Mistakes se faida ya sirf nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    Dear ye ap par depend karta hai k ap forex main apni mistake se kis tarha faida utha saktay hain ye ap par depend karta hai agar ap mistake ko learn kar k lesson lein gai tu ap achi trading kar saktay hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      Bhai jan i think k agr koi person mistake krta han or phir us ko study krta han or is ko achi tarah sy read or learn krta han to i think k phir woh next time is man kabi bi mistake nai kary ga or yeh us k liye faida ki hi baat hogi otherwise app woh Next time bi mistake kary ga or yeh us k liye nuqsan wali baat hogi.
      • #903 Collapse

        mistake karo ge to nuqsaan to hofga hi lekin es k sath sath aap ko sabaq bhi hasil hoga aap ko pata bhi chale ga k aap kon si ghalti akro gy to kya hoga or kon si ghalti karo gi to kya hoga
        • #904 Collapse

          brother mistake se dono kam hote hai fiada b hota hai aur nuqsan b hota hai nuqsan profit ka ho ta hai aur fiada k hum ko apne galti pata chal jate hai
           
          • #905 Collapse

            bhai yeh to simple he baat hai agar ap sey koi ghalti hoti hai to ap apni us ghalti sey bohat sara lesson seekhtay hen n akay hamen aor nuqsaan uthana parta hai is liye agar ap sey koi ghalti hoti hai to dont worry apko yeh faida to hoga kay ap ney yeh ghalti kar kay kuch seekha hai.
            :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
            Thanks in Advance
            • #906 Collapse

              ji ye bat sahi he k mistake se nuqsan hi hota he or mistake jab hi hoti hew jab hame kisi chiz ka ilm nahi hota so learning is most important for treading .achi practice or ziada se ziada knowledge se hi ham mistake per control ker sakte hen................thanks
              • #907 Collapse

                agr koi shakhs mistake krta ha to zahir si baat ha usy nuqsaan to ho ha hi mgr wo shakhs agr seekhny wala ha to us nuqsaan se wo jo seekhy ga wo usy sari life k liye faida hoga.
                • #908 Collapse

                  loss tu ho he jata he jata hain liken is se seekney ko tu buhaat kush mil jata hain insaan dobara esi galati se bachtaa hain hain or khud ko polish be ker leta hain agly level per janey k lea
                  • #909 Collapse

                    mistakes se hame faida hota hai jitna ham mistakes se seekhte hai utni kisi cheez se nae mistakes hume bohat kuch sikhkejate hai take next time dobara aisi ghaltian na ho na hi dubara nuqsan ho jo aik mistake se pehle hochuka hai aap ka.
                    • #910 Collapse

                      mera khayal ye hai k mistakes se ziada nuqsan to nahi hai per faida zaror hai faida ye hai k hum galti kar ke apni galti ko samaj letey hai is ka b humey faida hai.
                         
                      • #911 Collapse

                        I think mistakes say zyaada faida hota hai lekin es k lye zruri hai ap ko ghltiyo'n ko repeat krnay say guraiz krna chahye or un ghltiyo'n say seekh kr or mzeed hardwork kr k ap apni trading ko faida mnd bna sktay hai........
                        • #912 Collapse

                          trade main lose krty hian aur phr dobara usi mistake sy phr lose main say hi lose hota hai laikn ham mistakes sy hi bht kuch sakhty hain is tra aik bat mistakes say hony chaly jaty hian esa serf usi waqt hota hai jb aik greed hmary mind................
                             
                          • #913 Collapse

                            ji han bilkul mistake se jzt loss hi ni hota hai balkay faida bhi hota hai hum us mistakes se learn kr saktay hain aur experiance holder ban saktay hain aur apn i us guideline bana saktay hain is tarah hum perfect hosaktay hain next time k lye isilye mistake se hamain faida bhi hota hai ...........
                            • #914 Collapse

                              Everyone makes mistakes and that is very normal. By making mistakes one may incur a loss once but by learning from the mistake that you made you may also benefit and make a good profit next time. So mistakes se sirf nuqsaan nai Magee faida bhe hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                asslam-o-alikum bhai aap ka sawal bohat hi acha hay k mistaks se seraf nuqsaan ya faida bhi hota hay dekhen jahan tak mera kheyal hay k mistaks se hum bohat bada faida bhi utha sakte hen aggr hum mistak ko note karen to ab baz logon ko pata hi nai chalta k wo mistak kar rahe hen wo chalte jate hen age 1 murtaba karli phir dosri murtaba bhi wohi mistake karli 3 murtaba bhi is tarhan mistake karte jate hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X