Fulfil your need, not greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    jee haan aap ne bilkul sahi kaha aur new traders kay saathye masla zaada hota hai kyunkay woh apney emotions apr bhi control nahi kar patay aur un kay andar zada se zada kamanay ka jazba hota hai tou unko chaiye kay wo iss par control rakhain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      ager aap online forex trade me apni requirements ko achi tarikay se pura karaha hai or ap ache earning kar rahe hain to apko or b ziada ki greed nahe karni chahiye q k lalach ache chez nahe jo apko mil raha hai hoskta hai ap us se b jaye.
      • #183 Collapse

        bilkul isi treh sy hy keh apki zaroriat ko pori krta he agr ap lalich na krian to matlab aik din ka target muqarar kr lain keh 4 sy 5 usd daily krna he aur is sy ziada ka lalich nhi krna phir to forex kafi faida mand sabit hoti he.aur hum apne akhrajat basani pory ho jaty hain.
        • #184 Collapse

          g haan brother sahe kaha aap ne hamain jitna mil jaye utna hi buhat hae jis se hamara guzara easily hota jae. agr ziada kamane ki taraf bhago tau insan apni pehli earnings se b haath dho bhet'ta hae q k greed insaan ko hamesha loss ki taraf hi la k jati hae.
          • #185 Collapse

            mere khyeal main forex business app ko agar assi profit miljye to app ko apni dream or app ki jarurat puri kar sakta hai to app or jiada profit ki baroma na hi sos na hi xhyea tha is lyea app ko greed ko control kar ke hi forex business karna hai.
            • #186 Collapse

              g brother forex trading aik asa business hay jis main ap trading kar kay profit earn kar sakty hain aur apne life ko change kar sakty hain forex main knowledge ke bunyad pay trading karne chahty aur trading kay doran lalach naie karna chahy.
              • #187 Collapse

                bilkul bhai ji achi baat ki hai aap nay .hmain trade main ziada profit ka lalch nahi krna chahye .agr hmari needs kay mutabik hum earn kar rahy hain to hmain koi zrort nahi hai kay hum greed kren or loss krwa lain .
                • #188 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Agar aap ko forex main trade kerne k baad itna profit mil jata hai jo aap ki financial needs ko fulfil kerne k liye kafi hai to mere khayal main aap ko iss se zyada ki greed main apna time, paise ya dimagh waste nahi kerna chahiye.
                  Haan yaar sahi baat hai ap ki jab hum apna profit itna hasil kar lete hain jitni hume need hoti hai to phir hume lalach karne ki koi zaroorat nahi hai agar hum apna target complete karne ke baad greed karte hain to ho sakta hai ke hamara earn kia howa profit bhi loss ho jaye.....
                  • #189 Collapse

                    Lalch main hum wakti tor par to faida hasil kar sakty hain lkain yah hum kabhi nahi soch sakty kay hum lalach kar kay iss say buhat sa faida hasil kar sakin gay yah to usi soorat main possible ha agar hum apny damagh ur dil say lalch ko nikal phainkain gay aur phr hum apni mehnat aur apny bal boty par kaam karain gay to hum kafi faida iss say hasil akr sakty hain aur apny andar behtri bhi la sakty hain
                    • #190 Collapse

                      abhi bhi lalach nhi krni chhaahye lalach humein or zada nuksaan ki taraf leey our enemy and it is so harmful for us. we need to be careful about
                      • #191 Collapse

                        g dear hum ko forex market main utna he kaam karna chehay jitna k hum kar sakty hen mean apna profit level apny capital k hesab say rakhna chehay kuch trader thori investment par bohat bary profit k chakkar main par jaty hen or loss kar lety hen..
                        • #192 Collapse

                          yes dear i totally agree with you that if we earn regular income from forex trading market then we should not more greedy and try earn huge profit with low investment if we try to earn huge profit then we may go into loss and may lose our investment or capital in forex market
                          • #193 Collapse

                            forex me greedy bhot zayda manhgy par jaty ha is lay ap ko apnhy need ko fullfill karna ka lay aik plan ke zarort ha.greed is curse , lalich buri bala ha ku lalich se insan boht kahata or misktak kr skta or boht se logo se to ye mistak ho be jati hain.
                            • #194 Collapse

                              Forex trading ko ham paisey kamaney k lye join kren na k zaida paisy k greedy honey k lye apni limit me reh k kam karna chahiye jis se hum apni zaroriyat ko pura kar sken chotey level pe trading karni chahiey is tarha agar loss ho ga bi to thora ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Salam Friends, :rolleyes: Definitely, you should just fulfill your financial needs, you should trade with confidence, and have to avoid greed and shortcuts, have patience on low profit, forex trading is a kind of speculate business where with little invest you can earn a massive profit, so just focus to learn it properly, have to gain proper knowledge and enough experience.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X