Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1381 Collapse

    Mere bhai mistake mai hamesha nuksan he hota hai magar aun ka aik fayada be hota hai wo ye ky hum apney galtey sy seek jateey hai aur per wo mistake karney ke koshish nahe kartay.to hamay chayee hai k hum aik achy planning k sat trade karain takay hamain achi income ho.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1382 Collapse

      Mere Bhai hum jab bhi trading karty hai or jo loss hasil hota hai wo kisi galti ki waja se hota hai yani humary knowledge me aisi information baki reh jati hai jis ko hum ne seekha nhi or hota or us loss ki waja se hum us galti ko bhi khatam kar k dobara repeat nhi kar sakty. Mistakes se humein trading k bare me bohat kuch seekhny ko milta hai.is linye achi planning or coolmind k sat trading karni chyee hai.
         
      • #1383 Collapse

        is forex market main hum aksar mistakes karta rehta hain par un ko avoid karna ka lia yeh zarori hai ka hum apni mistakes sa sakhian. oar jahan tak mumkin ho un ko apni next tardes main avoid karain.
        • #1384 Collapse

          Mere bahi ma jo samajhdar trader hota hai wo bazahir tu mistake se loss karta hai laken wo apni mistake ka analysis karta hai aur us ko samajhta hai us ka analysis kar k us sa sikhta hai aur next time us galti sa bachata hai or ye aik achy trader ki nishani hoti ha
           
          • #1385 Collapse

            bhai jan forex ak risky buisness hai our ha agr is se bht profit earn akr akty hai tu bht profit b earn kar sakty hai tu hamy loss b ho sakta hai isi liye hamy pehly isy bht learn akrna hota hai
            For signals and info and also skrill deal only intersted people add...
            My Skype id is>>> Sunny.Forex:o
            • #1386 Collapse

              bilkul thek bat ki ap ny men apki bat sy agree hun insan thokar kah kr hi sekhta hy aur jo achy trader hen woh apni Galteon sy sekhty hen aur us galti ki hamesha ke leay eslah kr lety hen
              • #1387 Collapse

                Mistake se faida tab hota hai jab insan us mistake se bachne ka hal B seekh le lekin yaha tu ziyda ter pta hi nhi chalta K kisi galti ko galti kahe ge ya kuch aor jaise lalach badqismati wagaira
                • #1388 Collapse

                  mistake ka loss hman usi time hota ha jab hman loss ho raha hota ha but is ka fida ya ha k hm ik dafa mistake karty han hmamn hmari ghaltiyoun ka andaza ho jata ha next hm us ghalti ko ni doraty han jis ki waja sy hm loss sy bach sakty han but is ma sab sy bara fida ya hank hum bth c asi ghaltiyan kar ry hoty han jo hman bth choti c fel hoti han but wo hmary liya bth nuksanday sabat hoti han hum un ghaltiyoun sy chutkara hasil kar saktay han
                  • #1389 Collapse

                    dear forex ma agar ham sa galti ho jye to use hame seekhna chahea ka next time aose kam na karen agar am galti kar ka bhi nahi seekhen ga to hame nuqsan ho ga.
                    • #1390 Collapse

                      we can get the best benefits from our own mistakes, so every trader should learn from our mistakes, and also traders should do the trade with our knowledge and experience then trader can get the best from our mistakes, and can get the best change in our life.
                      • #1391 Collapse

                        Dear ap na both avhe bat ke ha to dear Dhaka jaya to hum Forex Pkistan ma agr koi mistake kara to agr hum as ma gour kara to hum as ma fadya hasal kr sakta ha ku ka agr hum jo mistake kr chouka ha wo hum dobhara na kara to ya he humara leya fadiy ka subab banta ha.
                        • #1392 Collapse

                          forex mein loose aur profit hota rahta hai par es mein kamiyaab honay k liye day by day market ku visit karna ho ga aur es mein kosis karay cool mind rahay ap k liye better ho ga
                          • #1393 Collapse

                            Musalsal mistakes sy to khuch faida nahe hota agar bar bar aik he gharti kr k apna bonus balance zaeya krtay rahein,agar ap apne mistakes sy sekhtay hain,to aik din ap expert ban jain gy.
                            • #1394 Collapse

                              May to yhe kho ga ky insan apney galteo sy he sekhta hai lekn hmy apney galteo sy bechny ky leay hmy iss bussines ky barey may knowledge gain krna ho ga aur mistakes sy nuksan 1 dafa ho ga lkn jb ap iss bussines ko learn kr ly gy phr faida ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1395 Collapse

                                yes brother mistake say koi profit nahi hai brother agar mistake karo gay tu us ko sahi say learning karo gay again tu sucess ho gay brother agar mistake ko sahi say learning nahi karo gay tu my b success ko brother
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X