Emotional ho k decisions na lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    ap kabhi bhi emotional ho kar trading naa karen ku k agar ap emotional ho kar trading karenge to loss hoga..actually jab ap emotional ho kar trading karte hen to ap apne experience or analys ko follow nahi karte or aise hi trade laga dete hen jiski waja se apki position galt enter hoti he and apko starting se hi loss hi loss milna start ho jata he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      G han bilkul forex trading mein kamiyab hone ke liye apko emotion less hona parta hai kiunke agar ap trading karte waqt apne emotions ko attach karenge to ap kabhi bhi successful trading nahi kar sakte,apko har waqt loss ka khatra laga rahe ga aur ap is chakkar mein bara loss karwa lenge.
      • #138 Collapse

        that's true forex mai apka actual dushman apka apne emotions ko forex k sth attach karna hai. forex market totally professional market hai is mai koi kaisay trades lagata hai kahan sy paisay lata hai is ka forex sy koi laina daina ni hai. forex business actually apka apna business hai or agar ap ye samjh lan gai to definite ap much active ho k kam kren gai.
        • #139 Collapse

          yes sir me ap se agree hu or me ye manta hu k forex aik bohat hi acha bussiness hai or yaha emotional traders kabhi bi kamyab ni ho sakte so hume kabhi bi emotional ho k decision ni lena chaiye ta ke hum ache paise kama sake,..
           
          • #140 Collapse

            absolutaly right that we should not makes our decision on emotional baises because in this situatoin mostly is loss. so we should think postively than we should porper work hard for this then trust on God.
            • #141 Collapse

              Emotion is our enemy in forex business. so we need to control our emotions in forex business. we need to avoid all of our emotions to become success in forex. Thank you for the nice information.
              • #142 Collapse

                ya bilkul sehi bat ha k emotions ki trading ma koi jaga nai ha ya aap k decisions ko motasr kr te hain and app kabi bi emotion ma profit nai kama skte balke hamessha emotion ma lost hi hota ha so emotion ky forex pa koi jaga nai ha.
                • #143 Collapse

                  Bilkul you are right forex main hamen kabhi bhi emotional trading nahin karni chahiye aur agar hum aisa kartey hain to pihr hum is main kabhi bhi achi trha se successful nahin ho saktey hain aur always fail hi hotey hain.
                   
                  • #144 Collapse

                    dear acha trader kabhi bhee emotional nahee hota hay ager aap emotional ho rhey hen tou iska matlab hoga kay abhee bohat kuch hay hamaray seekhnay k liye jo hum nay abhee tak nahee seekha hay, ager hum nay seekha hota tou hum kabhi bhee emotional nahee hotay. So, emotions say doore rehna ka behtreen tareeka is field kay baray may sahee tarah say jan-na hay.
                    • #145 Collapse

                      jee ha friend ap nay achi bat ki hay aur may ap ki bat say agree kerta hu kay humain emotional ho kay trading may koi faisla nahe laina chahyia q kay ap ka loss ho sakta hay
                      • #146 Collapse

                        agar ap ko trading ke is business main trakke karni hain to apko ache deciseion lena hoga kun ke agar ap apne decesion ko control karna hoga agar ap apne decesion ko control kar lia to ap bach gar
                        • #147 Collapse

                          Don't be an emotional person in this business because this is the job of mind and if you become an emotional person then you cannot be able to earn money.
                          • #148 Collapse

                            Je han jazbaat main kya hua har faisla ghalat hota hai, aur ussay loss bhi kafi ziada hota hai, isliye hamay apny business yani trading main bhi isi chez ka khayal rkhna hoga k agr hum trade krty huay emotions main akr deicsion krty hain tu phr hamary decision ghalat ho kr hamay loss pohncha sakta hai aur hamara balnce bhi khatm ho sakta hai.
                            • #149 Collapse

                              G bhai yeh baat thek kahi hai ap ny iss business main agr hum emotionaly ho k koi decision langy to iss main hamara he nuksan hoga aur koi bhi shaks apna nuksan nhi chahta hai . Iss liye soch samjh k he iss main kaam krein./
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                jee han agar ap apne emotions ko control ker loo to ap ko koi pershani nahi ho gi orr ap achi earning bi ker loo gye iss main kamyabi hasil kerne ke lye ap ko learning ki zaroort hi then hi kamyabi mile gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X