Emotional ho k decisions na lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1786 Collapse

    emotion ko kabo main rakh k hi um achi trade kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay tab hamain faida ho saky ga aur hamain is forex main kamyab hony k liye learning karni ho gi ta k hamain faida ho saky ga aur hamain is say loss kam ho saky ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1787 Collapse

      emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade kar sakty hain aur har koi achi trade kar sakty hain aur hamain markt main planing kar k hi hum kamyab ho sakty hain aur is forex main up aur down ko mind main rakh k hi hum real main suces ho sakty hain it is best job
      • #1788 Collapse

        forex k work man kisi k emotions ager positive han or experience ha trader ku profit earn ker sakta ha wu trader but jis trader k emotions man lalach or greed chupa hota ha oc ku forex say earning nae hu sakti.
        • #1789 Collapse

          hamain apny emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k hamain kamyabi hasil ho saky gi aur hamain is k bary main trend ko use karein gay ta k hamain market main kam karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is k bary main trend ko use karna ho ga it is best job
          • #1790 Collapse

            dear ye boht ahm swal h or zrori b h q k news forex me boht lazmi h mukthlaf sites sy har koi news sun sakta h or is k bad ap khod fasla kary to jo b ap trade kryn g inshalla wo 100 me sy 85% tehk ho gai
            • #1791 Collapse

              Emotional ho ker jo bi decisions liya jata ha.wo apko is business main buhat nuksan day jata ha.waqati tor per buhat acha lagta hay.mager baad main buhat hi ziada afsos hota ha.is liya is business main kabhi bi ya kam na karain.jab bi apko ya lagay kay ap trading main emotional ho rahay hai.to usi time main apni trade ko loss main close karain.or trading ko kerna kuch time kay liya rok dain.is tarha say ap is business main ziada loss say bach jaty hai...
              • #1792 Collapse

                Asslam o alaikum dear forex aik boht hi Acha online business h Han g bilkul ap ki bt thk h hmen koi bhi faesla emotions k sath ni lena chaiye balke hmen jo bhi faesla krna chaiye wo boht soch smjh kr krna chaiye aur sbr se kam lena chaiye is se hmen boht profit ho ga
                • #1793 Collapse

                  emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is k rules ko follow kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forex main planing kar k hi hum real main achi trade kar k hi hum kamab ho sakty hain it is best job
                  • #1794 Collapse

                    Re: Emotional ho k decisions na lain

                    hamy emotions ko decision nahi lena chahey yai hamara sub sy bara dusman hain hamy siy avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pehr he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning be hasial kar sakty hai nis mai new yok usa or japan or chaia jasy bary bary mumalik sahmil hain
                    • #1795 Collapse

                      Re: Emotional ho k decisions na lain

                      G bhai forex trading mein kbhi bhi jld bazi mein deceions nai lene chahye. Ap ne jb bhi koi trade lagani he, Ap diffrent site pe us ko analyze kren. Hmesha soch smjh ke trade lagaya kren. Wrong deceions ap ko boht nuqsan pncha skta he.
                      • #1796 Collapse

                        Re: Emotional ho k decisions na lain

                        Asalam o alikum dear ap n bilkal tek kaha ha emotional ho k trading ni karni chae ha main ap sy agree karta hon forex trading main apny knowledge or experience pe trading karni chae emotions ko control main rakhna chae ha jab emotions control main hon gy to ap easily ache trading kar saken gy juldbazi na karny sakun sy analysis karny or market k trend main trading karny to ap easily successful ho sakty han trading k waqat emotions ko apny control main rakh k trading karna both zarori han
                        • #1797 Collapse

                          Re: Emotional ho k decisions na lain

                          Emotions ka istemaal Forex trading main bout ziada nuqsan ka sabab ban jata hai. Jb b Forex trading ka kaam kia jaey to is ka sahi tariqa ye hai k aap is kaam ko aik karobar k tor par lain iss ki tamam chezon ko achi tara samjain k ks tara trade open ya close ki jati hai aur ks tarah indicators,market trend ko sai tariqa sy istemal kr k profit kamaya jata hai.
                          • #1798 Collapse

                            Re: Emotional ho k decisions na lain

                            hamain market main is k rules ko mind main rakhan ho ga ta k achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain is forex main knowldge hasil kar k hi hum run krein gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga a k achi trade kar k hi hum real main profit hasil karein gay
                            • #1799 Collapse

                              Re: Emotional ho k decisions na lain

                              ji janab ye apne bohat achi baat kki hai ke forex tradinge mein trade karte waqat ap apne emotiones se kaam na leyn or forex mein tradinge karte waqat apkolalach se bhi bachna chahey in dono cheezon se apko loss ho sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1800 Collapse

                                Re: Emotional ho k decisions na lain

                                yes we ,should not take any decision, about forex trading in feelings due to the fact whilst we take decision, in emotions we will get loss and to shop from losss we should manipulate our emotions and whilst we manage our emotions we can earn money and may have earnings,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X