Fulfil your need, not greed
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    forex ek aesa business hai jiss me hame apna life style change karnay ka pora moka milta hai.yani hum yaha say apni umeed say zyada earn kar saktay hain bs is baat ka khayal rakhe ke zyada lalach na kre
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      dear ap ney bilkuk thek kaha hey kyun keh her bunda koi bhe job etc bhi to apne zroryat ko pora kerney keh liey he krta hey ager ap is sey bgher greed keh yeh hasil ker letey hain to ap ko kya zrorat hey keh ap greed krain aur apna he nuksan krain ager ap ko zyada earn kerna hey to bus us peh hard work kero lekin kbhi bhi greed ni
      • #138 Collapse

        mare kahyal se agr ap ko ap ki zarort k motabq ap ko profit mel jata hy to ap apna profit la kar hat jawo side pe ho jawo or us ko withdraw lana chaye phr se new hope se is per hard working kar k or profit lana chaye or apni zaroryat ko pura karna chaye
        • #139 Collapse

          jee han main ap se mutfiq hon ke ap ko apni needs ko poora kerna ho a ga na ke greed se kam ker ke ap apne ap ko bara loss de loo iss lye achi learning kerni ho gi orr slow trading ker ke ap iss main kamyab ho sakoo gye
          • #140 Collapse

            brother main bilkul ap say itefaq karta hun jub humen itna profit mil jaye k humari rozmara ki zareyat pori ho jati hen tu hamen udr hi stop karna chaye or lolach ni karni chaye or mazeed apna time dimagh or paisa bchana chye
            • #141 Collapse

              aksar loog forex ma lalach hi ki waja sy aaty hein aor jald hi amni jama ponji luta kar free ho jaty hein kiyon k forex market bohat fast hy jahan es ma profit fast hy waheen loos ka chance bhi utna hi fast hy
              so be careful in trading
              • #142 Collapse

                Dear insan ko khob se khob tar ki talaash rehti hai lekin har bar esa mumkin nahi hota k apko apka man chaha profit mile kabhi profit kam bhi hota hai lekin is main mayoos nahi hona chaiyeh yeh har kisi k sath hota hai.
                • #143 Collapse

                  yes you are right, forex aik bohat pure, reliable aur profitable busniss hai agar hum isko forex ke rules ko follow karte howe chalen to yeh hamari life style ko bhi change karsakta hai hamen tarding main laluch ko hamesha apne se dur rakh ke tarding karni chaye aur kam profit main bhi allah ka shukar ada karna chaye aur agar hum apni financial needs ko pora karne ke liye trading akren too kabhi bhi high profit earn karne ke liye apni big investmant na lagen kiun ke isse greed hota hai jo hamare liye bhot dangerous hai haman apne capital ko save rakhte hwoe trading karni chaye aur daily ya weekly basis pe kam leverage ke sath tarding karni chaye jitni hamari need hai
                  • #144 Collapse

                    g han ap ne tik kaha hai me apki bat se agree karta hu ke forex me jab bhi ap trading kare to pir ap apne mind se greed nikal de wo is liye ke jab ap ke mind me greed ajati hai to pir ap trading me apna sub kuch gawa dete hai to mere to wo bhare buzrog khete hai ne ke lalach buri bala hai to pir apko is se dur rehna hoga tik hai dear
                    • #145 Collapse

                      ji haan ap ney sahi kaha hain bikul k huemin bikul hi gred nahi akrna chayeh bas daily koi target set karna chayeh k agar mujhe itney use profit howey toh hum aur nahi karegy profit kyun k bazz waqt greed ki waja se hum lose kar sakty hain ..
                      • #146 Collapse

                        bhai bohat he achi bat ke gai hay kay pahly to insan ko apni zaroreyat pori karni chaheya us ka bad he jab wo pori ho jayain to phir dosari chezain sochni chehaya lekin kuch log greedy ho jatay haan wo pachtatay haan...
                        • #147 Collapse

                          forex is risky business so koshish karen k jitni ap ki zrorat ho utna he earn karain kabhi bhi greedy na hon greed k sath ap forex main kabhi bhi kamyab nahi ho sakte hain
                          • #148 Collapse

                            need ko sab sa pehly pora kerna chaheya lalach main kuch nhi rakha . lalach k chaker main insan apni need bhi pori nhi ker pata akser . forex main lalach ko kam sa kam kerna chaheay
                            • #149 Collapse

                              Yes of course right we want to fulfill our all the needs then we have to control the greed which is the must in the forex to earn lots of money, and also for getting the success, so we need to keep our mind relax and make the trading with active and steady mind,
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Greed ap koo hamesha profit sa loss mein laa jatii ha ager ap ki stargy ha is trhaan sa risk py km krna aur profit laina ap satisfied hain thats good otherwise ap agr laaaluch kr raha hain tou it will cause your mind sleep...!!

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X