Forex k liye bank se qarza lena
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    meray khayal se apko aisa nahi karna chahea forex kay liye apko qarza ki zarorat nahi yeh forex ek woprld wide online business hai jo ap ko jobs provide karata hai na kay ap se paisay leta hai aur ap ager investment karna chehen to 100$ ki bohat hote hai ek acahy trader kay liye ager apko trading nahi ate to ap investment na karen pehlay trading sikhain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Getting mortgag through fiancial institution through financial insttution is extremely hard becaues financial institution demands a few assure or even soe thing gecause promise as well as worried about the objective of make use ofm ore often than not sow hen a perwon inform financial institution which i 'm getting mrtgage with regard to foreignexchange they'll barely provide you with the mortgage and when a perosn reduction after that it's very hrd that you sould come back mortgage in addition to curiosi6y
      • #123 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
        Bank se qarza le ker to waise bhi koi or kaam kerna he risky hai lekin loan forex trade k liye liya jaye to risk double ho jata hai kyun k loss ki surat main aap k liye qarz wapas kerna inthai mushkil hota hai to iss liye apne pas mojod choti raqam se he kaam start kerna behter hai.
        Bhai dil to karta hay mera k bank say qarza lay kar forex market may invest kar k kuch kama lo, lakin phir dar he lagta hay keh kahi aisa na ho keh sab kuch loss kar do aur phir jaib may kuch bhe na rahay, to phir qarza wapis kaisay karo ga?
        • #124 Collapse

          Bank se qarz lay kay trading karna khud ko andhay khoway mein dhikailnay k braber he, wo es tarha kay agar ap qurz letay hein or trading start karty hein ehsa ho sakta he k ap ko profit na ho loss ho jay , pher qurz kesy pay hoga is se avoid karo abi.
          • #125 Collapse

            I would not recommend to take loan from bank to start Forex Trading. You should start with a small amount as there are chances of losses as well. So initially start with small amount and be experienced first. Then increase investment amount slowly time by time. Here are number of examples who earned a lot of profit over night but there are also number of examples who lost everything in greediness.
            • #126 Collapse

              nahi bhai jan forex trading k liye aap ko kahin se qarza nahi lena chahye qarza buhat badi lanat hai i think kisi bhi online work k liye aap ko qarza nahi lena chahye kisi bhi waqt kuch pata nahi chalt hai kiya ho jaye
               
              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
              • #127 Collapse

                Ji ye to bada hi muskil hai ki bank se loan leker ham forex ki trading ki suruat kare kyoki ye forex mai jaruri nahi hai ki hamko profit hi ho hamko loss bhi ho sakta hai or loss hone ke bad ham bank ka paisa kaha se lotayenge isliye forex ke liye bank loan mat lijiyega.
                • #128 Collapse

                  Jab apko free main posting k zarye bonus mil rha hai tu phr ap qarz kyon laty hain, posting say ap achi trade kr k apny liye prift earn kr sakty hain, 200$ tak ap har month earning kr k bonus ly kr ussay investment main laga sakty hain, jissay ap trade kr k uss per profit earn kr sakty hain, aur koi fikar bhi nhe hoti, jabk bank sy qarz main agr loss ho jaye tu phr.
                  • #129 Collapse

                    dekhen agar aap forex ko achi trha se learn kar chukey hain aur apko apne upar fully confidence he to phir aap bank se qarza le kar tade kar saktey hain otherwise apko loss hi hoga aur aap kahin ke nahin rehengey.
                     
                    • #130 Collapse

                      Mara khal mein tu forex k liya bank se loan lena theak nahi hai aur kud apna investment se trading karni chaya kyun k agar aap bank se loan la ga tu aap ko agar loss ho jta hai tu aap bank ko wapis kasa money kara ga . aur aik dar bhi rata hain jb hum loan wala paisa se trading karta hain.
                         
                      • #131 Collapse

                        bank se qurza le k koi b business ny krna chiye ku k ye bht risky hota ha some time business me lose ho jata ha or trading me b kuch asa he ha kbi lose ho jata ha kbi profit is liye kbi b bank se qurza ny lena chiye haan ager apko trading k baray me itna experince ho k apko lagta ha k ap is se kafi profit earn kr sktay hain tu apki merzi ha ap loan la sktay hain.
                        • #132 Collapse

                          ager ap achi trading karna chahty hen to ap ko kisi sy loan ly k bhi kar skaty hen lekin is mein ap ko pher aur ziayada mehnat sy kam karna hota hy ta k ap ko loss na ho jae kio k ap to pehly hi sy makrooz hoty hen to ager ap ko loss ho gia to achi bat nahi hoti hy brother.
                          • #133 Collapse

                            Forex ke liye ap bank se qarza le to sakte hain lekin agar apko forex mein loss hogaya to phir apko bohat bara nuqsaan hojayega aur phir ap wo nuqsaan bardasht nahi karsakte,aur phir bank ko loa wapis karna apke liye bohat mushkil hojayega,to apke paas ye forum hai,ap is pe posting karke apne bonus dollars banayen aur trading karen.
                            • #134 Collapse

                              ji bank se ap qarza lein koi bat nh hai magar ap ko trading mein exprience hona lazmi hai agar nh hai to phr ap na lein ye jo ap bonus earn kar rahe hain ye he kare t thek hai ap k liye dear.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                i think forex trading experience pe base karti hai agar ap ko khud pe itna confidence hai ke ap ek acha hasa experince rakhtay hain to ap ko bank loan lay lena chahye or agar ap samajtay hai ke ap abi learning process main hain to ye risk apko ni lena chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X