Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    G mistake aysi cahes hy js sy insan ko waqti tor par to nuqasn hota hy but voh nuqsan us ka experience ban jata hy to next time voh us k kam ata hy jis sy voh faida hasil kartaa hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      misstake say hum ko peson ka to noksan ho jata hay muger galtion say hum boht kuch sekh sakty hain..galtion ko yad rakh kir hum anda nuksan say buch sakty hain ..lakun bar bar ak taha ki misstake say bachna chay..
      • #108 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: style 2 پيغام ديکھيے
        mistake mai hamesha nuksan he hota hai magar aun ka aik fayada be hota hai wo ye ky hum apney galtey sy seek jateey hai aur per wo mistake karney ke koshish nahe kartay.
        Bilkul sahi kaha ap ne mistake se hume noqsaan to hota hai maf=gar hum apni us tamam mistake se seekh jaate hain ke hum agar galti karen ge to hume phir se loss ho sakta hai...
         
        • #109 Collapse

          Mistake se faida is trader ko he ho sakta he jis ke pas zyada se zyaa experiance ho aur wahy trader apne mistake se sabaq sekh le to faida ho sakta he phr
           
          • #110 Collapse

            G bhai ap aik tarahse thek kehrahe hain ke agar hum positive ho ke soche to hamari mistakes hamare liye bhot use full hoti hain aik tarah se hamare liye yeh aik warning hoti hai ke hum apni ghalti ka izala karsakte hain lekin bhot se traders is bat ko nai samjte aur aik dafa loss hone ke bad emotions aur jaldbazi main akar dosri tarde open kardete hain jisse unhain phr loss hojata hai hamen chaye ke hum sab se pehle apni ghalti ko improve karne ki khosish karen aur demo account pe is ki practice karen aur us main apni mistake ko analyiz karen take next time ab se yehe dobara ghalti na hoo
            • #111 Collapse

              mare dost misk se hum ko fayda hi hota hia han noqsan to hota hia hia par fayda bi hota hia mistak hum ko boht kuch sheeka ke chale jata hia aor samja jata hia.jis se hum wo dobra mistak karne se bach jate hia.
               
              • #112 Collapse

                Mistakes hamen nuqsan to hota hy jis ki vaja se bht se traders loss ko face karty hyn but ye traders ko samajna chahye k agar forex trading mei 1st time loss ho bhi jae to hamen chahye k un mistakes ko remove kren taky next time trading mei successful ho saken so nuqsan se ziada mistakes se faida hota hy agar hum apni mistakes ko remove karny k lie ziada se ziada learning kren.
                • #113 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Almost her aik hum main se apni forex trade main mistakes bhi kerta hai jo k hamare liye nuqsan deh ho sakti hain lekin mere khayal main agar hum iss baat ko positive lain to in galtyon se hum next time k liye bohat kuch seekh sakte hain so ye hamare liye faida mand bhi hai.
                  Bhai ap ki mistakes say ap ko sirf nuksaan he hota hay, faida to nahi hota, lakin yeh zaroor hay k jis k pass aqal hay wo samajh jata hay keh ainda wo kaam dobara nahi karna jis say loss hua hay.
                  • #114 Collapse

                    dear agar ap mistake karty hai to ap ko aus ka nuqsan hota hai magar ap agar achi tarha kaam kar sakty hai to ap apni mistakes ko cover kar sakty hai
                     
                    • #115 Collapse

                      my all friends mistake say hamen first men to nuqsan he hota ha,likn nuqsan hony k bad ham apne mistake ko sahe krty hn un k bad hamen faida milta ha,sara kuch insan apne mistake say he sikhata ha,mistake bhe insan ke zindage ka hisa ha.
                      • #116 Collapse

                        Mistakes teaches us good lesson and give us more confident about the trading, so we should learn from our mistakes, and need to do the successful trading, mistakes also makes us strong and show us our weakness.
                           
                        • #117 Collapse

                          It is my opinion many of peoples during the currency exchange what person believe that favorable get more benefits vrom your slips, togethe with tutor superior wisdom trsditional hunting had, together with other peoples that happsn to be relaxing , nor endeavor to come pu wit hall endeavors they'er just mainly skin deprivation there isn't an yslips together with very little.
                          • #118 Collapse

                            dear friendz mistakes insan ko buhat sa sabaq daiti hain but best insan wohi hai jo apni galtiyun se sabaq seekhy or in ko 2bra na dhurai or khas toor pr agr aap se forex trading main koi galti, mistake hoti hai tu ous ko next time mat kro forex main aap ko baar baar chance nahi dy gi galti krny ki kiyun k kisi 1 galti pr aap ka sara account wash ho sakta hai
                             
                            :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                            • #119 Collapse

                              mistakes se ap ko loss hi hota hiagar ap apne mistkes ko conrol ker loo too asani se achi earning ker loo gye liken aik choti se mistakes ap ko bara loss de deti hi iss lye ap ko control ker ke hi trading kerni ho gi then hi ap iss main kamyab ho ge
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                salam frndz,koi insan asa nai ha jo galti na kary galti ha insan sa hoti ha insan galti sa h sekhta ha jb insan ak dafa mistake karta ha to ya to galti sa sekh lyta ha ya again karta ha or phr usy loss ma jana parta ha.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X