Forex k liye bank se qarza lena
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    bilkul bro mera mashwara bas ap sabhe bhaiyon ko ye hai balkay request hai k kabhi bhe loan le kar trade na karen isme apni amount lagana risk hota hai aur loan to phr loan hota hai loan kabhi kisi friend se bhe na len aur na patnership karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      Bro ap loan tab hi len jub apko pata hoke ab men forex ki study kar kar ke thak chuka hun aur agar apke pass kuch bi nai he ivnest karne ke liye tou ap loan le sakte hen lekin sara loan invest mat karen kuc lagain aur kuch save take mushkil waqt men kam asake
       
      • #198 Collapse

        aslam o alikum dear yes hum forex trading karny ky liye bank sy qarza ly sakty ha. laknn best ya be ha ky ap posts kary our apko us my sy jo bonus mily as ky sath trading kary our easily earning kary.thn
        • #199 Collapse

          Dear friend humein forex trading karney keliye bank se qarza bilkul nahin lena chahiye kiunke iss se apney aap ko dhoka denay wali baat hai lekin aap forum mein posting karkey bonus bana key trading karni chahiye.
          • #200 Collapse

            bank say karza layna meri nazar mai fazool hai aik tarha say app tesion mai ajatay hoo aur bank kay karz dar ban jatay hoo .maybe app karz lay kar bhi achi trade na kar payoo
            • #201 Collapse

              It is not a good Idea to get lone from bank because forex is not a nonhazardous playing so that you can wee profit all time.and I want to assert all new traders that we should not submit the attempt that we can not effort.
              • #202 Collapse

                forex k liye bank se agra qarza lenge to shayad nuksaan hame buhat zyada hoo kunke ham zyada risk lerhe hote hain isliye hame chaye kay kam se kam profit mein kaam kre
                • #203 Collapse

                  is ke keya zaroorat ha ham is forum main kam karin aur is sy profit hasal kar ky meen ky bouns hasal kar ky is ko real money ky toor py use kar sakty han aur acha khasa profit hasal kar sakty han
                  • #204 Collapse

                    g han ap ney thek kaha hey keh bank sey qerza laina bohat risky hey khas tor peh forex keh liey lekin yeh to ap keh experince aur knowledge peh ty hotahey keh ap ko forex keh barey main kitna experince hey lekin merey khyal mian hmain bank sey forex ke trading keh liey qerza ni laina chhaiey us sey acha hey keh kum invesmnet sey forex ko start kia jaiey
                    • #205 Collapse

                      dear ye ghalti nai krna agar to ap ko bohot zyada experience hai ore es k baary main mukamal knowledge hai to ap phir bhe 300$ tak invest kro zayada nahi
                      • #206 Collapse

                        brother mere khayal main to loan kay cvhakkar main nahin parna chahiye kyun kay ager loan lay kay app trade karo aur loss ho jaye to app bohat badi problem main asaktay hain phir app ki baaki ki trades qarza utarnay main waste ho jaye ge.
                        • #207 Collapse

                          ni dear asa kuch nai karna apny ku forex ik risky online business hy jis per hum 100% belive nai kar han agrer ap expert ho to phir ap bank sy loan le sakty ho but otherwise nai.
                          • #208 Collapse

                            mery khayal se bhai apko loan ni leyna chahiy bank han agr apko is kam m boht zada experience r knowledge tu hi ap loan ley qk agr apko is ke bary m kuch pata hi mean koi experince r knowldege ni h tu apko loss ho ga r mera mashwara b yehi forex ko start hi tori investmnt se karni chahiy yeh zad best h.
                            • #209 Collapse

                              nhn ye boht he bure condition hai forex join karna ka ager ap es main loan se kam karoge tu app es main loss he karoge aur app ko es main nuksan he hoga aur app es amin kafi loss kar skte ho es condition main so app ko es main boht khayal rkhna hoga
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Loan lene mein koi harj nahi, albatta aap ko dono soorton mein apne aap ko stable rakhna hoga taake aap time pe load ki qist de saken.
                                Loan lene se pehle plan karlen agar nuqsaan hua to kahan se aur kaise loan pay karenge, dusra aap ka profit level itna ho ke loan pay karne mein aapko koi pareshaani na ho.
                                Kisi expert finance adviser se mashvara kar len. Loan ka half use karen aur half bank mein bator security rakhen taake nuqsaan ki surat mein aap apna business dobara chala saken.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X