Forex k liye bank se qarza lena

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    dear hamien forex se bank se qarza nhn laina chae hai is mai kam karny k liya ik plan k sath ana chae jo k ham sab k liya acha hai is mai ham jab kam karty hai to is mai hamien apna daily profit low rakhna chae hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Mera nahi khayal k forex marketplace mein trading k liye bank sy loan lenay ki zaroorat hay, Pakistan Forex Forum ye opportunity sab ko deta hay k comments posting k through sy jo earning hasil ho us ko marketplace mein invest kr saktay hain.
      • #153 Collapse

        yes friend you are right bank say qarza lay kar trading start karny say behtar h k apny pas mojud kam amount say hi trading start ki jaey,bank say loan lainy mai ap ka risk level or bhe barh jaey ga
           
        • #154 Collapse

          Nahin dost haemin forex trading kerny ke liye bank se qarza ni lena chahyee kyon keh forex tradign mein jab hamein forum se acha bonus mil jata hay tu hamein bank se qarza ni lena chahyee forum se help lena bonus earn kerna bank se qarza lenay se boht behter hay
          • #155 Collapse

            ji ha forex trading jetna profit denay wala business ha utna he risky ha aur agir app bank say qarza lena chtay ha tu iss ma koee harj nahee ha laken uss wqt rarza lay jam app iss business ma maher hu aur wasy insta forex ma invest karnay k leay pk forum say behter koee eur forum nahee ha.
            • #156 Collapse

              bhai jan forex k liye he nahi balky kisi bhi kaam k liye qarza lena buhat boori bemari hai ye insan ko kha jata hai iss ka result theak nahi hai iss se acha hai k aap forex pak forum pr thora si mehnat krein or forex main inter ho jayein kiyun k yahan aap jo bhi post kro gy according to thread iss ka aap ko bonus mily ga jo har month k first week main aap k instaforex k real account main as a bonus deposit kr diya jaye ga iss se ap apniforex trading start krein wo best hai
                 
              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
              • #157 Collapse

                ji bhai ji aap ny bilkul theek kaha hy keh hamin bank sy loan ly kar forex treading ko join nahin karna chahiey ku treading me loss ka bhi kafi ziada chance hota hy or waisy nbhi bank waly loan ky sath sood bhi lety hain jo hamary islam me bohat barri laanat hy or hamin sood jaisi laanat sy bachna chahiey
                • #158 Collapse

                  Meray khayal maian forex trading kay leye humain bank say qarzay ki koi zaroorat nahi hai kun keh forex trading main khud kay kamayan hui money invest kar kay money earning kar saktay hai
                  • #159 Collapse

                    dear friend ager ap bank say forex kay keyi loan laitay ho to yi ik mushkal kam hoga q kay forex i kriskey bussniss ay aur ap ager is may loss kertayhay to ap kay pass loan chukanay kay tareeqa nahe hoga aur pir ap musibat may phans jaogay
                    • #160 Collapse

                      Na lana kabi bi qarza ya dek ni ha agar tumain loss ho gya to tum bahot pershan ho ga kun ka forex main sirf profit hi ni hota bulka loss bi hota ha.
                      • #161 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                        Bank se qarza le ker to waise bhi koi or kaam kerna he risky hai lekin loan forex trade k liye liya jaye to risk double ho jata hai kyun k loss ki surat main aap k liye qarz wapas kerna inthai mushkil hota hai to iss liye apne pas mojod choti raqam se he kaam start kerna behter hai.
                        Bhai Forex k liye Bank se loan lena Hud kushi kerne k Baraber he. Forex trading bohat hi ziada risky Business he. agar ye Forum apko Bonus pe trade kerne ka Moqa de raha he to kia zrorat he Loan k chakron me Parne ki...
                        • #162 Collapse

                          mai forex business kay liye bank say loan ko theek nahi samjhta kiu kay, forex business bohat ziada risky business hai, or hame mentally prepare rehna chahiye har tarah ki situation ko daikhne k liye, kiu kay is mai hum apna invest kia howa paisa bhi kho sakte hai, tu phir hum kis tarah bank ko loan retruen kar sake gai.
                           
                          • #163 Collapse

                            mara khal mein tu forex mein trading karna k liya bank se loan lena theak baat nahi hai kud ki investment se trading karna ziada better hai kyun k agar hum bank se loan la kar trading karta hain tu per hum jab bhi trading kara ga tu aik fear mara mind mein rha ga k agar loss ho ga tu hum bank paisa kasa wapis kara ga. iss liya loan se trading nahi karni chaya.
                               
                            • #164 Collapse

                              ye buhat bura faisla hai k aap trading k liye bank se qarza lo gy iss liye mera aap ko ye he mashwara hai k kisi bhi online kaam even or bhi work k iye qarza lena chai baat nahi hai iss liye kabhi bhi qrz mat lo aap k liye behtreen intikhab hai k aap main agr trading main achi qualities hain tu forex pak ko join kro or idhr thora mehnat kro aap without qarz k trading start kr sakty ho
                                 
                              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                jee mere bhai mein to yahi kaong or yehi mashwara doonga kay agar aap kay pass jab is forum say posting kar kay bonus hasil karnay ki la jawab sahoolat mojood hain to aap bank say qara q leingay aap yaha say hi itna bonus hasil kar saktay hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X