Fulfil your need, not greed
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    forex bunssiness aik acha aor best world ka kam ha sahih kam krain gy to is jaisa kam world main koi na ha mtlb yeh ha keh ham trading main greed na krain hamasha apni zarorat jitna profit hasil kr kay kam chor dain aor phir dobara hadosry din kam krain to acha sabit hota ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      ji bhai jan ap thek kah rahay ho agar ham itna profit bana rahay hain jo hamray liay kafi hay to baishak hamain is say zayada ka lalach nai karna chahiay mainay khuch arsa pahlay mainay isi waja say loss kia lakin ab main is cheez ka dhayan rakhta hoon hamain utna hi banana chahiay jitna hamray naseeb main likha hay.
      • #888 Collapse

        g brother forex trading aik asa business hay jis main ap trading kar kay profit earn kar sakty hain aur apne life ko change kar sakty hain forex main knowledge ke bunyad pay trading karne chahty aur trading kay doran lalach naie karna chahy.
        • #889 Collapse

          han bhai yeh aap ne bohat sahi bola ke ham ko apni needs ko fulfill karna chahiye greed ko nhi kiun ke greed hamari kabhi bhi is business me poori nahi ho sakti hain jitna bhi ham kama len so mere khayal se to ham ko apni needs he poori karni chahiye .
          • #890 Collapse

            yes app ne sahe kaha hain hum ko forex trading karte waqat greed ko proper control kar kai trading karne chahiya agar hum greed ko control kar kai trading karain gain tu hum trading behtar karsakte hain so greed is bad habit in forex trading.
            • #891 Collapse

              forex trading kafe best system ha jis se hame kafe acha earn kar sakte ha laknen si ke liye hamre pass acha trading ka knowledge hona cahye trading ke lye
              • #892 Collapse

                gee bhai ap ki baat thek hai ager hum is tarha karey gey tu hum is me ek din ek sucessfull trader ban saktey hai jis se hum ko trading me ek acha profit ho sakta hai
                 
                • #893 Collapse

                  benefits of forex demo kay bohat zyada hain fost forex main real main tarde kary gay to forex mainap ko oss hony sa bachy ga fore xmain market ko koundrstamd karna mainmada kary ga aur forex main ap ko diferbnt strgy test karny ka moqa mily ga aur forex mainap experince aur learng ho eg .....
                  • #894 Collapse

                    Yes Hum ko Forex trading business mein discipline or patience k sath trading kerni chahye hum ko greedy nahi hona chahye q k greed bohat dangerous hai or geed k chaker mein losses ker beth te hain hum to greed ko avoid kiya jaye.
                    • #895 Collapse

                      jahan pe pasa ki bat ho to her banda men hi greed aa hi jata hai... kuk pasa aj kal ki sub se bari zaruart bun chuka hai.. so greed ko qabu pana thora muskil hota hai... or mara khayal se to greed hamen motivate kerta hai k hm full mehnat kren....
                      • #896 Collapse

                        if you want to become a successful trader in forex market then you have to control on your greed because forex is not for greedy people it is for cool minded people because it is a safe business.
                        • #897 Collapse

                          hmm need ko full fill karna ka lia hamesha insan ko pasa ki zarora perti ha or baz uka aneeds asi hoti han jis main pasa na kamaya jay to puri nai hotin. to per asa moka par ap ko greed kar ka koi rasta tlash karo wo nuksan hi deta ha
                          • #898 Collapse

                            forex business out standing business ha. hum yhn sa unlimited money earn kar sakhty hn. but agr hamain yhn par earning ho ge or wo hamari finencial needs ko pura kar sakhti ha. to hamain over trading neh karni cahy. kyn k hamian loss ko bhe face karna parh sakhta ha. so hamain apnay target ko set kar k he trading karni cahye.
                            • #899 Collapse

                              Yes bhai you are right forex trading ak ase jaga ha jahan per ham ko apne need ko pura karna cahae na k greed karna cahe kun ke greed \kabi bhe nahe barhta ha jitna bhe ap kosshish karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                gee bhai ap ki baat thek hai ager hum is me greed karey gay tu hum ko is me loss hoga is leye hum ko apni greed par control karna chaye hai tu hum ko loss nahio hoga
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X