Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1801 Collapse

    This index differs from Statistics risk carried out by the "calculator the size of the center," the calculation process; this index calculates the appropriate risk even in the most complex situations involving hedge transactions and orders pending its intersecting and interlocking levels of stop loss and take profit values, and even those positions which involving the suspension orders-specific limit that arise in the platform MT5. The mathematical model to conduct a search for the maximum potential loss by using some of the floodlights methods to speed up the process; and then, traders get results faster computational processes that take place on a reasonable number of commands (up to about 20 something), but the execution speed becomes unsatisfactory with increase number of trading transactions. Despite this risk calculator remains a useful tool in the evaluation of the amount of exposure to the worst-case scenario when dealing with a complex portfolio of trading orders.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1802 Collapse

      saaalaaam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tu app ko chhyia kaay app pehlaay forex kay demo account mein kam akrin app ko is se experince gin ho ga aur app ko mehnatkarna ho ge
      • #1803 Collapse

        G han...Bilkul....Srf Experience se e hum kamyaab ni ho skty....hume kaamyaabi k liye hard working or sincerity ikhtayar krni ho gi....Q k hard working k bagair hum kamyaab ni ho skty...is liye experience k sath sath hardworking b bohat zarori haii....
        • #1804 Collapse

          mehnat aur experience dono must hain agr mehnat nahi kro gay to experience kisi kam ka nahi ho ga agr experience nahi ho ga to tb bhi mehnat krne ka koi faida nahi hai is liye ye dono lazm o malzom hain agr aik bhi ap na kia to ap success nahi ho pao gay so dono must hai success k liye q k ye business hi aisa hai
           
          • #1805 Collapse

            Forex trading main experience hasil karny ke leye aap ko achy mehnat se kaam karny ke zarorat ha es ke bageer experience nahi mily ga agar forex trading main successful hona ha to mehnat or experience dono ke zarorat ha
            • #1806 Collapse

              Is business me hemen hmeshah mehnat se kam karna chahe kyun k agr hm is business me mehnat se kam karty hain tu hm is business se asani se earn kar skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me hemshah mehant se kam kiaa kareen
              • #1807 Collapse

                G forex bussience main ap ko experience k sath mehnat ki zarorat hoti hay agar ap Record sirf mehnat karo aur ap ko kam karny ka pata na ho ap k pas kam ka experience na ho for you to phr voh menat be zaya jati hy
                • #1808 Collapse

                  sir i think .struggle and exprience boht need for all person.forex only those people can be successful who do hard work with dedication and with this hard work and dedication they get some good experience and no one can get good experience without hard work or dedication
                  • #1809 Collapse

                    dear bht valid point hai ap ka,but mera believe hai k agr hum mehnat krey tu hum successful ho skty hian forex mein,q k mehnat krny say he humein experience and practice hasil ho jay gi,hum log just mehnat pay depend krey q k insaan ki mehnat kbi b zaya nahi hoti,insaan ko us ki mehnat ka phal milta zaroor hai dear,
                     
                    • #1810 Collapse

                      a.salam.har kam maynt ki zarurat hoti hai.jab hum ksi kam main maynat karny gyn tu exprince zari c bat hasl ho ajta hai.hum jatni parctic karny gyn maynt karny gyn uthna exprince hasl ho gy.aur aik gud trader bany gyn.tu har kam m maynat k sath sath exprince dono lazmi hain.
                      • #1811 Collapse

                        Sirf mehnat hi kaafi nahi hoti kyun k mehnat se to sirf post ki jati hain aur bonus kamaya jata hai. Is se agay mehant nahi experience kaam aata hai. Kyun k agar acha experience ho ga to aap apne bonus se profit earn kar sakte hain otherwise loss hi ho ga. Is mein kaam to dono ka hai jahan tak profit ka kaam hai wo to bas experience se hi ho ga.
                        • #1812 Collapse

                          Mehnet ya experience agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to is my ap achy sy trading
                          • #1813 Collapse

                            forex business mein aap ko mehnat aur experience dono ki zaroorat hoti hai kioon ke aisa koi bhi dunya mein business nahi hai jis mein mehnat na ki jaey aur forex trading business bhi aik international business hai aur is mein koi dhoka nahi hai isi liye is mein aap ko mehnat ke saath saath experience ki zaroorat hoti hai aur agar aap forex se trading karna chahte hein to aap ko demo account ki zaroorat hogi
                            • #1814 Collapse

                              forex main kaam kartay howay es main day by day mind se trading karay aur es main tention na lay aap k liye behter ho ga aur es main small volume se trading karay thankful for question
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1815 Collapse

                                assalamu alaikum dear agar ham forex tading me mehnat karee ge to hamaree experinec me khud ba khud hi izafa ho ga or ham achee tareeqe see trading kar saktee hai or earning kar saktee hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X