Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1531 Collapse

    Dear hmen mistakes se faida hota ha kyun k mistakes hi aik asi cheez ha is business me jis se hmen kafi faida or hmen kafi learning hasil hoti ha isi liye hmen apni mistakes ko kabhi bhi ignore nahi karna chahye balky us se lesson hasil karna chahyee
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1532 Collapse

      Hmen is business me mistakes se kafi fadia hasil hota ha kyun k mistakes aik asi cheez ha is business ha jis se hm is business ki kafi achi learning or is business ka kafi acha experince hasil kar sakty hain isi liye mistakes ko kabhi ignore nahi karna chhaye hmen
      • #1533 Collapse

        Dear Brother! Forex Business main Trading main agar loss hota hai to humari ghalti ki waja say. koi na koi kami zaroor hoti hai. jis ki waja say loss howa hai. aur har loss koi na koi aik lesson zaroor deata hai.
        • #1534 Collapse

          jab aap loss karte hai to aapko apana mistake ko samajna hota haiaur dobara kabhi wo mistake nahi karna hai agar aap mistake karte hai to aapko loss hi hota hai isliye apako bahut hi soch kar tarde karna hota hai
          • #1535 Collapse

            Dear hmen mistakes se kafi faida hasil hota ha mistakes se hm is business se kafi acha experince hasil kar sakty hain or mistakes se hm is business se kafi bary loss se bhi bach sakty hain isi liye mistakes se hmen bht faida hasil hota ha is business me,
            • #1536 Collapse

              theeek bat hai ke hamen apni Mistakes se faida uthana chahiye nuqsan nahin , ap jitni galtiyan karte ho utnaw hi sekhte ho, q ke koi bhi shakhs jawb tak girtaw nahin he tu wo uthnaw nahin sekh pataw , isi liye chahiye k ap apni galtiun se apne ap ko nikharo or ek galti bar bar repeat karne k bajae ap us se kuch sekh k age barho , or kamiyab hote raho :)
              • #1537 Collapse

                mistake sy faida bi hota ha or nuqsan to hota ha faida un ko hota ha k jo apni mistake ko samj kar un ko thk karny ki kishish karty ha un ko forex ma faida hota ha or jo bar bar mistake karty ha wo log forex ma to kiya kisi bi kam ma agy ni ja sakty ha.
                • #1538 Collapse

                  g sir g mistakes se faida ya nuksan ki baat karen to aesa hai ke jo banda to akal mand hota hai wo apni ghalti ko nazar andaz nahi karta balke us ghalti se wo sabak sikta hai or dubar wo ghalti nahi durata
                  • #1539 Collapse

                    G han hmen is business me mistakes se faida bhi hota ha nuqsan nahi hota ha kyun k ye aik asa business ha jis me hmen acha lesson hmeshah apni mistakes se milta ha isi liye hmen apni mistakes ko ignore nahi karna chahe is business mee..
                    • #1540 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadali111
                      YEs dear ap ne bilkul sahe kha forex trading me her koi galtia krta hi lakin agr hum un galtio se sekhy yani pechli bar jo galti ki us se sekh kr hum agli bar us ko na dohray tu hum kamyab ho sakty hi lakin agr hum us galti ko bar bar kry gy tu hum kbhi bhi kamyab nahi ho sakty.
                      mistake say hamy faidabe hota hai or nuksan be hota hai faida ya hota hai hum jb galti karta hain to hamy bhot kuch sekhna ko mil jta hai hum dubra wo galti nahi kata or dehan say kam karta hai or nuksan ya hota hai hamra kam galt ho jta hai o faida nahi hota hamy kam karna ka.
                      • #1541 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                        Almost her aik hum main se apni forex trade main mistakes bhi kerta hai jo k hamare liye nuqsan deh ho sakti hain lekin mere khayal main agar hum iss baat ko positive lain to in galtyon se hum next time k liye bohat kuch seekh sakte hain so ye hamare liye faida mand bhi hai.
                        mistake har shakhs sy ho sakti hy is sy nuqsan to hota ha magar faida yy hota hy ky aadmi muhtat ho jata y or ghalti nahi duhrata mistake insan ko sabaq sikhati hy js sy ham aainda ghalti sy bach jaty han
                        • #1542 Collapse

                          g belkul bro mistak se boht fayedha hai q k agr ham trading karte waqt loss b kar de to os mistak se ham learn kar k agli bar woh loss recover b kar lete hai forex se.
                          • #1543 Collapse

                            jo samajhdar trader hota hai wo bazahir tu mistake sa loss karta hai laken wo apni mistake ka analysis karta hai aur us ko samajhta hai us ka analysis kar k us sa sikhta hai aur next time us galti sa bachata hai
                            • #1544 Collapse

                              mistakes se faida he hai aur nuqsan aik yehe hai k aap ko loss hojata hai lekin yeh nai hai k aap mistake kartay ho to aap k liay saaray darwazay bund hojatay hain lekin aap ko chahiay aap ko nuqsan ho to us ghalti se sabaq hasil karain q k ghalti insaanon se hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1545 Collapse

                                mistake say faida ya nuqsan dono milayn gyn and mein daily 20 dollar earn kar leta hon yeh aik great business hay isi liye mein is ko bahot pasand karta hon ager ap log bhi forex ko pasand kartay hay aur chatay hay kay forex say achi earning karay tu ap ko mera mashwara manna hoga kay forex ko pehly learn karo demo trading karay takay experience mei izafa hoga .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X