Kyun log forex se darte hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2131 Collapse

    Log forex trading se isliye darte hain k unko forex k a basic knowledge ni hota hai wo forex ko jowa ya gambling ki koi game smajhte hai hala k forex men aisa kch bhi ni hai forex aik.acha profit able bussines hai.
    Hamen aise logon ko motivate krne k liye unko forex k bare men information deni chahiye k forex just aik bussines hai same other business ki tarah forex men bhi profit aur loss dono hote hain forex hamen sirf loss ni deta hai balke forex aik acha profit able bussines hai ham jitna profit forex se earn kr sakte hain aur kissi bhi business se ni kr sakte hain ,forex ko sirf seekhna mushkil hai q k ismen hardwork chahiye aur ismen kissi qisam ki koi borai ni hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2132 Collapse

      bhai woh is kuy k sub jany hain k yah bohat dangerous business hai is man zuada new trader ko loss he hota hai is kuy new trader is ko join krny sy darty to hain but bohat sy new trader is ko join bhi kr thy rhy Han or is man trading bhi kr rhy hain
      • #2133 Collapse

        forex trading main agar hum dar kar kam karen gay to humari trading achi nahi ho sakti kyun keh es trha hum forex trading main theak say focus nahi kar sakty aur humay chahiey keh esmain knowledge ko enhance karen aur esmain dar ko khatam kar kay trading karni chahiey tab he hum earning achi kar sakty hay
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #2134 Collapse

          hamain market main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur loss hota hai is waja say hi darty hain but hamain umeeed achi rakhni chahye is main learn kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karny main asan ho asky gi
          • #2135 Collapse

            forex trading ko ziada tar log es waja say join nahi karty keh eskay bary main sochty hay keh humay market main loss he hota hay esmain earning karna bohat mushkil hay aur agar hum kisi bhi business main mehnat nahi karen gay to hum usmain kamyab nahi ho sakty aur humay chahiey keh esmain khoob mehnat karen tab he hum esmain kamyab ho sakty hay
            • #2136 Collapse

              agar hum forex trading main dar kar trading karen gay to es chakar main hum market main earning nahi kar sakty so humay forex trading ko seekh kar run karna chahiey tab he hum esmin achi earning aur future bna sakty hay es business main money management karty huway he kam karna chhiewy
              • #2137 Collapse

                Forex Ek accha aur trustable wala business sahi hai yeah aap ko kabhi bhi kisi bhi time Kafi Jyada Naksha De Kar Ja sakta hai Jisko Apne intense nahi kar sakte hain isliye score strong kare Woh Apna profit banate hai
                 
                • #2138 Collapse

                  forex main kam karty hain to is main agr success hasil karni hay to is kay luye humain kafi mehnat say kam karna ho ga kun kay jab b hum kam karty hain to hard work kar kay acy say ana ho ga is main boht say log trade karty hain to is main kam karnay say kai loss ho skata hay practice karna hogi
                  • #2139 Collapse

                    agar hum forex trading dar kay karen gay to esmain hum earn karnay ki bijaye market main loss he karen gay so humay chahiey keh forex trading ko sab say pehlay seekhy kyun keh bina seekhy agar hum forex trading ko run karen gay to hum earning nahi market main loss he karen gay aur aisa nahi karna chahiey
                    • #2140 Collapse

                      agr hum success hasil karna chahty hain to is main hard work kar kay kam karna ho ga kun kay market main humain kafi fear tb hota hay jab humain ziada loss hota hay humain practice say hi kam karna ho ga low risk main kam karna ho ga practice say ye hota hay trade kay bary main maloomat hoti hay
                      • #2141 Collapse

                        g han har kam ko start karny say fear hota hai so hamain market main learn karna ho ga aur hard work karein gay tab hi hamain is ka phal mily ga aur hamain market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay
                        • #2142 Collapse

                          is forex main kam karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur forex main boht say log kam karty hain aur is main kam kar k boht hi acha earn kar k apni life ki har zarorat ko pora karty hain aur boht hi khush hain it is best
                          • #2143 Collapse

                            agar hum forex trading main dar kam karen gay to he humari trading achi ho sakti hay es business main money management karty huway aur sabr kay sath agar hum kam karen gay to he humay esmian kam risk hota hay aur esmian tab he safe reh sakty hay aur humay kam he aisay karna chahiey
                            • #2144 Collapse

                              har kam ko start main karny say pahly fear hota hai so hamain market main rules ko follow karna ho ga tab hi hum run karein gay aur market main greed ko avoid kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur loss bi kam ho saky ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2145 Collapse

                                forex trading ko money managment karty huway he trading karnay main faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay ye business bohat acha business hay sahi sy es business main humay tab he achi earning hoti hay jab hum es businenss main theak say kam yabi milti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X