Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1846 Collapse

    Technical analysis, an analysis of the market situation based on the previous changes of prices. Used in this analysis Albianh graphics that reflect price changes for a certain time and they combine technical analysis and basic
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1847 Collapse

      To have success in forex trading a trader must be full relating to knowledge and full of confidence and in addition he should spend his probably in forex trading and must learn new processes to obtain knowledge and in addition abilities for forex trading. Make your own strategy, deal your costs with correct money taking care of and practice on tryout balances, and as well as efforts you will be professional and in addition successful.
      • #1848 Collapse

        han g bilkul dear apne thek kaha hai hum mehnat kar ke kamyab ho sakty hain aur hum practise kar ke bhi sikhh sakty hain aur kamyabi hasil kar sakty hain aur practise se trading mai bhout kuch sikny ko milta hai
        • #1849 Collapse

          experiance bhi mehnat se hi ata he or mehnat kna sb pasand krte hen or mehnat krne wala apna phal zaroor khata he isi in my point of view menat k baghair to kuch hasil nahi kiya ja sakta is liae ap bhi mehnat kren dusron ko bhi force kren.
          • #1850 Collapse

            Hmen is business me hmeshah mehnat se hi kam karna chahe kyun k agr hm is business me mehant se kam nahi karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me hmeshah mehnat se hi kam kiaa kareen achi earning k liye or achy experince se kam kiaa kareen
            • #1851 Collapse

              ap is main mehnat kry gay to hi experiense bany ga nhi to ap ko is main waqai main profit nhi bal k is main loss hi loss ho ksta hai is main waqia min profi tkmana hai to lazmi baat hai k is main waqai main ap ko profit kmana thek hai is m aina kis main waqaia main
              • #1852 Collapse

                bhai mehnat or experience apas mein related hi hain..agr ap mehnat karain gy to kuch hasil karain gy...or mehnat k sath sath hi expeirience bhi barhta jaye ga apka.
                • #1853 Collapse

                  Ek successful trader ban'nay keleye humen chaheye kay hum forex trading kay baray men experience hasil karen aur mehnat karen keyon kay success keleye mehnat important hai. Mehnat kay baghair hum kabhi bhi success hasil naheen kar saktay
                   
                  • #1854 Collapse

                    meray khayal say jab aap kay paas experience hoga to aapko pata hota hay kay aap ki trade ager loss may ja rahi hay to aap nay kya karna hay aap sirf hard work say kamyab nahi ho saktay mere khayal say aap kay ander yeh dono cheezain honi chahiye.
                     
                    • #1855 Collapse

                      ap logo ka kehna thek hai but broo trade k liy experince to just knowldg bharta hai orr trade k liayy 7 7 mehant ki zarorat hona lazmi hai q k aap ko experience ho ga tab e aap trdae sahi kro gy r aap loss se bach jao gy r mehnat kro is ko sikhny k liye ta k aap axhy se kr sakooo
                      • #1856 Collapse

                        well janab jo bonus hum earn karty hai yahan ye huemin next mointh k 2 ya 3 date ko mil jata hai jo k hum phr trading kear k is mai money earn kar sakty hai yani k easily bana sakty hain profit jo k hum withdrawal kar skaty hainphr ..
                        • #1857 Collapse

                          dear zarori nahi ke forex mai jis ke pass invest ziyda hai sirf wo hi success ho sakta hai bulke forex trading mai wo success hote hai jo hardwork kare or un ke undar sabar ho kun ke mehnet se har kam ho sakta hai chahe kitna kun muskil ho ........
                          • #1858 Collapse

                            Forex pe mehnat k sath sath experience ki bhe zrorat hoti hai agar humary pas experience nahe hai aur hum ziada mehnat karty han to uska koi faida nahe hai is ky lye mehnat k sath sath experience ki zrorat bhe hoti hai
                            • #1859 Collapse

                              my dear mehnat aur experience dono bht zada important hain forex me mehnat karenge tab hi hume experience milega mehnat k bina experience nahi mil sakta so hard working is really important.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1860 Collapse

                                Forex mai mehnat ko zyada prefer kia jata hai. Agr aap Forex mai mehnat krogay to aap ko zaroor kamiyaabi milegi aur agr aap mehnat nhi kro gay to aap ko kamiyaabi nhi milegi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X