Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
    Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
    yes you are right i totally agree with you in this matter baiscally agar hm emotions mein a k koi bhi faisla karien gay to hmay he nuqsan ho ga is lye hmay chahiye k non-emotional ho k forex mein koi bhi faisla karien...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      jb ham emotional hoty hn to automatically hmara mind us bary mein theek nhi sochta jo ham kaam krna chahty hn. is liye be happy, be smart, and think good for better trading on Forex.
      • #1083 Collapse

        je haan forex mein jab be kaam karay es mein emtional aur greedy se kaam na karay ap ku es mein loose he loose ho ga aur es mein small volume trade karay thankful for question
           
        • #1084 Collapse

          guys you are right we should don't take any decision while emotions bcz emotions are not good for trading kabi bi emotions ho k koi bi decision mal lo chahye ap loss maa ho yaa profit maa hamesha cool mind sy decision lo,
           
          • #1085 Collapse

            dakhomjab bi ap emotionl ho k koi bi decision lo gy too apko loss hi ho ga na k profit , dear you know that emotions is not good for your trading soo emotions ko control ma rakho ,ho koi bi faisla emotional ho k mat lo
             
            • #1086 Collapse

              dear ap ne bilkul thee kaha hy ke ap emotional ho ke descion na lain ta ke ap ko ziada loss na ho jae ap ko patience se kam lain r market ko view karen ta ke ap ko loss bhi kam ho r profit earn ho
              • #1087 Collapse

                g han bilkul emotional ho kr decision na lay aur mein forex ko love karta hon aur ager ap forex say achi learning karo gay tu phir ap ko achi earning bhi hogi isi liye tu mei forex ko baht pasand karta hon aur chata hon kay feature mein bhi achi earning karta rahon yeh aik best business hey ap sab logo kay liye aur kabhi bhi emotional na ho.
                • #1088 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
                  gi han ap bilkul theek keh rahe hain. bz dfa ager kisi ko nuqsan ho jata hai to wo emotional ho ker kam karna chor deta hai humen himat nahi harni cahiye balke apna kam jari rkhna cahiye
                  • #1089 Collapse

                    as human nature if trader have emotion in their minds , but most important is how to control our bad emotion and placed emotion at right way , sometime trader maybe faced with sucessive loses , and this matter sometime make emotion , and if trader can't control emotion properly , maybe they will trade recklessly and give up ,if get margin call let the market will beat them
                     
                    • #1090 Collapse

                      g han bhai jan ap ne bilkul thk kaha me ap ki bat se agree hun ap ne bht he achi post ki h hamen kbi b emotional ho kar trade nhe karni chaiye q k is se aksar loss hojata h.
                      • #1091 Collapse

                        jab be forex mein emtional ho gae tu es mein lose he lose ho ga kosis karay es mein mind se trde karay agar achi kashi money earn karna chaty hain aur greedy na karay
                           
                        • #1092 Collapse

                          je haan forex mein kam kartay howay es mein jaldbazi aur greedy na karay ap ku buhat he loose ho ga es mein mind se kaam karay ap k liye better ho ga thankful for question
                             
                          • #1093 Collapse

                            G han bahi g yahe baat bilkol theak hay hamay traiing main emotional ho kaar koi bhe decision nhi lyna chahiyea kyu keh emotional tradin main a kar hum koi bhe galat decision ly saktay hain jis sy hamain big loss bhe ho skta hay isi liya chahiya keh forex ko soch samajh ker karna chahiyea.
                            • #1094 Collapse

                              G, is mien baat mien koi shak nahi kyon k forex mien emotional decisions leana loss ki tarf jana ka rasata kyon k emotion ka tauluq dil say hota hy jab k forex trading sirf damagh say hoti hy. Is leay hameesha apni planning aor strategy ko strictly flollow kerin aor kabhi b trading k duran emotional ho ker decision na lean ho skata is tareh aap ko buray margin say profit mil jay magar loss ka b khata itna hi bara hota hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1095 Collapse

                                Apki baat sahi hay humay emotional ho kar koi bhi dession nahi lena chahiey kyun keh esmain humay bohat ziada loss hota hay hum theak say us par focus nahi kar paty tabhi acha result nahi nikalta us faisly ka.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X