR ham mehnat Nahi karty to phir es tarha hame Forex trading ka experience b nahi hota his ke waja sy ham es ma kamyab nahi ho sakty forex ma kamyab hony k liye hame zada hard work karni chahiye jis sy hame acha experience b mily ga to phir he ham successful ho sakty ha
                • #2228 Collapse

                  g han bhai jan ap ne sahe socha he q k jo insaan js cheese main zyada inreset leta he wo zyada seekhta he lekn us k sath sath mehnat be zarroori he q k mehnat main izmat he lekn experience be hona cha hiye k q jb tk experience nhe hoga us wkt tk insaan us k baray main jan nhe skta
                  • #2229 Collapse

                    hard work kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur mhnt ka phl milta hai s hamain is k bary main planing karein gay tab hamain bi is forex main fadia ho saky ga so hamain is k bary main anlsye karein gay tab hamain kamyabi hasil ho saky ga
                    • #2230 Collapse

                      forex trading men mehnat aur experience dono he bohat zroori han mehnat kren ge to koi cheez seekh sken ge agar aap hardworker ni hun ge to aap men seekhne ki lagan bi kam ho ge jis se aap ko kisi kaam men maharat milna mushkil ho ga lehaza hardwork kisi bi kaam men mahir hone k liye ziada zroori hai.
                      • #2231 Collapse

                        Re: Mehnet ya experience

                        forex aik online or international forex mai mahnet or experience ke bohat ahmeyat hain ache learning ky liye hamy demo account mai za da sy zada practice karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai tarding ky bad jab hum real account mai mahnet sy kam kary gy to hum kamyab ho jy gy
                        • #2232 Collapse

                          Re: Mehnet ya experience

                          Aap ny poocha hy k mehnat ya experience , mere khayal mn ye dono cheezen laazim o malzoom hen in dono k beghair kamyab nahi hua ja sakta , aap mehnat ko le len wo experience k beghair namumkin hy same experience mehnat k beghair namukammal hy , ye dono sath sath hun tou arooj , alagg hun tou zawaal.
                          • #2233 Collapse

                            Re: Mehnet ya experience

                            forex main jab tk ap seekhnay main mehnaat nahi krain gay to apko experince nahi aa sktaa forex main apko mehnaat krna hogi experience khud aa jaye ga forex main ap demo account pay mehnaat krain ek strategy k sath work krain apne account ko double krne ki mehnat krain experince khud ho jaye ga.
                            • #2234 Collapse

                              Re: Mehnet ya experience

                              forex mai hamy mahnet ky sat kam karna chahey pher he hum acha munafa hasial kar saky gy forex aik online business hain hum is mai life or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar skaty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar saktyh hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2235 Collapse

                                Re: Mehnet ya experience

                                Hard work is the key to success.. hard work k zariye insan bary sy bary aur mushkil sy mushkil kam main bar bar koshish kar k kamyabi hasil kar skta hai.. experience b hard work sy he hasil hota hai.. jo expert log forex main aj bht successful hai woh phly hard working k procedure sy guzar kar he es maqaam py aty hain.. jo beginners b hard working krty hain woh b acha profit gain kar laity hain.. es liye forex main experience aur hard working donu ki bht value hai..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X